Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, January 4, 2020

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1052❗

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1052❗

Ek Sahabi ki Maa ne ye Qasam le li thi ki jab tak wo sahabi Islam nahi chorh denge , wo unse baat nahi karegi aur khana bhi nahi khayegi , uske baad Allah subhanahu ne Quran ki aayat nazil farma di

Sawal 1 : Wo Sahabi kaun they ?

A. Sad bin Muadh Radi Allahu anhu
B. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
C. Ammar Radi Allahu anhu
D. Musab bin Sad Radi allahu anhu
E. Abu Hurairah Radi allahu anhu
F. Sad Bin Abi waqas Radi allahu anhu
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai


Sawal 2 : Jo Aayatein Allah ne nazil farmayee wo kaunsi surah ki thi ?

A. Surah Aaraf
B. Surah Al-Hijr
C. Surah Taha
D. Surah Luqman
E. Surah Ankaboot
F. Surah Al-Hajj
G. Inmein se koi nahi 
H. Sahi Jawab ka intezar hai


❗Only-Quran-Hadith Quiz 1052❗

Once the mother of a sahabi took oath that she would never talk with him until he abandoned Islam and she neither ate nor drank

A. Who Was that Sahabi ?

A. Sad bin Muadh Radi Allahu anhu
B. Maaz bin jabal Radi Allahu Anhu
C. Ammar Radi Allahu anhu
D. Musab bin Sad Radi allahu anhu
E. Abu Hurairah Radi allahu anhu
F. Sad Bin Abi waqas Radi allahu anhu
G. None of the above
H. I want to know


Sawal 2 : Those Verses belong to which surah  ?

A. Surah Aaraf
B. Surah Al-Hijr
C. Surah Taha
D. Surah Luqman
E. Surah Ankaboot
F. Surah Al-Hajj
G. None of the above
H. I want to know



Sahi Jawab FE
------------
Mus'ab bin Saad Radi Allahu Anhu se rivayat hai ke unhone apne walid (saad bin abi waqas Radi Allahu Anhu ) se suna ke unke baab me Qura'an ki kayee ayatein nazil huyee,  unki Maa ne qasam khayi thi ke unse kabhi baat na karegi jab tak wo apna deen (yaani Islam) na choreinge aur na khayegi na piyegi,  wo kahne lagi Allah taala ne tujhe hukm diya hai Maa Baap ki Ita'at karne ka aur mai teri maa houn tujhko hukm karti houn iss baat ka,  phir teen din tak yu hi rahi kuch khaya na piya yahan tak ke wo behosh hone lagi ,  aakhir mein unka ek beta jiska naam Ammara tha khada hua aur usko paani pilaya,  wo baddua karne lagi saad Radi allahu anhu ke liye tab Allah taala ne ye ayat Nazil farmayee
وَوَصَّيْنَا الْإِنسَانَ بِوَالِدَيْهِ حُسْنًا ۖ وَإِن جَاهَدَاكَ لِتُشْرِكَ بِي مَا لَيْسَ لَكَ بِهِ عِلْمٌ فَلَا تُطِعْهُمَا ۚ إِلَيَّ مَرْجِعُكُمْ فَأُنَبِّئُكُم بِمَا كُنتُمْ تَعْمَلُونَ
Aur hum ne hukm diya Aadmi ko apne Maa Baap ke saath neaki katne ka lekin agar wo zor dalein tujh par shareek kar tu mere saath uss cheez ko jiska tujhe Ilm nahi,  toh mat maan unki baat (yaani Shirk mat kar) aur reh unke saath duniya me dastoor k muwafiq ( Ankaboot 29:8)
Sahih Muslim, Jild  6 , 6238


Answer FE
------------
Musab bin Sa'd reported on the authority of his father that many verses of the Qur'an had been revealed in connection with him. His mother Umm Sa'd had taken oath that she would never talk with him until he abandoned his faith and she neither ate nor drank and said: Allah has commanded you to treat well your parents and I am your mother and I command you to do this. She passed three days in this state until she fainted because of extreme hunger and at that time her son whose name was Umara stood up and served her drink and she began to curse Sa'd that Allah, the Exalted and Glorions, revealed these verses of the Holy Qur'an:" 
وَوَصَّيْنَا الْإِنسَانَ بِوَالِدَيْهِ حُسْنًا ۖ وَإِن جَاهَدَاكَ لِتُشْرِكَ بِي مَا لَيْسَ لَكَ بِهِ عِلْمٌ فَلَا تُطِعْهُمَا ۚ إِلَيَّ مَرْجِعُكُمْ فَأُنَبِّئُكُم بِمَا كُنتُمْ تَعْمَلُونَ
And We have enjoined upon a person goodness to his parents but if they contend with thee to associate (others) with Me of which you have no knowledge, then obey them not ( Ankaboot 29:8)
Sahih Muslim,Book 31, Hadith 5933

No comments:

Post a Comment