Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, October 13, 2020

✦: Hadith: Qayamat ke din mere sabse nazdeek wo log honge jo mujh par zyada durud bhejte hain









Bismillahirrahmanirraheem

✦: Hadith: Qayamat ke din mere sabse nazdeek wo log honge jo mujh par zyada durud bhejte hain
---
إِنَّ اللَّهَ وَمَلَائِكَتَهُ يُصَلُّونَ عَلَى النَّبِيِّ ۚ يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا صَلُّوا عَلَيْهِ وَسَلِّمُوا تَسْلِيمًا

✦ Al Quran : Beshak Allah subhanahu aur uske farishte Nabee Sallallahu Alaihi Wasallam par durud bhejte hain, Eh imaan walo tum bhi un par durud aur salam bheja karo. 
Al Quran, Surah Al-Ahzab (33), Aayah 56

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Qayamat ke din mere sabse nazdeek wo log honge jo mujh par zyada durud bhejte hain. 
Jamia Tirmidhi 484-Hasan 

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya wo Bakheel hai jiske samne mera Zikr ho aur wo mujh par Durud na bhejey 
Jamia Tirmidhi 3546-Sahih
---------------
✦ Allahumma Salli Ala Muhammed Wa Aali Muhammed
--------------
القرآن:بیشک اللہ اور ا س کے فرشتے نبیِ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم پر درود بھیجتے رہتے ہیں ، اے ایمان والو! تم ( بھی ) اُن پر درود اور سلام بھیجا کرو
سورة الا حزاب(۳۳) آیت ٥٦ 

  رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: قیامت کے دن مجھ سے لوگوں میں سب سے زیادہ قریب وہ ہو گا جو مجھ پر سب سے زیادہ درود بھیجے گا
جامع ترمیزی -٤٨٤  -حسن 

رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا بخیل وہ ہے جس کے سامنے میرا ذکر کیا جائے اور پھر بھی وہ مجھ پر  درود  نہ بھیجے۔
جامع ترمذی -٣٥٤٦  صحیح
اللَّهُمَّ صل على مُحمد و على آل محمد
--------------
✦ अल कुरान : बेशक अल्लाह सुबहानहु और उसके फ़रिश्ते नबी सल अल्लाहु अलैहि वसल्लम पर दुरुद भेजते हैं , एह ईमान वालो तुम भी उन पर दुरुद और सलाम भेजा करो 
सुरह अल-अहज़ाब (33) , आयत 56

✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया क़यामत के दिन मेरे सबसे नज़दीक वो लोग होंगे जो मुझ पर ज़्यादा दुरुद भेजते हैं , 
जामिया तिरमिज़ी , 484-हसन

✦  रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम  ने फरमाया  वो शख्स बखील है जिसके सामने मेरा ज़िक्र हो और वो मुझ पर दुरुद ना भेजे 
जामिया तिरमिज़ी , 3546 -सही
✦ अल्लाहुम्मा सल्ली अला  मुहम्मद वा आली मुहम्मद
----------
✦Al Quran : Verily ! Allah and His angels send blessings on the Prophet ( Sallallahu Alaihi Wasallam): O you who believe! Send your blessings on him, and salute him with all respect. 
Surah Al-Ahzab (33), Aayah 56

✦ The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said: The person closest to me on the Day of Judgement is the one who sent the most Salat (durud) upon me. 
Jamia Tirmidhi, 484-Hasan

✦ The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said : The miser is the one in whose presence I am mentioned and he does not send blessings upon me. 
Jamia Tirmidhi  3546 – Sahih








✦ Jo Masjid mein dakhil hote waqt ye padhe to shaitan se din bhar ke liye mehfooz ho jayega

  











Bismillahirrahmanirraheem

✦ Jo Masjid mein dakhil hote waqt ye padhe to shaitan se din bhar ke liye mehfooz ho jayega
-------
✦ Amr bin aas Radi Allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahau Alaihi wasallam jab masjid mein tashrif le jaate to farmate

أَعُوذُ بِاللَّهِ الْعَظِيمِ وَبِوَجْهِهِ الْكَرِيمِ وَسُلْطَانِهِ الْقَدِيمِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
Aawuzu billahil-Azim, Wa bi-Wajhihil-Karim, wa Sultanihil-qadim, minash-Shaytanir-rajim
Main Allah ki azmat ki aur uski zaat e kareem ki aur uski qadeem badshahat ki shaitan mardud se panah chahta hu
Rasool-Allah Sal-Allahau Alaihi wasallam ne ye bhi farmaya ki  jab masjid mein dakhil hone wala aadmee ye kahta hai to shaitan kahta hai ab wo mere shar se din bhar ke liye mehfooz ho gaya
Sunnan Abu Dawud  463-Sahih
-------
عمرو بن العاص رضی اللہ عنہما سے  کی ہے کہ رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم جب مسجد میں تشریف لے جاتے تو فرماتے: 
أَعُوذُ بِاللَّهِ الْعَظِيمِ وَبِوَجْهِهِ الْكَرِيمِ وَسُلْطَانِهِ الْقَدِيمِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
(میں اللہ عظیم کی، اس کی ذات کریم کی اور اس کی قدیم بادشاہت کی مردود شیطان سے پناہ چاہتا ہوں )  
 رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم  نے  یہ بھی فرمایا جب مسجد میں داخل ہونے والا آدمی یہ کہتا ہے تو شیطان کہتا ہے: اب وہ میرے شر سے دن بھر کے لیے محفوظ کر لیا گیا۔ 
سنن ابو داوود جلد ١ حدیث : ٤٦٣ - صحیح 
-------
✦ अम्र बिन आस रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसल्लम जब मस्जिद में तशरीफ़ ले जाते तो फरमाते

أَعُوذُ بِاللَّهِ الْعَظِيمِ وَبِوَجْهِهِ الْكَرِيمِ وَسُلْطَانِهِ الْقَدِيمِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
आवुज़ुबिल्लाहिल अज़ीम वा बिवाजहिहिल करीम  वा सुल्तानिल क़दीम मिन अश-शैतान निर्रजीम 
मैं अल्लाह की अज़मत की और उसकी ज़ात ए करीम की और उसकी क़दीम  बादशाहत की शैतान मरदूद से पनाह चाहता हूँ 
और रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैही वसल्लम ने ये भी फ़रमाया की जब मस्जिद में दाखिल होने वाला आदमी ये कहता है तो शैतान कहता है अब वो मेरी बुराई से दिन भर के लिए महफूज़ हो गया
सुन्नान अबू दाऊद 463-सही
-------
✦ When anyone says below while entering masjid he will be protected from devil all the day long
--------
✦  Amr bin aas Radi Allahu anhu  reported  When Rasool-Allah Sal-Allahau Alaihi wasallam entered the mosque, he would say

