Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Har qadam par ek darja buland aur ek gunah maaf
Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Jab tum mein se koi wudhu kare aur achchi tarah wudhu kare, aur phir Masjid ki taraf jaye to uske har qadam par Allah subhanahu uska ek darja buland farma dete hain aur ek khata maaf farma dete hain
Sunan ibn Majah, Vol 1, 281-Sahih
Umar bin Khattab Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo shaksh achchi tarah wudhu karey aur phir kahe ki Ashhadu alla ilaha illallahu, wa ash-hadu anna muhammadan abduhu wa rasuluhu (Main gawahii deta hu ki Allah ke siwa koi maabood nahi aur Muhammad (Sallallahualaihi wasallam) Allah ke bande aur Rasool hain)
Aise shaksh ke liye jannat ke 8 darwaze khol diye janyege aur wo shaksh jannat ke jis darwazey se chahey dakhil ho jaye
Sunan nasaii, Vol1, 150- Sahih
------------------------
It was narrated that Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said
The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said:
When anyone of you performs ablution and does it well, then he comes to the Masjid for no other purpose than prayer, he does not take one step but Allah will raise him one degree (in status) thereby, and remove one sin from him thereby, until he enters the Masjid
Sunan ibn Majah, Book 1, 281-Sahih
It was narrated that 'Umar bin Al-Khattab may Allah be pleased with him said: "The Messenger of Allah peace be upon him said: whoever performs Wudhu well, then says: Ashhadu alla ilaha illallahu, wa ash-hadu anna muhammadan abduhu wa rasuluhu (I bear witness that there is no God except Allah, and I bear witness that Muhammad is the slave and Messenger of Allah Then eight gates of Paradise will be opened for him, and he may enter through whichever one he wishes
Sunan nasaii, Book 1, 148 -Sahih

حضرت ابو ہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم میں سے جب کوئی وضو کرتا ہے، اور اچھی طرح وضو کرتا ہے، پھر مسجد آتا ہے، اور اس کے گھر سے نکلنے کا سبب صرف نماز ہی ہوتی ہے، تو اس کے ہر قدم کے بدلے اللہ تعالیٰ اس کا ایک درجہ بلند کرتا اور ایک گناہ مٹاتا ہے، یہاں تک کہ وہ مسجد میں داخل ہو جائے ۔
سنن ابن ماجہ جلد ۱ ۲۸۱ صحیح
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: جس نے وضو کیا، اور اچھی طرح وضو کیا، پھر «أشهد أن لا إله إلا اللہ وأشهد أن محمدا عبده ورسوله» میں گواہی دیتا ہوں کہ اللہ کے سوا کوئی معبود برحق نہیں اور گواہی دیتا ہوں کہ محمد ( صلی اللہ علیہ وسلم ) اللہ کے بندے اور رسول ہیں کہا تو اس کے لیے جنت کے آٹھوں دروازے کھول دئیے جائیں گے جس سے چاہے وہ جنت میں داخل ہو ۔
سنن نسائی جلد ۱ ۱۴۸ صحیح
--------------------------
English Translation:It was narrated that Abu Hurairah Radi Allahu Anhu said
The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said:
When anyone of you performs ablution and does it well, then he comes to the Masjid for no other purpose than prayer, he does not take one step but Allah will raise him one degree (in status) thereby, and remove one sin from him thereby, until he enters the Masjid
Sunan ibn Majah, Book 1, 281-Sahih
It was narrated that 'Umar bin Al-Khattab may Allah be pleased with him said: "The Messenger of Allah peace be upon him said: whoever performs Wudhu well, then says: Ashhadu alla ilaha illallahu, wa ash-hadu anna muhammadan abduhu wa rasuluhu (I bear witness that there is no God except Allah, and I bear witness that Muhammad is the slave and Messenger of Allah Then eight gates of Paradise will be opened for him, and he may enter through whichever one he wishes
Sunan nasaii, Book 1, 148 -Sahih
No comments:
Post a Comment