Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, June 11, 2014

Mafhum-e-Hadith: Shaban ke Mahine mein zyada se zyada roze rakhna sunnat hai


Bismillah-Hirrahman-Nirrahim 

Mafhum-e-Hadith: Shaban ke Mahine mein zyada se zyada roze rakhna sunnat hai

Aayesha radi allahu anha se rivayat hai ki unhone farmaya Rasoollallah Sallallahu-Alaihi-Wasallam yahan tak roze rakhte the ki hum kahte the ki Ab iftaar nahi karenge aur iftaar yahan tak karte the ki hum kahte the ab roza na rakhnege aur maine pure mahine ke roze rahte hute unhe kabhi nahi dekha siwa Ramadhan ke aur kisi mahine mein Shaban se ziyada Roze rakhte nahi dekha 
Sahih Muslim , Vol3, 2721 

Imran bin Husain Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne unse farmaya kya tumne shaban ke beech mein kuch roze rakhe unhone kaha nahi to Aap Sallallahu-Alaihi-Wasallam ne farmaya ki tum (ramadhan ke) iftar ke din pure kar lo to
(iske badle mein) do roze rakhna
Sahih muslim, Vol3 ,2751 

Imran bin Husain Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne ek shakhs se farmaya ki tumne is mahine (yani shaban ) ke beech mein roze rakhe isne kaha nahi to Aap sallallaho alaihe wasallam ne farmaya tum jab ramadhan ke rozo se farig ho jao to 2 roze rakh lo iske ewaz(badle) mein 
Sahih muslim, Vol3 ,2752 

-----------------------------------------------

English Translation
A'isha Radi allahu anha , the Mother of the Believers (Allah be pleased with her), reported that the Messenger of Allah (may peace be upon him) used to observe fasts (so conti- nuously) that we said that he would not break, and did not observe (them) till we said that he would not fast: and I did not see the Messenger of Allah (may peace be upon him) completing the fast of a month, but that of Ramadan, and I did not see him fasting more in any other month than that of Sha'ban.
Sahih Muslim Book 006, Number 2580:

Imran b. Husain (Allah be pleased with them) reported Allah's Messenger (may peace he upon him) having said to him or to someone else: Did you fast in the middle of Shaban? He said: No. Thereupon he the Prophet Sallallahu-Alaihi-Wasallam said: If you did not observe fast, then you should observe fast for two days.
Sahih Muslim Book #006, Hadith #2607

Imran b. Husain (Allah be pleased with them) reported that Allah's Apostle (way peace heupon him) said. to a person: Did you observe any fast in the middle of this month (Sha'ban)? He said: No. Thereupon the Messenger of Allah (may peace be upon him) said: Fast for two days instead of (one fast) when you have completed (fasts of) Ramadan.
Sahih Muslim ,Book #006, Hadith #2608

No comments:

Post a Comment