أَعُوذُ بِاللَّهِ الْعَظِيمِ وَبِوَجْهِهِ الْكَرِيمِ وَسُلْطَانِهِ الْقَدِيمِ مِنَ الشَّيْطَانِ الرَّجِيمِ
Aawuzu billahil-Azim, Wa bi-Wajhihil-Karim, wa Sultanihil-qadim, minash-Shaytanir-rajim

I seek refuge in Allah, the Magnificent, and in His noble face, and in his eternal domain, from the accursed Devil. 
And He Sal-Allahau Alaihi wasallam said when anyone says so. The devil says: he is protected from me all the day long.
Sunnan Abu Dawood  466-Sahih









✦: Musa Alaihi Salam ko La ilaha illAllah padhne ka hukum

 
                






                







Bismillahirrahmanirraheem

✦: Musa Alaihi Salam ko La ilaha illAllah padhne ka hukum
------
✦: Abu Saeed Khudri Radi Allahu Anhu se rivayat hai  Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaye ek baar Musa Alaihi salam ne Allah subhanahu se kaha Ya RABB mujhe koi aise Cheez seekha dijiye jiske zariye tera Zikr Karu aur tujhe pukaru Allah Subhanahu ne farmaya Ya Musa  kaho Laa ilaha illAllah , Musa Alaihi salam ne Kaha tere Sare bande yehi kahte hai to Allah Subhanahu ne farmaye kaho Laa illaha illallaha to Musa Alaihi salam ne Kaha,  Ya RABB la ilaha illAllah , tere Siwa Koi mabud Nahi, magar main kuch aisa chahata hu Jo sirf mere liye ho Allah Subhanahu ne farmaye Ya Musa agar mere alawa Saato Asman aur Saato Zameen aur unke darmiyan Sab ke Sab ek palde mein ho aur dusre palde Mai Laa illaha illAllah ka kalma ho to ye Kalme wala palda phir bhi bhari hoga
Sahih Ibn Hibbaan , 6353
Al-Hakim , 1936-Sahih
-----
ابوسعید خدری ؓ بیان کرتے ہیں ، رسول اللہ صلی ‌اللہ ‌علیہ ‌وآلہ ‌وسلم نے فرمایا :’’ موسی ؑ نے عرض کیا ، پروردگار ! مجھے کوئی چیز سکھا دے جس کے ساتھ میں تیرا ذکر کیا کروں یا میں اس کے ساتھ تجھ سے دعا کیا کروں ۔ فرمایا : موسیٰ ! ((لَا اِلٰہَ اِلَّا اللہُ)) پڑھا کرو ، انہوں نے عرض کیا : پروردگار ! تیرے سارے بندے اسے پڑھتے ہیں ، میں تو ایسی چیز چاہتا ہوں جو میرے ساتھ خاص ہو ۔ فرمایا : موسیٰ ! اگر ساتوں آسمان اور میرے سوا جہان میں بسنے والے اور ساتوں زمینیں ایک پلڑے میں رکھ دی جائیں اور ((لَا اِلٰہَ اِلَّا اللہُ)) دوسرے پلڑے میں رکھ دیا جائے تو ((لَا اِلٰہَ اِلَّا اللہُ)) ان پر بھاری ہو گا ۔‘‘
صحيح ابن حبان ٦٣٥٣ 
الحاکم ١٩٣٦-صحیح 
----
✦:It was narrated from Abu Sa‘eed al-Khudri Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: Once Moosa Alaihi salam said: O Lord, teach me something by which I may remember You and call upon You.’ Allah subhanahu  said: ‘Say: Laa ilaha illAllah ’ He said: ‘O Lord, all Your slaves say that.’ Allah subhanahu  said: ‘Say: Laa ilaha illAllah.’  He said:  La ilaha illah - There is no god but You, my Lord, but I wanted something that is only for me.’ Allah subhanahu said: ‘O Musa, if the seven heavens and all their inhabitants except Me, and the seven earths, were (placed) in one pan (of the Balance) and Laa ilaaha ill-Allah was placed in the other pan, Laa ilaha illAllah would be heavier than all.
Sahih Ibn Hibbaan , 6353
Al-Hakim , 1936-Sahih







❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1244*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1244*❗


*Sawal : Allah Subhanahu ke kaunse faisle par RasoolAllaha salalahu alaihi wasallam ko tajjub hua ?*

A.  Momene ko khair aur sharr dono mein Ajar hai
B.  Quran padhte huye momeen jannat ke aala darje par pahuch jayenge
C. Momeeno ko ek neki par 10 guna ajar
D. Momeeno ko ek neki par 700 guna ajar
E.  Allah ne Momeeno ki jaano ko jannat ke badle kharid liya hai
F.  Banda jab zikr karta hai to uske darjat badhte jate hain
G. inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma 
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1244*❗

*Sawal : Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam got surprised on which decision of Allah subhanahu  ?*

A. Believers gets rewards in every good or bad happen with him
B. Believers will reach the higher grade in paradise by reciting Quran
C. Believers gets rewards 10 times for one good deeds
D. Believers gets rewards 700 times for one good deeds
E.  Allah has purchased the life of believers in exchange of paradise
F.  When any Believers remembers Allah (doing zikr) his grades increases
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma 
(Oh Allah increase my knowledge)



*💐✅ Sahih Jawab: A 💐✅*
-----------
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Allah subhanahu ne momeen ke liye ek faisla kiya hai mujhe us par bada tajjub hai agar usko koi khair pauchti hai to wo apne Rabb ki tareef karta hai aur shukar adaa karta hai aur agar wo kisi museebat mein mubtala ho jata hai to wo apne RABB ki tareef karta hai aur sabr karta hai momeen ko har cheez mein ajar milta hai yaha tak ke us luqme mein bhi jo wo apni biwi ke muh mein dalta hai
Musnad Ahmed-9353-Sahih

*💐✅ Answer: A 💐✅*
-----------
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said Allah has made a decision for the believers and I am so surprised at this, if any good thing happen with the belivers he praises Allah and thanks to Allah and if he struck by any affliction or problem he praises Allah and have patience , so momeen gets reward in everything even for the morsel of food which heput in your wife's mouth
Musnad Ahmed-9353-Sahih

Monday, October 12, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1243*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1243*❗


*Sawal : Wo kaunsa Azkar hai jo bande ke Aamal naame mein Noor ka sabab ban jata hai ?*

A. SubhanAllah
B. Alhamdulillah
C. La ilaha illAllah
D. SubhanAllah Walhamdulillah Wa Lailaha illah Wallahu Akbar
E. Ya Noor (Rozana 7 baar)
F. Astagfar
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma 
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1243*❗

*Quiz : Which Azkar will be the light in the record of deeds ?*

A. SubhanAllah
B. Alhamdulillah
C. La ilaha illAllah
D. SubhanAllah Walhamdulillah Wa Lailaha illah Wallahu Akbar
E. Ya Noor (Daily 7 times)
F. Astagfar
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma 
(Oh Allah increase my knowledge)

