Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, November 8, 2016

✦ Islamic Quiz-60✦

 Islamic Quiz-60

Sawal: Allah subhanahu ne kaunse Nabee ke liye farishte (jannat ke daroga) se kaha hai ki Qayamat ke din unse Pahle kisi ke liye bhi jannat ka darwaza na khola jaye ?

A. Muhammed Sal-Allahu alaihi wasallam
B. Ibrahim alaihi salam
C. Adam Alaihi salam
D. Musa alaihi salam
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------
Quiz: For which Prophet , Allah subhanahu have ordered to the angel that not to open gate of paradise for anyone before him on the day of Qayamah?

A. Muhammed Sal-Allahu alaihi wasallam
B. Ibrahim alaihi salam
C. Adam Alaihi salam
D. Musa alaihi salam
E. None of the above
F. I want to know



Sahi Jawab  A: Muhammed sal-Allahu alaihi wasallam

Anas bin malik Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya main qayamat ke din jannat ke darwaze par aaunga aur darwaza khulwauunga to jannat ka chokidar ( gatekeeper) puchega ( andar se) ki Aap kaun hain to main kahunga ki main Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam hu to wo kahega ki Aap hi ke liye mujhe hukm diya gaya tha ki aapse pahle kisi ke liye darwaza na kholna
Sahih Muslim, Vol 1, 486
---------------------
 Allahumma salli ala muhammad wa aali Muhammad 
---------------------
Answer A: Muhammed sal-Allahu alaihi wasallam

Anas bin Malik Radhi allahu anhu reported: The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: I will come to the gate of Paradise on the Day of Resurrection. and would seek its opening. and the keeper would say: Who are you? I would say: Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam . He would then say: It is for you that I have been ordered, and not to open it for anyone before you.
Sahih Muslim, Book 1, Hadith 384

No comments:

Post a Comment