Bismillahirrahmanirrahim
Hadith:
Tum mein se har ek daaye (right) haath se khaye, daaye haath se peeye
Abu
Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi
Wasallam ne farmaya Tum mein se har ek
daaye (right) haath se khaye, daaye haath se peeye, daaye haath se koi cheez le aur daaye haath se hi de kyunki shaitan baaye (left) haath se khata
hai , baaye haath se peeta hai , baaye haath se cheez deta aur baaye haath se
hi leta hai
Sunan ibn Majah, Vol 3, 147-Sahih
Sunan ibn Majah, Vol 3, 147-Sahih
__________________________
نبی اکرم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: تم میں ہر شخص کو چاہیئے کہ وہ دائیں ہاتھ سے کھائے، دائیں ہاتھ سے پیئے، دائیں ہاتھ سے لے، دائیں ہاتھ سے دے، اس لیے کہ شیطان بائیں ہاتھ سے کھاتا ہے، بائیں ہاتھ سے پیتا ہے، بائیں ہاتھ سے دیتا ہے اور بائیں ہاتھ سے لیتا ہے ۔
سنن ابن ماجہ جلد ۳ ۱۴۷
_________________
It
was narrated from Abu Hurairah that the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said:
“Let
one of you eat with his right hand and drink with his right hand, and take with
his right hand and give with his right hand, for Satan eats with his left hand,
drinks with his left hand, gives with his left hand and takes with his left
hand.”
Sunan
ibn Majah, Book 29, Hadith 3266-Sahih
No comments:
Post a Comment