*💐✅ Sahih Jawab : C 💐✅*
-----------
Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ki wafat ke baad Umar Radi Allahu anhu Talha Radi Allahu anhu ke paas guzre , toh unhone poocha ke kya wajeh hai ke mai tumko Ranjeeda paata houn ? Kya tumhein Apne Chachazaad bhai (Abu Bakr Radi Allahu anhu   ) ki khilafat giraan guzri hai .? Unhone  kaha  Nahi , lekin maine Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ko farmate huye suna hai : Mai ek baat jaanta hun agar koi usey Maut ke waqt kahega toh wo uske Naam e Aamaal ka Noor hoga , Aur Mout ke waqt uske Badan aur Rooh donoun ussey Rahat payeinge , lekin mai ye kalma Aapse daryaft na kar saka yahan tak ke Aapki wafat hogayi , Umar RAdi Allahu Anhu ne kaha ke main iss kalme ko jaanta houn , ye wahi kalam hai Jo Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne apne chacha (Abu Talib) se marte waqt padhne ke liye kaha tha (La ilaha illAllah) , aur agar aap ko issey behtar aur bayis e Najaat kisi Kalme ka Ilm hota toh wahi padhne ke liye farmate 
Sunan Ibne Majah 3795 -Sahih

*💐✅ Answer: C 💐✅*
-----------
Umar bin Khattab passed by Talhah, after the Messenger of Allah(ﷺ) had died, and said: 'Why do you look so sad? Are you upset because your cousin has been appointed leader?' He said: 'No, but I heard the Messenger of Allah(ﷺ) say: "I know a word which no one says at the time of death but it will be light in his record of deeds, and his body and soul will find comfort in it at the time of death, -but I did not ask him about it before he died.' He ('Umar) said: ' I know what it is. It is what he wanted his uncle (Abu Talib) to say (la ilaha illAllah) , and if he had known anything that would be more effective in saving him, he would have told him to say it.
Sunan Ibn Majah 3795-Sahih


Sunday, October 11, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1242*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1242*❗


*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Wo kya kya kaam hain jinko ehram ki halat mein karne se mana kaha gaya hai ?*

A. Nikah ka paigam bhejna
B. Safar karna
C. Nikah karna
D. HIjama (Cupping)
E. Kisi bhi jaandar ko maarna 
F. Roza rakhna
G. Nikah karwana
H. Rabbi Zidni ilma (Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗

*Answer are more than one*

*Quiz : What kind of things a  Muhrim (person in the state of ehram) is not allowed to do ?*

A. Sending the proposal of marriage
B. Travelling
C. Marrige
D. Cupping
E. Killing any living creatures
F. Fasting
G. Arranging the marrige
H. Rabbi Zidni ilma (Oh Allah increase my knowledge)

*💐✅ Sahih Jawab :  ACG 💐✅*
-----------
✦: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Jo Shakhs Halat e Ehram me ho , wo na Nikah kare aur na Nikah karwaye aur 

na Nikah ka Paigham bheje.
Sahih Muslim- 3448

✦: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Muhrim (Ehram baandhne wale) ko paanch (5) jaanwar Qatl karne ki ejazat di hai : 

kawwa , Cheel , Chuha , Kaatne wala Kutta aur Bicchoo.
Sunan Nasai-2833

✦: Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam jab ehram ki halat mein they us waqt Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne Hijama karwya tha 
Sahih Bukhari 1835



*💐✅ Answer :  ACG 💐✅*
-----------
✦:I heard 'Uthman b. 'Affan say that Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam had stated: A Muhrim must neither marry himself, nor arrange the marriage of another one, nor should he make the proposal of marriage.
Sahih Muslim, Book 8, Hadith 3278

✦:Ibn 'Umar (Allah be pleased with them) reported Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam as saying: Five are the beasts for killing which there is no sin for the Muhrim: crows, kites, scorpions, rats and wild dogs
Sunan Nasai -2833

✦:Narrated Ibn Abbas Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam was cupped while he was in a state of Ihram.
Sahih Bukhari 1835

✦ Kisi Majlis (Groups) mein hone wale gunaho ko Bakhshwane ki dua

  









Bismillahirrahmanirraheem

✦ Kisi Majlis (Groups) mein hone wale gunaho ko Bakhshwane ki dua
---
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya Jo shakhs kisi Majlis mein baitha aur usmein us se bahut see behuda baatein ki aur phir uthne se pahle ye dua padh li to us se jo khatayein huyee wo maaf kar di jaati hain

سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ وَبِحَمْدِكَ أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ أَسْتَغْفِرُكَ وَأَتُوبُ إِلَيْكَ
SubhAnaka AllAhumma wa biHamdika, ashhadu an la ilaha illa anta, Astaghfiruka wa atubu ilaik
-
Eh Allah teri zaat paak hai aur tamam tarife tere hi liye hain main gawahi deta hu ki tere siwa koi mabud nahi aur tujhse maghfirat mangta hu aur tere samne tauba karta hu
Jamia Tirmizi jild 2 hadith 1357-Sahih
--------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جو شخص کسی مجلس میں بیٹھے اور اس سے بہت سی بیہودہ باتیں  کی اور پھر اٹھنے سے پہلے یہ دعا پڑھ لی تو اس 
سے جو خطائیں ہوئی وہ معاف کر دی جاتی ہے

سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ وَبِحَمْدِكَ أَشْهَدُ أَنْ لَا إِلَهَ إِلَّا أَنْتَ أَسْتَغْفِرُكَ وَأَتُوبُ إِلَيْكَ
اے الله تیری ذات پاک ہے اور تمام تعریفیں تیرے ہی لئے ہے میں گواہی دیتا ہوں کی تیرے سوا کوئی معبود نہیں اور تجھ سے مغفرت مانگتا ہوں اور تیرے سامنے توبہ کرتا ہوں
جامع ترمذی جلد ۲ ۱۳۵۷ صحیح
---
✦ रसूल-अल्लाह सललाल्लाहू अलैहि वसल्लम ने फरमाया जो शख्स किसी मजलिस में बैठा और उसमें उस से बहुत सी बेहूदा बातें की और फिर उठने से पहले ये दुआ पढ़ ली तो उस से जो खताएं हुई वो माफ़ कर दी जाती हैं

سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ وَبِحَمْدِكَ أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ أَسْتَغْفِرُكَ وَأَتُوبُ إِلَيْكَ
सुबहानका अल्लाहुम्मा वाबिहम्दिका अशहदु अन ला इलाहा इल्ला अन्त , अस्ताग्फिरुका वाअतुबू इलयक 
-
एह अल्लाह तेरी ज़ात पाक है और तमाम तारीफें तेरे ही लिए हैं मैं गवाही देता हू की तेरे सिवा कोई माबूद नही और तुझसे मगफिरत माँगता हू और तेरे सामने तौबा करता हूँ 
जामिया तिरमिज़ी, जिल्द 2 हदीस  1357-सही
----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said: Whoever sits in a group (sititngs) and engages in much useless speech and then says these words before getting up from that group then whatever occured in that group would be forgiven to him.

سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ وَبِحَمْدِكَ أَشْهَدُ أَنْ لاَ إِلَهَ إِلاَّ أَنْتَ أَسْتَغْفِرُكَ وَأَتُوبُ إِلَيْكَ
SubhAnaka AllAhumma wa bihamdika, ashhadu an la ilaha illa anta, Astaghfiruka wa atubu ilaik

( Translation : Glory is to You, O Allah, and praise, I bear witness that there is none worthy of worship except You, I seek You forgiveness, and I repent to You)
Jamia Tirmizi, Book 45, 3433-Sahih


Hadith : Jo buri maut se bachna chahta hai to wo Allah Subhanahu se darey aur Sila rehmi kare

 









 *Bismillahirahmanirraheem*

 ✦: *Hadith : Jo buri maut se bachna chahta hai to wo Allah Subhanahu se darey aur Sila rehmi kare*
-----
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya jis ko yeh baat achi lagti hai ke is ki Umar lambi kar di jaye aur is ke rizq mein ezafa kar diya jaye aur buri maut ko is se dur kar diya jaye to woh Allah Subhanahu se darey aur sila rahmi kare*
*Musnad Ahmed-9049 | Sahih*
-----
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا جس کو یہ بات اچھی لگتی ہے کہ اس کی عمر لمبی کر دی جائے اور اس کے رزق میں اضافہ کر دیا جائے اور بری موت کو اس سے دور کر دیا جائے تو وہ اللہ تعالیٰ سے ڈرے اور صلہ رحمی کرے۔

مسند احمد ٩٠٤٩-صحیح 
----
✦: रसूलल्लाह सल्लल्लाहु अलैही वसल्लम ने फरमाया जिस को ये बात अच्छी लगे की उसकी उम्र लम्बी कर दी जाए और उसके रिजक़ में ईज़ाफा कर दिया जाए और बुरी मौत को उस से दूर कर दिया जाए तो वो अल्लाह सुबहानहु से डरे और सिला रहमी करे 
मसनद अहमद-9049 सही 
----
✦: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam said Who ever is pleased that  that his lease of life be pro longed and he be granted more wealth and to be safe from evil death then he should fear Allah and  should keep good relations with his blood relations
*Musnad Ahmed-9049 | Sahih*



Saturday, October 10, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1241*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1241*❗


*Quran ke in lafzo ko unke mayno se milan kijiye - Match the following (Refer : Surah Luqman)*

A. يَشْتَرِي- Yashtari
B. مُّهِينٌ - Muhin
C. مُسْتَكْبِرًا - Mustakbira
D. وَقْرًا - Waqran
E. عَمَدٍ - Amadin
F. رَوَاسِيَ  - Rawasiya
G. خَرْدَلٍ -  Khardalin
H. Sahi Jawab ka intezar hai
----------
1. Bahre
2. Takabbur karta hua
3. Rayee ka pahad
4. Zillat 
5. Sutun
6. Mazbut Aasman
7. Hamesha
8. Rokne wala
9. Inmein se koi nahi




❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1241*❗

*Match the following Quranic Words with their meanings (Refer : Surah Luqman)*

A. يَشْتَرِي- Yashtari
B. مُّهِينٌ - Muhin
C. مُسْتَكْبِرًا - Mustakbira
D. وَقْرًا - Waqran
E. عَمَدٍ - Amadin
F. رَوَاسِيَ  - Rawasiya
G. خَرْدَلٍ -  Khardalin
H. Sahi Jawab ka intezar hai
----------
1. Deafness
2. Arrogantly
3. Mountain of Musturd seed
4. Humiliating
5. Pillars
6. Strong Heaven
7. Always
8. Preventer
9. None of the above


*💐✅Sahih Jawaab : 9421599 💐✅*
-----
وَمِنَ النَّاسِ مَن *يَشْتَرِي* لَهْوَ الْحَدِيثِ لِيُضِلَّ عَن سَبِيلِ اللَّـهِ بِغَيْرِ عِلْمٍ

Aur Baaz ayse Aadmi bhi hain jo khel ki baaton ke *khareedaar* hain taake bin Samjhe Allah ki raah se behkayein.
*Surah Luqmaan - 31:06*
-----
وَيَتَّخِذَهَا هُزُوًا ۚ أُولَـٰئِكَ لَهُمْ عَذَابٌ *مُّهِينٌ*

Aur uski Hansi udayein ayse Logon ke liye *Zillat* ka Azaab hai
*Surah Luqmaan - 31:06*
-----
وَإِذَا تُتْلَىٰ عَلَيْهِ آيَاتُنَا وَلَّىٰ *مُسْتَكْبِرًا*

Aur jab uspar Humari Ayatein padhi jaati hai toh *Takabbur karta hua* muh mod leta hai
*Surah Luqmaan - 31:07*
-----
 كَأَن لَّمْ يَسْمَعْهَا كَأَنَّ فِي أُذُنَيْهِ وَقْرًا

Jaise usne Suna hi nahi goya uske Kaan *Behre* hain
*Surah Luqmaan - 31:07*
-----
خَلَقَ السَّمَاوَاتِ بِغَيْرِ *عَمَدٍ* تَرَوْنَهَا

Usi ne Aasmanon ko *Sutunon* ke bagair paida kiya jaisa ke tum dekhte ho.
*Surah Luqmaan - 31:10*
-----
وَأَلْقَىٰ فِي الْأَرْضِ *رَوَاسِيَ* أَن تَمِيدَ بِكُمْ

Aur Zameen par *Mazbut Pahaad* (Banakar) rakh diye taake tumko Hila Hila na de
*Surah Luqmaan - 31:10*
-----
يَا بُنَيَّ إِنَّهَا إِن تَكُ مِثْقَالَ حَبَّةٍ مِّنْ *خَرْدَلٍ* فَتَكُن فِي صَخْرَةٍ أَوْ فِي السَّمَاوَاتِ أَوْ فِي الْأَرْضِ يَأْتِ بِهَا اللَّـهُ

(Luqman Alaihi salam ne ye bhi kaha ke) Beta agar koi Amal  *Rayee ke Daane* ke barabar bhi (chota) ho aur wo kisi Patthar ke andar yaa Aasmanon me (chupa hua ho) yaa Zameen mein ho , Allah usko bhi Qayamat ke din La maujood karega
*Surah Luqmaan - 31:16*



*💐✅ Correct Answer : 9421599 💐✅*
-----
وَمِنَ النَّاسِ مَن *يَشْتَرِي* لَهْوَ الْحَدِيثِ لِيُضِلَّ عَن سَبِيلِ اللَّـهِ بِغَيْرِ عِلْمٍ

And of the people is he who *Buys* the amusement of speech to mislead [others] from the way of Allah without knowledge
*Surah Luqmaan - 31:06*
-----
وَيَتَّخِذَهَا هُزُوًا ۚ أُولَـٰئِكَ لَهُمْ عَذَابٌ *مُّهِينٌ*

