Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, January 5, 2020

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1053❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1053❗

Sawal 1 : Qayamt ke din Jab sari zameen Allah Subhanahu ki mutthi mein hogi us waqt Aasman kaha  honge ?

A. Allah ke arsh ke andar
B. Israfeel alaihi salam ke soor mein
C. Allah ke dahine haath mein
D. 8 farishto usko uthaye huye honge
E. 4 farishto usko uthaye huye honge
F.  Allah ke Bahine haath mein
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Qayamt ke din Jab sari zameen Allah Subhanahu ki mutthi mein hogi us waqt log kaha honge ?

A. Qabro mein
B. Maidan e Mahshar mein
C. Allah ki mutthi mein
D. Pool Sirat par
E. Meezan par
F. Hawz e Kauther par
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗Only-Quran-Hadith Quiz 1053❗

Quiz 1 :  On the day of Qayamah when the whole earth will be grasped by the Hand of Allah ,Where will be the heavens (Skys) on the day of Qayamah ?

A. In the throne of Allah
B. In the soor of israfil alihi salm
C. In the right hand of Allah
D. Eight angels will hold it
E. Four  angels will hold it
F. In the left hand of Allah
G. None of the above
H. I want to know


Quiz 2 : On the day of Qayamah when the whole earth will be grasped by the Hand of Allah , Where will the people be on that time ?

A. In Graves
B. Ground of gathering
C. In the the Hand of Allah 
D. Upon the bridge over Hell
E. On the Meezan (balance)
F. On the Lake Fountian (Kauther)
G. None of the above
H. I want to know




Sahi Jawab CD
-------
Al Quran : Aur unhone Allah ki qadar nahi ki jaisa ki uski Qadar karne ka haq hai aur ye zameen Qayamat ke din sab uski muththi mein hogi  aur aasman uske dahine haath mein lapete huye honge aur wo paak aur aalishan hai us s ejo wo sharik thahrate hain
Surah Az-Zumar (39), 67

Aisha Radi Allahu Anha se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam se aayat 
*وَالأَرْضُ جَمِيعًا قَبْضَتُهُ يَوْمَ الْقِيَامَةِ وَالسَّمَوَاتُ مَطْوِيَّاتٌ بِيَمِينِهِ*
Sari zameen Qayamat ke din RABB ki ek mutti mein hogi aur sare asman uske dahine hath mein lapte huye honge (Az -Zumar 39: 67)  
ke talluq se pucha to Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya dozakh ke pool par ( us se mujhe malum ho gaya ke dozakh bahut lambi chordi hogi
Jamia Tirmizi  Jild 2, 1170-Sahih


Answer CD
------
Al Quran : They made not a just estimate of Allah such as is due to Him. And on the Day of Resurrection the whole of the earth will be grasped by His hand and the heavens will be rolled up in His right hand. Glorified be He, and High be He above all that they associate as partners with Him! 
Surah Az-Zumar (39),  67

Narrated Mujahid Radi Allahu Anhu that Ibn Abbas said Do you know what is the width of Jahannam? I said: No. He said: Yes, and by Allah I do not know. 'Aishah narrated to me that she asked the Messenger of ALlah (ﷺ) about Allah's saying:
*وَالأَرْضُ جَمِيعًا قَبْضَتُهُ يَوْمَ الْقِيَامَةِ وَالسَّمَوَاتُ مَطْوِيَّاتٌ بِيَمِينِهِ*
On the Day of Resurrection the whole earth will be grasped by His Hand and the heavens will be rolled up in his Right Hand (39:67). 
She said I said Where will the people be on that day O Messenger of Allah?" He said: "Upon the bridge over Jahannam.
Jamia Tirmidhi,  Book 44, 3241-Sahih

1 comment: