✦ Islamic Quiz-44✦
Sawal: inmein se Allah subhanahu ki
baargah mein kaunsa Amal sabse ziyada Mehboob hai ?
A. waqt par namaz parhna
B. Ramzan ke roze rakhna
C. Kaabe ka tawaf karna
D. Praying Tahajjud
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
---------------------
Quiz: Which deed is the
dearest to Allah among below ?
A. offer the prayers on time
B. Ramzan ke roze rakhna
C. Kaabe ka tawaf karna
D. Tahajjud ki namaz padhna
E. None of the above
B. Ramzan ke roze rakhna
C. Kaabe ka tawaf karna
D. Tahajjud ki namaz padhna
E. None of the above
F. I want to know
Sahi jawab A. waqt
par namaz parhna
Abdullah bin Masood
Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki
mainey Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam se pucha ki Allah subhanahu ki baargah mein kaunsa Amal sabse ziyada
Mehboob hai, Aap Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne faramaya apney waqt par namaz
parhna, maine pucha iskey baad farmaya waldein ke saath neik suluq karna,
mainey pucha iskey baad Aapne farmaya Allah ke raaste mein Jihad karna.
Sahih Bukhari, Vol 1, # 527
----------------
Sahih Bukhari, Vol 1, # 527
----------------
Answer A. offer the
prayers on time
Narrated 'Abdullah bin Masood Radi-Allahu-Anhu :I asked the Prophet Peace be upon him "Which deed is the dearest to
Allah?" He replied, "To offer the prayers at their early stated fixed
times." I asked, "What is the next (in goodness)?" He replied,
"To be good and dutiful to your parents" I again asked, "What is
the next (in goodness)?" He replied, 'To participate in Jihad (religious
fighting) in Allah's cause." Sahih Bukhari, Volume 1, Book 10, Number 505:
No comments:
Post a Comment