Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, January 10, 2020

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1057❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1057❗

Jawab ek se zyada hai

Inmein se wo kaunse azkar hain jisko padhne par wo Allah subhanahu ke Arsh tak pahuch kar unko padhne wale ka zikr karte hain ?

A. Allahu Akbar
B. Alhamdulillahi Kathira 
C. La ilaha illAllah
D. Alhamdulillah
E. SubhanAllah
F. La Hawla Wa la Quwwata illa billah
G. Allahu Akbar  kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1057❗

Answer are more than one

Quiz : What are those azkar if somebody recites,  it reaches to the thorn of Allah and  mention the reciters ?

A. Allahu Akbar
B. Alhamdulillahi Kathira 
C. La ilaha illAllah
D. Alhamdulillah
E. SubhanAllah
F. La Hawla Wa la Quwwata illa billah
G. Allahu Akbar  kabira wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila 
H. Sahi Jawab ka intezar hai

Sahi Jawab ACDE
-------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jab log Tasbeeh ( SubhanAllah)  tamheed ( Alhamdulillah)  takbir ( Allahu Akbar)  tehleel ( La Illaha IllAllah)  ki surat mein Allah Subhanahu  ke jalal ka  zikr karte hai to ye (azkar)  arsh ke ird gird Aajazi karte hain, aur Shehed ki makkhi ki bhin-bhinahat ki taraha unki awaz hoti hai aur ye apne zikr karne wale ka tazkira karte hain.
toh kya ab tum log nahi chahate ke tumahara koi aisa aamal ho jo (arsh ke paas)  tumahari yaad dilata rahe 
Musnad Ahmed  # 5464-Sahih


Answer  ACDE
-----------
It was narrated from Nu'man bin Bashir that : The Messenger of Allah (ﷺ) said: When you recite Tabsih (Subhan-Allah), Tahmeed (Alhamdulillah) Tahlil (Allahu-Akbar) and Tehleel (La ilaha illAllah) it revolves around the Throne, buzzing like bees, reminding of the one who said it. Wouldn't any one of you like to have, or continue to have, something that reminds of him (in the presence of Allah)?
Musnad Ahmed : 5464-Sahih

No comments:

Post a Comment