And who takes it in ridicule. Those will have a *Humiliating* punishment. 
*Surah Luqmaan - 31:06*
-----
وَإِذَا تُتْلَىٰ عَلَيْهِ آيَاتُنَا وَلَّىٰ *مُسْتَكْبِرًا*

And when our verses are recited to him, he turns away *Arrogantly*
*Surah Luqmaan - 31:07*
-----
 كَأَن لَّمْ يَسْمَعْهَا كَأَنَّ فِي أُذُنَيْهِ وَقْرًا

As if he had not heard them, as if there was in his ears *Deafness*
*Surah Luqmaan - 31:07*
-----
خَلَقَ السَّمَاوَاتِ بِغَيْرِ *عَمَدٍ* تَرَوْنَهَا

He created the heavens without *Pillars* that you see
*Surah Luqmaan - 31:10*
-----
وَأَلْقَىٰ فِي الْأَرْضِ *رَوَاسِيَ* أَن تَمِيدَ بِكُمْ

And has cast into the earth firmly set *Mountains*
*Surah Luqmaan - 31:10*
-----
يَا بُنَيَّ إِنَّهَا إِن تَكُ مِثْقَالَ حَبَّةٍ مِّنْ *خَرْدَلٍ* فَتَكُن فِي صَخْرَةٍ أَوْ فِي السَّمَاوَاتِ أَوْ فِي الْأَرْضِ يَأْتِ بِهَا اللَّـهُ

And Luqman said], "O my son, indeed if wrong should be the weight of a *Mustard seed* and should be within a rock or [anywhere] in the heavens or in the earth, Allah will bring it forth.
*Surah Luqmaan - 31:16*

Thursday, October 8, 2020

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1240*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1240*❗


Sawal : Neeche diye gaye naamo mein se  Madina hijrat karne wale sahabiyo ke naam tarteeb se likhiye, inmein se jo sabse pahle Madina aaya unka naam sabse pahle phir unke baad , phir unke baad...

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi allahu anhu
C. Ubay ibn Kab Radi Allahu anhu
D. Bilal Radi Allahu anhu
E. Abdullah ibn maktoom Radi allahu anhu
F. Abu Ayyub Ansari Radi Allahu anhu
G. Abu Musa Ashari Allahu anhu
H. Rabbi Zidni ilma

❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗

Quiz : Choose the names who migrated to Madina and Arrange them in the order, the one who came first should mention first

A. Abu Bakr Radi Allahu Anhu
B. Umar Radi allahu anhu
C. Ubay ibn Kab Radi Allahu anhu
D. Bilal Radi Allahu anhu
E. Abdullah ibn maktoom Radi allahu anhu
F. Abu Ayyub Ansari Radi Allahu anhu
G. Abu Musa Ashari Allahu anhu
H. Rabbi Zidni ilma


*💐✅ Sahih Jawab :  EDBAG 💐✅*
-----------
Al-Bara Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke (Muhajir) sahaba me sab se pehle Humare paas Madina tashreef laane wale Musab bin Umair aur Abdullah Ibn e Umme Maktoom Radi Allahu Anhuma they.Madina pahunch kar un buzrugon ne hume Quran Majeed padhana shuru kar diya.Phir Ammar, Bilal aur Saad Radi Allahu Anhum aaye. Aur phir Umar bin Khattab Radi Allahu Anhu bees (20) sahaba ko saath lekar aaye uske baad Nabi Kareem ﷺ tashreef laaye maine kabhi Madina walon ko itna khush hone wale nahi dekha tha, jitna wo Nabi Kareem ﷺ ki aamad par khush huye they. Bacchiyaan aur Bacche bhi kehne lage they ke Aap Allah ke Rasool hai, Humare yahan tashreef laaye hain.
Sahih Bukhari-4941

Abu Musa Radi Allahu Anhu se riwayat hai hume Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke (makka se)  nikalne ki khaber mili to hum yamen mein they hum bhi aap ki taraf hijrat karte huye nikal padhe main mere do bhai jinse main chota tha ek Abu bardash aur dusra Abu reham aur meri qoum mein se 50 se kuch upar  log nikle, Kaha hum kashti mein sawar huye to humari kashti ne hume habsha mein najashi ke yaha utar diya unke waha hum hazrat jafar ibn abi talib Radi Allahu Anhu aur unke sathiyon ke sath ho gaye Jafar Radi Allahu Anhu ne kana Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne hume yaha bheja hai aur hume rukhne ka hukm diya hai tum log bhi humare sath yahi rukho hum unke sath ruk gaye yaha tak ke hum sab ek sath wapas aaye 
hum Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam se us waqt aakr mile jab Aap Sallallahu Alahih wasallam ne khaibar fateh kiya Aap Sallallahu Alahih wasallam ne humara bhi hissa nikala
Sahih Muslim 2502

✦ Abu Bakr Radi Allahu anhu ne Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ke saath Hijrat ki thi


*💐✅ Answer : :  EDBAG 💐✅*
-----------
Narrated Al-Bara Radi Allahu Anhu: The first of the companions of the Prophet (ﷺ) who came to us (in Medina), were Mus`ab bin `Umar and Ibn Um Maktum, and they started teaching us the Qur'an. Then came `Ammar, Bilal and Sa`d. Afterwards `Umar bin Al-Kkattab came along with a batch of twenty (men): and after that the Prophet (ﷺ) came. I never saw the people of Medina so pleased with anything as they were with his arrival, so that even the little boys and girls were saying, "This is Allah's Messenger (ﷺ) who has come." He (the Prophet (ﷺ) ) did not come (to Medina) till I had learnt Surat Al-Ala and also other similar Suras.
Sahih Bukhari-4941

Abu Musa Al Ashari Radi Allahu Anhu reported:We were in Yemen when we heard of the migration of Allah's Messenger (ﷺ). We also set out as immigrants to him. And I was accompanied by two brothers of mine, I being the youngest of them; one of them was Abu Burda and the other one was Abu Ruhm, and there were some other persons with them. Some say they were fifty-three or fifty-two persons of my tribe. We embarked upon a boat, and the boat sailed away to the Negus of Abyssinia. There we met Ja'far b. Abu Talib and his companions. Ja'far said: Allall's Messenger (ﷺ) has sent us here and has commanded us to stay here and you should also stay with us. So we stayed with him and we came back (to Medina) and met Allah's Messenger (ﷺ) when Khaibar had been conquered.
Sahih Muslim Book 31, 6096

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1239*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1239*❗


*Sawal 1 : Wo kaunse sahabi hain jinke liye Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Allah Subhanahu se farmaya ki jab wo dua karey to unki dua Qubul farma ?* 

*Sawal 2 : Wo kaunse sahabi hain jinhone darakhto ko RasoolAllah  Sallallahu Alaihi Wasallam par salam bhejte huye suna ?* 

