Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Aurton ke fitnon se bada nuksaan dene wala aur koi fitna nahi
Usama bin zaid radi allahuanhu se rivayat hai ki Nabee Kareem Sal-Allahu alaihi wasallam Ne farmaya mainey apney baad mardon ke liye aurton ke fitnon se bada nuksaan dene wala aur koi fitna nahi chora hai.
{Sahih Bukhari, Vol 6, 5096}
Hazrat Jabir Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya (Gair mahram) Aurat jab samney aati hai to shaitan ki surat mein aati hai aur jab jati hai to Shaitan ki surat mein jati hai phir jab koi kisi aurat ko dekhey to usko chahiye ki apni biwi ke pass aaye yani sohbat karey is amal se uske dil ka khayal jata rahega
{Sahih Muslim, Vol4, 3407}
------------------------------------------------------------------------------
English translation:
Narrated Usama bin Zaid Radi AllahuAnhu: The Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam said, "After me I have not left any affliction more harmful to men than women.
{Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 33}
Jabir Radi Allahu Anhu reported that Allah's Messenger Sal-Allahu alaihi wasallam may peace be upon him The woman comes and goes in the shape of a devil, so when one of you sees a woman, he should come to his wife, for that will repel what he feels in his heart.
{Sahih Muslim, Book 8, No.3240}

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ میں نے اپنے بعد مردوں کے لیے عورتوں کے فتنہ سے بڑھ کر نقصان دینے والا اور کوئی فتنہ نہیں چھوڑا ہے۔
صحیح بخاری جلد ۶ ۵۰۹۶
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا عورت شیطان کی صورت میں سامنے آتی ہے اور شیطان ہی کی صورت میں مڑکر واپس جاتی ہے۔ تم میں سے کوئی جب کسی عورت کو دیکھے تو وہ اپنی بیوی کے پاس آ جائے، بلاشبہ یہ چیز اس خواہش کو ہتا دے گی جو اس کے دل میں ( پیدا ہوئی ) ہے،
صحیح مسلم جلد ۴ ۳۴۰۷
--------------------------------------------------------
English translation:
Narrated Usama bin Zaid Radi AllahuAnhu: The Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam said, "After me I have not left any affliction more harmful to men than women.
{Sahih Bukhari, Vol 7, Book 62, No. 33}
Jabir Radi Allahu Anhu reported that Allah's Messenger Sal-Allahu alaihi wasallam may peace be upon him The woman comes and goes in the shape of a devil, so when one of you sees a woman, he should come to his wife, for that will repel what he feels in his heart.
{Sahih Muslim, Book 8, No.3240}
No comments:
Post a Comment