Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith: jab tum mein se kisi ko apni namaz mein shaq ho jaye ( ki kitni raakat padhi) to salam se pahle do sazde ( Sazda e sahu) kar le
✦ Abu Saeed Khudhri Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jab tum mein se kisi ko apni namaz mein shaq ho jaye ( ki kitni raakat padhi) aur malum na ho ki teen padhi ya char , to shaq ko dur kare aur salam se pahle do sazde ( Sazda e sahu) kar le, agar usne 5 rakat padhi hain to ye sazde milkar 6 rakat ho jayegi aur agar puri 4 padhi hain to in dono sazdo se shaitan ke munh mein khak padh jayegi
Sahih Muslim, Vol 2, 1272
✦ Abdullah bin malik Radhi allahu anhu se rivayat hai ki ek baar Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam dusri rakat mein khade ho gaye ( jismein baithana chahiye tha) ,
Phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam namaz padhte gaye aur jab namaz tamam huyee to salam se pahle do sazde kiye
Sahih Muslim, Vol 2,1271
✦ Abdullah bin masood Radhi allahu anhu se rivayat ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne dhuhar ki 5 rakat padhi jismein salam phera to logo ne kaha ki kya namaz zyada ho gayee ? Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya kaise ?unhone kaha ki aap ne 5 rakat padh li to phir Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne do sazde kiya
Sahih Muslim, Vol 2, 1281
✦ Abdullah bin masood Radhi allahu anhu se rivayat ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne ek baar humko (4 ki jagah) 5 rakat padha di, humne arz kiya YA Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam kya namaz badh gayee to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya kaise , humne kaha aapne 5 rakaat padha di to Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya main bhi tumhari tarah ek aadmi hu , jis tarah tum yaad rakhte ho main yaad rakhta hu aur jis tarah tum bhul jate ho main bhi bhul jata hu , iske baad Aap Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne ( sazda e sahu ke) 2 Sazde kiye.
Sahih Muslim, Vol 2, 1284

------------------------------------------------------------
حضرت ابو سعید خدری رضی اللہ عنہ سے روایت کی کہ رسول اللہ ﷺ نے فرمایا : ’’جب تم میں سے کسی کو اپنی نماز میں شک ہو جائے اور اسے معلوم نہ ہو کہ اس نے کتنی رکعتیں پڑھ لی ہیں ؟ تین یا چار ؟ تو وہ شک کو چھوڑ دے اور جتنی رکعتوں پر اسے یقین ہے ان پر بنیاد رکھے ( تین یقینی ہیں تو چوتھی پڑھ لے ) پھر سلام سے پہلے دو سجدے کر لے ، اگر اس نے پانچ رکعتیں پڑھ لی ہیں تو یہ سجدے اس کی نماز کو جفت ( چھ رکعتیں ) کر دیں گے ارو اگر اس نے چار کی تکمیل کر لی تھی تو یہ سجدے شیطان کی ذلت و رسوائی کا باعث ہوں گے ۔ ‘ ‘
صحیح مسلم جلد ۲ حدیث ۱۲۷۲
حضرت عبداللہ بن مالک ابن بحسینہ ازدی رضی اللہ عنہ سے روایت کی کہ رسول اللہ ﷺ دو رکعتوں کےبعد جہاں نماز میں آپ کا بیٹھنے کا ارادہ تھا ، ( وہاں ) کھڑے ہو گئے ، آپ نے اپنی نماز جاری رکھی ۔ پھر جب نماز کے آخرمیں پہنچے تو سلا م سے پہلے سجدے کیے ، اس کے بعد سلام پھیرا ۔
صحیح مسلم جلد ۲ حدیث ۱۲۷۱
حضرت عبداللہ ( بن مسعود رضی اللہ عنہ ) سے روایت کی کہ نبی کریم ﷺنے ظہر کی نماز ( میں ) پانچ رکعات پڑھا دیں ، جب آپ نے سلام پھیر ا تو آپ سے عرض کی گئی : کیا نماز میں اضافہ کر دیا گیا ہے ؟ آپ نے فرمایا : ’’ وہ کیا ہے ؟ ‘ ‘ صحابہ نے کہا : آپ نے پانچ رکعات پڑھی ہیں ۔ توآپ نے دو سجدے کیے ۔
صحیح مسلم جلد ۲ حدیث ۱۲۸۱
نےحضرت عبداللہ ( بن مسعود ) رضی اللہ عنہ سے روایت کی ، انھوں نے کہا : رسول اللہ ﷺ نے ہمیں پانچ رکعتیں پڑھا دیں تو ہم نے عرض کی : اے اللہ کے رسول ! کیا نماز میں اضافہ کر دیا گیا ہے ؟ آپ نے فرمایا : ’’ وہ کیا ؟ ‘ ‘ صحابہ نے کہا : آپ نے پانچ رکعات پڑھائی ہیں ۔ آپ نے فرمایا : ’’ میں تمھاری طرح انسان ہوں ، میں بھی اسی طرح یا د رکھتا ہوں ، جس طرح تم یاد رکھتے ہو اور میں ( بھی ) اسی طرح بھو ل جاتا ہوں ، جس طرح تم بھول جاتے ہو ۔ ‘ ‘ پھر آپ نے سہو کے دو سجدے کیے ۔
صحیح مسلم جلد ۲ حدیث ۱۲۸۴
------
Hadith: When any one of you is in doubt about his prayer and he does Dot know how much he has prayed perform two prostrations before giving salutations
Abu Sa'id al-Khudri Radhi allahu anhu reported:
The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: When any one of you is in doubt about his prayer and he does Dot know how much he has prayed, three or four (rak'ahs). he should cast aside his doubt and base his prayer on what he is sure of. then perform two prostrations before giving salutations. If he has prayed five rak'ahs, they will make his prayer an even number for him, and if he has prayed exactly four, they will be humiliation for the devil.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1166
Abdullah b. Malik ibn Buhaina al-Asadi reported:
The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam stood up (at the end of two rak'ahs) when he had to sit and proceeded on with the prayer. But when he was at the end of the prayer, he performed a prostration before the salutation and then pronounced the salutation.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1165
Abdullah bin masood Radhi allahu anhu reported:
The Apostle of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said five rak'ahs of the noon prayer and when he completed the prayer, It was said to him: Has there been (commanded) an addition In prayer? He said: What is it? They said: You have said five rak'ahs, so he performed two prostrations.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1175
🌿Abdullah bin Masood Radhi allahu anhu reported:
The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam led us five (rak'ahs in prayer). We said: Messenger of Allah, has the prayer been extended? He said: What is the matter? They said: You have said five (rak'ahs). He (the Holy Prophet) said: Verily I am a human being like you. I remember as you remember and I forget just as you forget. He then performed two prostrations as (compensation of) forgetfulness.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1178

No comments:
Post a Comment