Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-hadith: uske liye Jannat mein ek ghar ki zamanat jiska akhlaq bahut achcha ho
Abu Umama Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya
main us shakhs ke liye jannat ke atraf mein ek ghar ki zamanat deta hu jo haq par hone ke bawajud jhagda chodh de
aur us shakhs ke liye jannat ke beech mein ek ghar ki zamant deta hu jo mazaq mein bhi jhoot bolna chodh de,
aur us shakhs ke liye aala Jannat mein ek ghar ki zamanat deta hu jiska akhlaq aala (bahut achcha) ho
Sunan Abu Dawud, Vol 3, 1372-Hasan
---------------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: میں اس شخص کے لیے جنت کے اندر ایک گھر کا ضامن ہوں جو لڑائی جھگڑا ترک کر دے، اگرچہ وہ حق پر ہو، اور جنت کے بیچوں بیچ ایک گھر کا اس شخص کے لیے جو جھوٹ بولنا چھوڑ دے اگرچہ وہ ہنسی مذاق ہی میں ہو، اور جنت کی بلندی میں ایک گھر کا اس شخص کے لیے جو خوش خلق ہو ۔
-----------------------------
Narrated AbuUmamah Radiallaho anhu : The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said:
I guarantee a house in the surroundings of Paradise for a man who avoids quarreling even if he were in the right,
a house in the middle of Paradise for a man who avoids lying even if he were joking,
and a house in the upper part of Paradise for a man who made his character good.
Sunan Abu Dawud Book 41, 4782-Hasan
No comments:
Post a Comment