A. Abu Bakr Radi allahu anhu
B. Umar Radi allahu anhu
C. Uthman Radi allahu anhu
D. Ali Radi allahu anhu
E. Abdullah bin Masood Radi allahu anhu
F. Owais Qarni Radi allahu anhu
G. inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma



❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1239*❗

*Sawal 1 : For whom Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said to Allah that O Allah, respond to him when he supplicates to You ?* 

*Sawal 2 : Who heard the voice of mountain or tree , which used to send salam on Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ?* 


A. Abu Bakr Radi allahu anhu
B. Umar Radi allahu anhu
C. Uthman Radi allahu anhu
D. Ali Radi allahu anhu
E. Abdullah bin Masood Radi allahu anhu
F. Owais Qarni Radi allahu anhu
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma

*💐✅ Sahih Jawab :  GD💐✅*
-----------
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Eh Allah Saad Radi Allahu Anhu jab tujhse dua karey to unki Dua Qubul farma
Jame Tirmizi-3751-Hasan

✦ Ali Ibn Talib Radi Allahu anhu farmate hain ki Main Makka mein Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam  ke saath tha , hum kisi bhi janib se nikalte aur Aap  SallAllahu Alaihi Wasallam ke samne koi pahad ya darakht aata to wo kahta As Salamu Alaika Ya RasoolAllah (Eh Allah ke Rasool aap par salamati ho)
Al-Silsila As-Sahiha-3544


*💐✅ Answer :  GD💐✅*
-----------
Narrated Sa'd Radi Allahu Anhu that Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said: O Allah, respond to Sa'd when he supplicates to You
Jame Tirmizi 3751

Narrated by Ali ibn talib Radi Allahu Anhu  , I was with the Nabee SallAllahu Alaihi Wasallam in the makka and whenever we pass by any mountain or tree they used to send salam on Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam by saying As Salamu Alaika Ya RasoolAllah (Peace and Mercy be upon you Oh Messenger of the Allah)
Al-Silsila As-Sahiha-3544

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1238*❗

 ❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1238*❗


*Jawab ek se zyada hai*

*Sawal : Inmein se Quran ki wo kaun kaunsi Surah hain jinmein ek bhi Nabee ka naam nahi aaya hai ?

A. Surah Yaseen
B. Surah Al-Qasas
C. Surah As Sajda
D. Surah Anam
E. Surah Al-Mulk
F. Surah Rahman
G. Surah Saad
H. Rabbi Zidni ilma


❗*Only-Quran-Hadith Quiz*❗

*Answer are more than one*

*Sawal : Choose the Surah in which there is no Prophet name mention in any verse?

A. Surah Yaseen
B. Surah Al-Qasas
C. Surah As Sajda
D. Surah Anam
E. Surah Al-Mulk
F. Surah Rahman
G. Surah Saad
H. Rabbi Zidni ilma



*💐✅ Answer :  EF 💐✅*
-------
A. Surah Yaseen 36 : 60 - Adam Alaihi Salam
B. Surah Al-Qasas : Verse 3 - Musa Alaihi Salam
C. Surah As Sajda : Verse 23 - Musa Alaihi Salam
D. Surah Anam : Verse 74 - Ibrahim Alaihi Salam
G. Surah Saad : Verse 12 - Nooh Alaihi Salam

Monday, October 5, 2020

❗Only-Quran-Hadith Quiz 1237❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1237*❗


*Jawab ek se zyada hai*


*Sawal : Qayamat se pahle inmein se kaun kaun insano se baat karenge ?*


A. Darinde

B. Dabbatul Ard

C. Insan ki Raan (Thigh)

D. Koda (Whip)

E. Jutey ka Tasma

F. Dajjal

G. Yajuj Majuj 

H. Rabbi Zidni ilma


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1237*❗


*Answer are more than one*


*Quiz : Before the day of Qayamah who will speak to the people ?*


A. Predators 

B. A beast of earth (Dabbatul Ard()

C. Thigh

D. whip 

E. Straps of the sandal 

F. Dajjal

G. Yajuj Majuj 

H. Rabbi Zidni ilma


*💐✅ Sahih Jawab :  ABCDEF 💐✅*

-----------

✦ Al Quran : Aur jab unke (nafarmano ke) baare mein (azab ka) wada pura ho jayega to hum unke liye zameen mein se ek 

jaanwar (Dabbatul Ard) nikalenge jo unse bayan kar dega (yani baat karega) isliye ki ye log hamari aayaton par imaan nahi laate they

*Surah An Naml (27) , Aayat 82*


✦ Rasool-Allah  Sallallahu Alahihi Wasallam ne farmaya:  Us zaat ki Qasam jiske haath me meri Jaan hai Us waqt tak Qayamat Qayam nahi hogi jab tak ke Darinde Insanon se Guftgu na karne lage , Aadmi se uske Kode (whip) ka kinara Guftagu karne lagega , Uska Jutey ka Tasma Guftgu karne lage aur uski Raan uske Kaam ki khabar dene lage jo uski biwi ne uski Gair mojudgi me anjaam diya hoga

*Jam e Tirmizi : 2181*


✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya  Dajjal madine ki ek khari shor zameen tak pahunchega usper madine me dakhila toh haram hoga.(Madine se) us din ek shakhs uski taraf nikal kar badhega, yeh logo me ek behatreen neik mard hoga ya buzurg tareen logo me se hoga, woh shakhs kahega ki main gawahi deta hu ki, tu wahi Dajjal hai jiske mutalliq hamein Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne ittela dee thi, Dajjal kahega kya main usey qatal karke phir zinda kar dalu toh tum logo ko mere muamle me koi shaq rah jayega ? Iske hawwari kahenge nahi, chunanche dajjal unhein qatl karke phir zinda kar dega  toh wo banda kahega bakhuda ab toh mujhko pura haal malum ho gaya tu wahi dajjal hai, dajjal kahega laao isey phir qatal kardu lekin is martaba woh qaabu na paa sakega.

*Sahih al-Bukhari 1882*


*💐✅ Answer :  ABCDEF 💐✅*

-----------

✦ Al Quran And when the Word (of torment) is fulfilled against them, We shall bring out from the earth a beast for them, to speak to them because mankind believed not with certainty in Our Ayat 

Surah An Naml (27) , Aayat 82


✦ ✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam  said: "By the One in Whose Hand is my soul! The Hour will not be established until predators speak to people and until the tip of a man's whip and the straps on his sandal speak to him, and his thigh informs him of what occurred with his family after him.

Jamia Tirmidhi 2181


✦ ✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said Ad-Dajjal will come and it will be forbidden for him to pass through the entrances of Medina. He will land in some of the salty barren areas (outside) Medina; on that day the best man or one of the best men will come up to him and say, 'I testify that you are the same Dajjal whose description was given to us by Allah's Messenger (ﷺ) .' Ad-Dajjal will say to the people, 'If I kill this man and bring him back to life again, will you doubt my claim?' They will say, 'No.' Then Ad-Dajjal will kill that man and bring him back to life. That man will say, 'Now I know your reality better than before.' Ad-Dajjal will 

say, 'I want to kill him but I cannot.

