✦ Islamic
Quiz-51✦
Sawal: inmein se Allah ke nazdeek kaunse dino mein ibadat aur
neik Aamal karna sabse zyada mehboob hai
?
A. Ramazan ke shuru ke 10
din
B. Muharram ke Shuru ke
10 din
C. Zil Hijja ke shuru ke
10 din
D. Rajab ke shuru ke 10
din
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------------
Quiz: Which are the best days for doing good deeds
near Allah ?
A. The first 10 days of
Ramazan
B. The first 10 days of
Muharram
C. The first 10 days of
Dhil Hijja
D. The first 10 days of
Rajab
E. None of the above
F. I want to know
Sahi Jawab C
----------------
----------------
Ibn
Abbas Radi allahu anhuma se rivayt ahi ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi
Wasallam ne farmaya in dino(Dhul Hijja ke shuru ke 10 din) ke amal se ziyada kisi bhi dino ke amal ki
fazilat nahi. logon ne pucha aur jihad mein bhi nahi ? Aap sallallahu
alaihi wasallam ne farmaya haan jihad
mein bhi nahi siwa us shaksh ke jo apni
jaan aur maal khatre mein daal kar nikla aur wapas aaya to saath kuch bhi na
laya.
Sahih
Bukhari, Vol 2, 969
--------------------
Answer
C
Narrated
Ibn Abbas Radi allahu anhuma : The Prophet sallallahu alaihi wasallam said, No good deeds done on other
days are superior to those done on these (first ten days of Dhul Hijja). Then
some companions of the Prophet sallallahu alaihi wasallam said, Not even Jihad? He replied,
Not even Jihad, except that of a man who does it by putting himself and his
property in danger (for Allah's sake) and does not return with any of those
things.
Sahih Bukhari, Book 15, Hadith 86
Sahih Bukhari, Book 15, Hadith 86
No comments:
Post a Comment