Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith: Wali (Gurdian) ki ejazat ke bagair nikah hota hi nahi hai
✦ Aisha Radhi allahu anha se rivayat hai Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jis aurat ka nikah uske wali (dekhbhal karne wale) ne na karaya ho to uska nikah batil hai, uska nikah batil hai , uska nikah batil hai, ( yani uska nikah hi nahi hua) aur agar mard ne us aurat se sohbat bhi kar li hai to usko mahar bi dena hoga
Sunan Ibn majah, Vol 2, 36-Sahih
✦ Hazrat Abu Musa Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya wali ki ejazat ke bagair nikah hota hi nahi hai
Sunan Ibn majah, Vol 2, 38-Sahih
✦ Comments :in Ahadith se ye sabit hota hai ki wo ladkiyan jo ghar se bhagkar apne maan baap ki ejazat ke bagair nikah kar leti hain unka nikah hota hi nahi hai
-------------------------- -------------------------- -------
---
✦ It was narrated from Aishah Radhi allahu anha that :
The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Any woman whose marriage is not arranged by her guardian, her marriage is invalid, her marriage is invalid, her marriage is invalid. If (the man) has had intercourse with her, then the Mahr belongs to her in return for his intimacy with her.
Sunan Ibn majah, Book 9, 1879-Sahih
✦ It was narrated from Abu Musa Radhi allahu anhu that: The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: “There is no marriage except with a guardian.”
Sunan Ibn majah, Book 9, 1881-Sahih
✦ Comments : These Ahadith proves that those girls who run away with her boy friend and got marry its not allowed at all and that marriage is invalid.

--------------------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس عورت کا نکاح اس کے ولی نے نہ کیا ہو، تو اس کا نکاح باطل ہے، باطل ہے، باطل ہے، اگر مرد نے ایسی عورت سے جماع کر لیا تو اس جماع کے عوض عورت کے لیے اس کا مہر ہے،
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ولی کے بغیر نکاح نہیں ہوتا ہے
نوٹ:ان حدیثوں سے یہ ثابت ہوتا ہے کی وہ لڑکیاں جو گھر سے بھاگ کر اپنے ماں باپ کی اجازت کے بغیر نکاح کر لیتی ہے ان کا نکاح ہوتا ہی نہیں ہے
---
✦ It was narrated from Aishah Radhi allahu anha that :
The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Any woman whose marriage is not arranged by her guardian, her marriage is invalid, her marriage is invalid, her marriage is invalid. If (the man) has had intercourse with her, then the Mahr belongs to her in return for his intimacy with her.
Sunan Ibn majah, Book 9, 1879-Sahih
✦ It was narrated from Abu Musa Radhi allahu anhu that: The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: “There is no marriage except with a guardian.”
Sunan Ibn majah, Book 9, 1881-Sahih
✦ Comments : These Ahadith proves that those girls who run away with her boy friend and got marry its not allowed at all and that marriage is invalid.
No comments:
Post a Comment