Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-Hadith: Mujahid ki madad karney ka sawab
Umar bin khattab Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasoollallah
Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya
Jo shaksh ALLAH ki raah mein ladney wale ko saman faraham karey
, yahan tak ki wo rawana ho jaye to
us saman faraham karwane wale ko bhi Mujahid ke barabar tab tak
Ajar milta rahega jab tak ki mujahid is duniya se chala na jaye ya wapas na
laut aaye
Sunan ibn Majah, Vol 2, 915 - Sahih
--------------------------------------------------------------
حضرت عمر بن خطاب رضی اللہ عنہ سے روایت ہے یں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم کو فرماتے سنا: جو شخص اللہ کی راہ کے کسی مجاہد کو ساز و سامان سے لیس کر دے یہاں تک کہ اسے مزید کسی چیز کی ضرورت نہ رہ جائے تو اسے بھی اتنا ہی ثواب ملے گا جتنا مجاہد کو، یہاں تک کہ وہ مر جائے یا اپنے گھر لوٹ آئے ۔
سنن ابن ماجہ جلد ۲ ۹۱۵ صحیح
-------------------------------------------------------------
It
was narrated that ‘Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu said:I
heard the Messenger of Allah Sallallahu Alaihi Wasallam say:
Whoever equips a warrior in the cause of Allah until he is fully equipped, he
will have a reward like his, until he dies or returns.”
Sunan
ibn Majah, Vol. 1, Book 24, Hadith 2758-Sahih
No comments:
Post a Comment