✦ Islamic Quiz-73✦
Sawal: Murdo
ko dafan karne ka tareeqa kaunse Nabi ke zamane se shuru hua ?
A.
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam
B.
Adam alaihi salam
C.
Eesa Alaihi salam
D.
Musa Alaihi salam
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------------------------------
Quiz: Since
which prophet’s time the Burial
Practice (by which a body is
returned to the earth to decompose naturally in soil) has been following?
A.
Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam
B.
Adam alaihi salam
C.
Eesa Alaihi salam
D.
Musa Alaihi salam
E.
None of the above
F.
I want to know
Sahi Jawab B Adam Alaihi Salam
------------
Al Quran : Phir Allah ne ek kawwa bheja jo zameen kuredne laga take usko ( Adam alaihi salam ke bete Qabil ko) dikhaye ki apne bhai ki laash ko kis tarah chupaye , ( ye dekhkar Qabil) kahne laga hai mujhse itna bhi na ho saka ke is kawwe ke barabar hota ke apne bhai ki laash chhupa deta phir woh pasheman hua
Surah Al
Maida (5) , verse 31
----------------------
B. Adam Alaihi Salam
Al Quran : Then Allah sent a crow who scratched the ground to show him to hide the dead body of his brother. He (the murderer) said: "Woe to me! Am I not even able to be as this crow and to hide the dead body of my brother?" Then he became one of those who regretted.
Surah Al Maida (5) , verse 31
No comments:
Post a Comment