✦ Islamic Quiz-77✦
Sawal : inmein se wo kiski aawaz hai jisko insaan sun le to behosh ho jaye❓
A. Farishto ki
B. Mayyat ki
C. Jinnato ki
D. Yajuz Majuz kiE. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
B. Mayyat ki
C. Jinnato ki
D. Yajuz Majuz kiE. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
-------------------------
Quiz: There is a voice, If a human hear it , he would fall unconscious , whose voice is this ❓
A. Angels
B. deceased (Dead)
C. Jinn
D. Yajuz Majuz
E. None of the above
F. I want to know
B. deceased (Dead)
C. Jinn
D. Yajuz Majuz
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab B
----------------------
----------------------
Abu Said Al-Khudri radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya ki jab Mayyat charpayee (janaze) par rakhi jati hai aur mard ise kandho par uthate hai to ager wo neik ho to kahta hai ki mujhe aage le chalo, lekin ager neik nahi ho to kahta hai haay barbadi mujhe kaha liye ja rahe ho, us aawaz ko insan ke siwa tamam Allah ki makhluq sunti hai, ager insan use sune to behosh ho jaye.
{Sahih Bukhari: Vol. 2, 1314}
-------------------------------------
Answer B
{Sahih Bukhari: Vol. 2, 1314}
-------------------------------------
Answer B
Narrated Abu Sa`id Al-Khudr Radi Allahui Anhu: Allah's Messenger Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, When the funeral is ready and the men carry it on their shoulders, if the deceased was righteous it will say, 'Present me (hurriedly),' and if he was not righteous, it will say, 'Woe to it (me)! Where are they taking it (me)?' Its voice is heard by everything except man and if he heard it he would fall unconscious."
{Sahih Bukhari : Vol. 2, Book 23, Hadith 400}
{Sahih Bukhari : Vol. 2, Book 23, Hadith 400}
No comments:
Post a Comment