Sahih Bukhari, Book 30, Hadith 106

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1236 ❗

 

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1236*❗


*Sawal : Wo kaun log hain jinka Allah par ye haq hai ki wo un logo ko Dozakh ki aag se aazad farma de ?*


A. Allah ki raah mein pahra dene wale

B. Neki ki taraf bulane wale aur burayee se rokne wale

C. Kisi musalman ki gair mojudgi mein uski geebat ko rokne wale

D. Sila Rahmi karne wale

E. Kisi mazlum musalman ki madad ke liye jane wale

F. Allah ki raah mein hijrat karne wale

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma ( Eh mere Rabb mere ilm mein barkat ata farma)


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1236*❗


*Quiz : Who has rights on Allah that He will set free to them from Hell fire  ?*


A. The one who patrol in the way of Allah

B. Enjoining good and forbidding evil

C. The one who guards a believer in his absence from his backbiting 

D. Doing good with his relatives

E. The one who help to a oppressed believer

F. The one who migrate for the sake of Allah

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma ( Oh Allah increase my knowledge)



*💐✅Sahih Jawab : C💐✅*

-----

Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya jis ne apne muslaman bhai ki gair mojudgi mein uski geebat na hone di to Allah par haq hai ki wo us shaksh ko jahannam se aazad kar de

Mishkat ul Masabeeh-4981-Sahih


*💐✅ Answer : C💐✅*

-----

Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said The one who guards a believer in his absence from his backbiting , then he has right on Allah that Allah will set him free from the hell fire

Mishkat ul Masabeeh-4981-Sahih

❗ Only-Quran-Hadith Quiz- 1235 ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz- 1235* ❗

*Quran ke in lafzo ko unke mayno se milan kijiye - Match the following (Refer : Surah Yaseen)*


A. أَبْنَاءَكُمْ - Abnaakum

B. أَفْوَاهِهِمْ - Afwahihim

C. مُرِيبٍ - Murib

D. فَاطِرِ - Fatir

E. بِإِذْنِ اللَّـهِ- Bi-Idhnillah

F. مِلَّتِنَا- Millatina

G. وَعِيدِ - Wa'id

H. Rabbi Zidni ilman

----------

1. Allah ke hukm se 

2. Unke Haath

3. Fana karne wala

4. Mera Azab 

5. Tumhare bete

6. Hamara mazhab

7. Bada Shaq

8. Zor ki aawaz

9. Inmein se koi nahi



❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1235*❗

*Match the following Quraic words with their meanings ( Refer : Surah Yaseen)*


A. أَبْنَاءَكُمْ - Abnaakum

B. أَفْوَاهِهِمْ - Afwahihim

C. مُرِيبٍ - Murib

D. فَاطِرِ - Fatir

E. بِإِذْنِ اللَّـهِ- Bi-Idhnillah

F. مِلَّتِنَا- Millatina

G. وَعِيدِ - Wa'id

H. Rabbi Zidni ilman

----------

1. By the permission of Allah

2. Their Hands

3. Destroyer

4. My Threat

5. Your sons

6. Our Religion

7. Suspicious

8. A Loud noise

9. None of the above



*💐✅Sahih Jawab : 5979164💐✅*

-----

وَيُذَبِّحُونَ *أَبْنَاءَكُمْ* وَيَسْتَحْيُونَ نِسَاءَكُمْ

Aur *Tumhare Beton* ko Zibah karte they aur Aurton ko zinda rakhte they

*Surah Ibraheem - 14:06*

-----

جَاءَتْهُمْ رُسُلُهُم بِالْبَيِّنَاتِ فَرَدُّوا أَيْدِيَهُمْ فِي *أَفْوَاهِهِمْ*

Jab unke paas Paighambar Nishaniyan lekar aaye toh unhone apne Haath *unke muhon* par rakh diye

*Surah Ibraheem - 14:09*

-----

وَإِنَّا لَفِي شَكٍّ مِّمَّا تَدْعُونَنَا إِلَيْهِ *مُرِيبٍ*

Aur jis cheez ki taraf tum hume bulate ho hum usse *Bade Shak* me hai.

*Surah Ibraheem - 14:09*

-----

 قَالَتْ رُسُلُهُمْ أَفِي اللَّـهِ شَكٌّ *فَاطِرِ* السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ

Unke Paighambaron ne kaha kya (tumhe) Allah (ke baare) me Shak hai Jo Aasmanon aur Zameenon ka *paida Karne wala hai*

*Surah Ibraheem - 14:10*

-----

وَمَا كَانَ لَنَا أَن نَّأْتِيَكُم بِسُلْطَانٍ إِلَّا *بِإِذْنِ اللَّـهِ*

Aur Humare Ikhtiyaar ki baat nahi ke hum *Allah ki Hukm ke* Bagair tumhe (Tumhari farmayish ke mutabiq)  Mojiza dikhayein.

*Surah Ibraheem - 14:11*

-----

وَقَالَ الَّذِينَ كَفَرُوا لِرُسُلِهِمْ لَنُخْرِجَنَّكُم مِّنْ أَرْضِنَا أَوْ لَتَعُودُنَّ فِي *مِلَّتِنَا*

Aur Jo kaafir they unhone Apne Paighambaron se kaha ke (yaa toh) Hum tumhe Apne Mulk se bahar nikal deinge yaa *Humare Mazhab*me Dakhil hojao.

*Surah Ibraheem - 14:13*

-----

ذَٰلِكَ لِمَنْ خَافَ مَقَامِي وَخَافَ *وَعِيدِ*

Ye uske liye hai jo mere Saamne khade hone se dara aur jisne *Mere Azaab* se khauf khaya

*Surah Ibraheem - 14:14*


*💐✅Correct Answer : 5979164💐✅*

-----

وَيُذَبِّحُونَ *أَبْنَاءَكُمْ* وَيَسْتَحْيُونَ نِسَاءَكُمْ

And were slaughtering *your [newborn] sons* and keeping your females alive

*Surah Ibraheem - 14:06*

-----

جَاءَتْهُمْ رُسُلُهُم بِالْبَيِّنَاتِ فَرَدُّوا أَيْدِيَهُمْ فِي *أَفْوَاهِهِمْ*

Their messengers brought them clear proofs, but they returned their hands to *their mouths*

*Surah Ibraheem - 14:09*

-----

وَإِنَّا لَفِي شَكٍّ مِّمَّا تَدْعُونَنَا إِلَيْهِ *مُرِيبٍ*

and indeed we are, about that to which you invite us, in *Suspicious doubt*

*Surah Ibraheem - 14:09*

-----

 قَالَتْ رُسُلُهُمْ أَفِي اللَّـهِ شَكٌّ *فَاطِرِ* السَّمَاوَاتِ وَالْأَرْضِ

Their messengers said, "Can there be doubt about Allah, *Creator* of the heavens and earth?

