Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, November 8, 2016

✦ Islamic Quiz-65✦


 Islamic Quiz-65

Allah subhanahu ne Quran mein farmaya فَوَيْلٌ لِّلْمُصَلِّينَ الَّذِينَ هُمْ عَن صَلَاتِهِمْ سَاهُونَ
iska tarjuma pura kijiye
"Aise namaziyo ki kharabi hai Jo....................."
A. Jo bina Wudhu ke namaz padhte hain
B. Jo jamat se namaz nahi padhte
C. Jo Namaz se gafil rahte yani der se namaz padhte
D. Jo namaz mein idhar udhar dekhte hain
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

---------------------------
Quiz : Allah subhanahu says in Quran ..
فَوَيْلٌ لِّلْمُصَلِّينَ الَّذِينَ هُمْ عَن صَلَاتِهِمْ سَاهُونَ
Complete the translation of above verse
So woe unto those performers of Salat (prayers) Those ............|
A. Those who Pray without Ablution ( Wudhu)
B. Those who don't pray with congregation
C. Those who delay their Salah (from their fixed times).
D. Those who see here and there while praying
E. None of the above
F. I want to know


Sahi Jawab C

AL Quran : To aise namaziyo ki kharabi hai jo namaz ki taraf se ghafil rahte hain (yani der se namaz padhte hain), jo dikhawa karte hain, aur baratne ki cheezein tak rokte hain ( yani kaam mein aane wali choti cheezein jaruratmando ko thodi der ke liye bhi nahi dete) 
Surah Al-Maun (107) Verse 4-7
---------------
Correct Answer is :C

----------------
Al Quran : So woe unto those performers of Salat (prayers) , Those who delay their Salat,
Those who do good deeds only to be seen , And prevent small kindnesses (simple favor)
Surah Al-Maun (107) Verse 4-7

No comments:

Post a Comment