Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Qurabni ke jaanwaro ko haar pahnana sunnat hai
Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam
Madiney se Qurbani rawana kartey they aur main un (Qurbani ke jaanworo) ke gale mein haar pahna diya karti thi
Sahih Muslim, Vol 3, 3194
Aisha Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne ek baar ghar ki taraf (Qurbani ki) kuch bakriya rawana ki aur unhey haar pahnaya
Sahih Muslim, Vol 3, 3203

No comments:
Post a Comment