Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, June 23, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz -1161* ❗





❗ *Only-Quran-Hadith Quiz -1161* ❗

*Sawal 1 : Al-Kareem Ibn-Kareem Ibn-Kareem Ibn-Kareem kisko kaha gaya tha ?*

*Sawal 2 : Malakun Kareem kisko kaha kaha gaya tha ?*

A. Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam
B. Adam Alaihi Salam
C. Jibril Alaihi salam
D. Ibrahim Alaihi Salam
E. Yusuf Alaihi salam
F. Meekaeel Alaihi Salam
G. Inme se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de)

*Note : Agar kisi ka Jawab G yani inmein se koi nahi ho to Sahi jawab jarur likhna*


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz -1161* ❗

*Sawal 1 : Who is Al-Kareem Ibn-Kareem Ibn-Kareem Ibn-Kareem ?*

*Sawal 2 : Who was told Malakun Kareem ?*

A. Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam
B. Adam Alaihi Salam
C. Jibril Alaihi salam
D. Ibrahim Alaihi Salam
E. Yusuf Alaihi salam
F. Meekaeel Alaihi Salam
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah increase my knowledge)

*Note : If you think answer is G (None of the above) then must write correct answer in comments*


*💐✅ Sahih Jawab EE 💐✅*
----
Al Quran : Jab usne (Zulekha ne) un aurton ki baatien suni to unke paas dawat ka paigam bheja aur unke liye ek mehfil rakhi aur ( phal kaatne ke liye)  har ek ko ek churi di aur ( Yusuf Alahih salam)  se kaha ke unke samne bahar aao jab aurton ne unko dekha to unka husn un par aisa chaa gaya ke (phal kat te kat te) apne haath kaat liye aur be sakhta bol uthi ke SubhanAllah (ye husn)  ye admee nahi Malakun Kareem hai (yani Buzurg Farishta hai)
Surah Yusuf 12:31

✦ Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam ne farmaya Al-Kareem Ibn-Kareem Ibn-Kareem Ibn-Kareem 
Yusuf bin Yaqub bin ishaq bin Ibrahim Alaihi salam hain
Sahih Bukhari 3382



*💐✅ Answer EE 💐✅*
-----
✦ Al Quran : So when she heard of their accusation, she sent for them and prepared a banquet for them; she gave each one of them a knife (to cut the foodstuff with), and she said [(to Yusuf (Joseph)]: "Come out before them." Then, when they saw him, they exalted him (at his beauty) and (in their astonishment) cut their hands. They said: How perfect is Allah (or Allah forbid)! No man is this! This is none other than a Malakun Kareem (Noble Angel)
Surah Yusuf 12:31

✦ Rasool-Allah SallAllahu Alaihi Wasallam said Al-Kareem Ibn-Kareem Ibn-Kareem Ibn-Kareem is Yusuf bin Yaqub bin ishaq bin Ibrahim Alaihi salam Sahih Bukhari, Book 55, Hadith 596

No comments:

Post a Comment