Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Tumhare badan ka bhi tum par haq hai , aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai
Abdullah bin 'Amr bin Al-'As Radi AllahuAnhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Abdullah kya muijhe jo khbar mili sahi hai ki tum rozana (Rozana) din mein roza rakhtey ho aur raat bhar ibadat kartey ho, mainey kaha ki haan ya Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam, to Aapne farmaya ki aisa na karo, Rozey bhi rakho aur bina rozey bhi raho raat mein ibadat bhi karo aur soya bhi karo, kyunki tumharey badan ka bhi tum par haq hai , tumhari aankh ka bhi tum par haq hai aur tumhari biwi ka bhi tum par haq hai.
{Sahih Bukhari, Vol 6, 5199}
Abdullah Ibn Abbas Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Do Naimatein aiseee hain ki Aksar log unki Qadar nahi kartey Sehat (Health) aur fursat (achchey kaam karney ke liye)
{Sahih Bukhari, Vol7, 6412}
-------------------------- ---------------
Narrated 'Abdullah bin 'Amr bin Al-'As Radi AllahuAnhu: ALLAH's Apostle SallallahuAlaihi wasallam said, "O 'Abdullah! Have I not been formed that you fast all the day and stand in prayer all night?" I said, "Yes, O ALLAH's Apostle!" He said, "Do not do that! Observe the fast sometimes and also leave them (the fast) at other times; stand up for the prayer at night and also sleep at night. Your body has a right over you, your eyes have a right over you and your wife has a right over you."
{Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 127}
Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "There are two blessings which many people lose: (They are) Health and free time ( for doing good.)
{Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 421}

--------------------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ عبداللہ! کیا میری یہ اطلاع صحیح ہے کہ تم ( روزانہ ) دن میں روزے رکھتے ہو اور رات بھر عبادت کرتے ہو؟ میں نے عرض کیا: جی ہاں یا رسول اللہ! نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ ایسا نہ کرو، روزے بھی رکھو اور بغیر روزے بھی رہو۔ رات میں عبادت بھی کرو اور سوؤ بھی۔ کیونکہ تمہارے بدن کا بھی تم پر حق ہے، تمہاری آنکھ کا بھی تم پر حق ہے اور تمہاری بیوی کا بھی تم پر حق ہے۔
صحیح بخاری جلد ۶ ۵۱۹۹
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا ”دو نعمتیں ایسی ہیں کہ اکثر لوگ ان کی قدر نہیں کرتے، صحت اور فراغت
صحیح بخاری جلد ۷ ۶۴۱۲
-------------------------------------------------------------
Narrated 'Abdullah bin 'Amr bin Al-'As Radi AllahuAnhu: ALLAH's Apostle SallallahuAlaihi wasallam said, "O 'Abdullah! Have I not been formed that you fast all the day and stand in prayer all night?" I said, "Yes, O ALLAH's Apostle!" He said, "Do not do that! Observe the fast sometimes and also leave them (the fast) at other times; stand up for the prayer at night and also sleep at night. Your body has a right over you, your eyes have a right over you and your wife has a right over you."
{Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 127}
Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said, "There are two blessings which many people lose: (They are) Health and free time ( for doing good.)
{Sahih Bukhari, Vol 8, Book 76, No. 421}
Lafz ALLAH Se Dilo Ko Sukoon Milta Hei, Nigah-e-Fikr Ko Taza Shaoor Milta Hei, Naseeb Kesa Bhi Ho "YA ALLAH MADAD" Kaho ALLAH Se Jo Kuch Bhi Mango Zaroor Milta Hei.
ReplyDeleteHafiz Ahmed Raza Qadri Naats