*Surah Ibraheem - 14:10*

-----

وَمَا كَانَ لَنَا أَن نَّأْتِيَكُم بِسُلْطَانٍ إِلَّا *بِإِذْنِ اللَّـهِ*

It has never been for us to bring you evidence except by *Permission of Allah.*

*Surah Ibraheem - 14:11*

-----

وَقَالَ الَّذِينَ كَفَرُوا لِرُسُلِهِمْ لَنُخْرِجَنَّكُم مِّنْ أَرْضِنَا أَوْ لَتَعُودُنَّ فِي *مِلَّتِنَا*

And those who disbelieved said to their messengers, "We will surely drive you out of our land, or you must return to *our religion*

*Surah Ibraheem - 14:13*

-----

ذَٰلِكَ لِمَنْ خَافَ مَقَامِي وَخَافَ *وَعِيدِ*

That is for he who fears My position and fears *My threat*

*Surah Ibraheem - 14:14*

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1234 ❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1234*❗

*Ek baar ek Nabee ne khwab mein dekha ki unke haatho mein do sone ke kangan rakh diye gaye hain*


*Sawal 1 : Wo khwab kisne dekha tha ?*

A. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam

B. Yaqub Alaihi Salam

C. Yusuf Alaihi Salam

D. Ibrahim Alaihi Salam

E. Sulaiman Alaihi Salam

F. Musa Alaihi Salam

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma


*Sawal 2 : Sone ke un do kangan se kya murad hai ?*

A. Jannat aur Dozakh

B. Do Jhuthe insan

C. Duniya Aur Aakhirah

D. Yajuz aur Majuj

E. Do Khalifa

F. Do Bete

G. Inmein se koi nahi

H. Rabbi Zidni ilma


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1234*❗

*Once a prophet saw in a dream that two gold bangles were put in my hands*

*Sawal 1 : Who Saw that dream ?*

A. RasoolAllah SallAllahu Alaihi Wasallam

B. Yaqub Alaihi Salam

C. Yusuf Alaihi Salam

D. Ibrahim Alaihi Salam

E. Sulaiman Alaihi Salam

F. Musa Alaihi Salam

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma


*Sawal 2 : What was the interpretation of that two gold bangles?*

A. Paradise and Hell

B. Two Liar

C. World and Hearafter

D. Yajuz Majuj

E. Two Khalifa

F. Two Son

G. None of the above

H. Rabbi Zidni ilma


*💐✅ Sahih jawab : AB💐✅*
-----

Abdullha bin Abbas Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ke us khwab ke mutalliq pucha jiska zikr Aap Sallallahu Alahih wasallam ne farmaya tha ki mujhe khwab mein dikhaya gaya tha ki mere haathon par sone ke do kangan rakh diye gaye,  main us se bahut ghabraya aur un kangano se mujhe tashweesh huyee (yani achcha nahi laga), phir mujhe hukm hua aur maine unhein phoonk diya to dono kangan udh gaye maine uski tabir do jhuton se li jo khuruj karne wale hain Ubaiduallah Radi Allahu Anhu ne bayan kiya ke unmein se ek Aswad ansi tha jisay Fairuz ne yamen mein qatl kiya aur dusra Musailima Kazzab tha

Sahih Bukhari-4379



*💐✅ Answer : AB💐✅*

-----

 I asked Ibn `Abbas about the dream Allah's Messenger (ﷺ) had mentioned. Ibn `Abbas said, "Someone told me that the Prophet 
(ﷺ) said, "When I was sleeping, I saw in a dream that two gold bangles were put in my hands, and that frightened me and made me dislike them. Then I was allowed to blow on them, and when I blew at them, both of them flew. Then I interpreted them as two liars who would appear.' One of them was Al-`Ansi who was killed by Fairuz in Yemen and the other was Musailima Al-Kadhdbab
Sahih Bukhari, Book 59, Hadith 662


❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1233 ❗

❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1233*❗

*Jawab ek se zyada hai*


*Sawal : Bade gunah (kabira gunah) kaun kaun se hain ?*

A. Allah ki Shafqat se naummed hona

B. Juaa khelna

C. Kafir ki namaz e janaza padhana

D. Kisi mazdur ki mazduri kha jana

E. Sharab peena

F. Musalman ko bina wajah takleef dena

G. Kisi jaanwar ko bina wajah qatl kar dena

H. Rabbi Zidni ilman


❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1233*❗

*Answer are more than one*


*Quiz : Which are greate sins ?*


A. Despair of the blessing of Allah

B. Gambling

C. Performing the Funeral prayer of disbeliever

D. Not giving the wages of a worker after his work

E. Drink alcohol (Wine)

F. Hurting any believers without any reason

G. Killign animals without any reasone

H. Rabbi Zidni ilman


*💐✅ Sahih Jawab : ABDEG💐✅*

-----

✦ Al Quran : Aap se Sharaab aur juye (gambling) ke bare mein puchte hain kah do inmein bada gunaah hai aur logon ke liye kuch fayde bhi hain magar unka Gunah unke fayde se bahut bada hai 
Surah Al-Baqara, (2), Verse 219 

✦ Ek Admee ne kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam kabira gunah (Bade gunah) kya hai Aap Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah Subhanahu Ke saath Shirk Karna, Allah Subhanahu ki Shafqat (naimat) se na ummeed hona aur Allah Subhanahu ki Rahmat se Mayus hona (kabira gunah hai)
Al-Silsila-tus-Sahiha 1050

✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya sabse bada gunah ye hai ki aadmee ek aurat se shadi karey us se apni hajat puri karey phir usko talaq de de aur uska haq e mahar bhi le le, aur dusra wo shakhs jisne kisi ke mazduri karwayee aur uski mazduri hathya li aur wo shaksh jisne kisi jaanwar ko fuzul mein qatl kar diya
Al-Silsila As-Sahiha 1920


*💐✅ Answer : ABDEG💐✅*

-----

✦ Al Quran : They ask you concerning alcoholic drink and gambling. Say: In them is a great sin, and (some) benefit for men, but the sin of them is greater than their benefit.

Al Quran, Al-Baqara (2), Verse 219

✦ Narrated Abdullah bin Abas Radhi Allahu Anhu, A person asked,  Ya RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ! Which are the great sins?"He Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, To join others in worship with Allah,  to despair of the blessing of Allah, to despair of the mercy of Allah.
Al-Silsila As-Sahiha 1050

Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam said the great sins are
aadmee ek aurat se shadi karey us se apni hajat puri karey phir usko talaq de de aur uska haq e mahar bhi le le, aur dusra wo shakhs jisne kisi ke mazduri karwayee aur uski mazduri hathya li aur wo shaksh jisne kisi jaanwar ko fuzul mein qatl kar diya
Al-Silsila As-Sahiha 1920