Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, January 6, 2020

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1054❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1054❗

 Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne apni wafat se pahle kisi ko bulakar chupke se kuch kaha jis se wo rone lage aur phir se kuch kaha to wo hansne lage

Sawal 1 : Unke Kaan mein kya baat kahi thi jis se wo hansne lage ?

A. Aap jannat mein mere padosi honge
B. Aapko khilafat ata ki jayegi
C. Meri wafat ke baad sabse pahle aap mujhse miloge
D. Aapka beta Jannat ke jawano ka sardar hoga
E. Aapko bina hisab jannat mein dakhil kiya jayega
F. Aapko Shahadat naseeb hogi
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sawal 2 : Wo kaun they jinko chupke se kuch kaha tha ?

A. Aisha Radi Allahu Anha
B. Fatima  Radi Allahu Anha
C. Abu bakr  Radi Allahu Anhu
D. Umar  Radi Allahu Anhu
E. Hussain  Radi Allahu Anhu
F. Ali  Radi Allahu Anhu
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗Only-Quran-Hadith Quiz 1054❗

Once  Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam called somebody during his fatal illness and told something secretly and she/he wept
Then again he told her/him something secretly, and she/he started laughing.

Sawal 1 : What Rasool-Allah Sallallahu Alahihi Wasallam  told her/him that  she/he started laughing?

A. You will be my neighbour in paradise
B. You will get Khilafah
C. He would be the first of his family to follow him
D. Your son will the chief of the youth in paradise
E. You will enter paradise without account
F. You will get martyr
G. None of the above
H. I want to know


Sawal 2 : To whom  Rasool-Allah Sallallahu Alahihi Wasallam talked secretly ?

A. Aisha Radi Allahu Anha
B. Fatima  Radi Allahu Anha
C. Abu bakr  Radi Allahu Anhu
D. Umar  Radi Allahu Anhu
E. Hussain  Radi Allahu Anhu
F. Ali  Radi Allahu Anhu
G. None of the above
H. I want to know


Sahi jawab CB
--------
Aisha Radi Allahu Anna se riwayat hai ki marz ul maut mein Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne fatima Radi Allahu Anna  ko bulaya aur Aahista se koi baat unse kahi jis par wo rone lagee phir dubara ahista se koi baat kahi jis par wo hasne lagee, phir hamne unse uske taluq pucha toh unhone bataya ke Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne mujhse farmaya tha ke Aap Sallallahu Alahih Wasallam ki wafat usee marz mein ho jayegi to main ye sun kar rone lagi dusri baar Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne mujhse farmaya ke aap ke ghar ke logon mein se sabse pehle main Aap Sallallahu Alahih Wasallam  se  jaa milungi toh mein hansne lagi thi
Sahih Bukhari, 4433,4434



Answer CB
--------
Narrated `Aisha The Prophet (ﷺ) called Fatima during his fatal illness and told her something secretly and she wept. Then he called her again and told her something secretly, and she started laughing. When we asked her about that, she said, "The Prophet (ﷺ) first told me secretly that he would expire in that disease in which he died, so I wept; then he told me secretly that I would be the first of his family to follow him, so I laughed ( at that time).
Sahih Bukhari,Book 59, Hadith 718

No comments:

Post a Comment