Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, June 11, 2014

Hadith Qudsi: Allah subhanahu farnmata hai jo 5 waqt ki namaz waqt par ada karega main usko jannat mein dakhil karunga



Bismillahirrahmanirrahim 

Hadith Qudsi: Allah subhanahu farnmata hai jo 5 waqt ki namaz waqt par ada karega main usko jannat mein dakhil karunga

Abu Qatada Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya ki Allah subhanahu farmata hai maine tum logon par 5 waqt ki namaz farz ki hai , aur main is baat ki zamanat deta hu ki jo inhe hamesha apne waqt par ada karega main use jannat mein dakhil karunga aur jo jo inhe hamesha nahi Padhega uske liye meri koi zamanat nahi hai.
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 428-Hasan
-------------------------------------------------


ابوقتادہ بن ربعی رضی اللہ عنہ نے انہیں خبر دی کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ تعالیٰ کا ارشاد ہے: میں نے آپ کی امت پر پانچ ( وقت کی ) نماز فرض کی ہیں اور میری طرف سے یہ وعدہ ہے کہ جو ان کے وقتوں پر ان کی محافظت کرتے ہوئے میرے پاس آئے گا، میں اسے جنت میں داخل کروں گا، اور جس نے ان کی محافظت نہیں کی، میرا اس سے کوئی وعدہ نہیں ۔ 

سنن ابی داؤد جلد ۱ ۴۲۸ حسن


--
Narrated Abu Qatadah Radi Allahu anhu The

 Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said that
Allah the Exalted said: I made five times' prayers obligatory on your people, and I took a guarantee that if anyone observes them regularly at their times, I shall admit him to Paradise; if anyone does not offer them regularly, there is no such guarantee of Mine for him.
Sunan Abu Dawud, Book 2, 430-Hasan

No comments:

Post a Comment