Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, June 14, 2020

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1154❗

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1154❗

*Sawal 1 : Wo Kaunsi Namaz hai jiski wajah se hamko dusri ummato par fazilat di gayee ?*

*Sawal 2 : Wo Kaunsi Namaz hai jo humse pahle ki ummat par farz thi lekin unhone isko zaya kar diya?*

A. Fajr
B. Dhuhar
C. Asar
D. Maghrib
E. Isha
F. Tahajjud
G. Inmein se koi nahi
H. Sahi Jawab ka intezar hai

*Note : Agar kisi ka Jawab G yani inmein se koi nahi ho to Sahi jawab jarur likhna*

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1154❗

Quiz 1 : By which Prayer we have been made superior to all the peoples  ?

Quiz 2 : Which prayer were obligatory for the previous ummah  but they lost it?

A. Fajr
B. Dhuhar
C. Asar
D. Maghrib
E. Isha
F. Tahajjud
G. None of the above
H. I want to know

*Note : If you think answer is G (None of the above) then must write correct answer in comments*




💐✅ *Sahih Jawab: EC* 💐✅
-----
Muadh ibn Jabal Radi Allahu Anhu se riwayat hai hum Isha mein  Nabi Sallallahu Alahih Wasallam ka intezar kiya lekin Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne der ki yaha tak ke guman karne walo ne guman kiya ke Aap Sallallahu Alahih Wasallam nahi niklenge aur hum mein se kuch kahne wale ye bhi kah rahe they ke Aap Sallallahu Alahih Wasallam Namaz padh chuke hai hum ussi haal mein they ke Nabi Sallallahu Alahih Wasallam nikle logo ne Aap Sallallahu Alahih Wasallam se bhi wahi baat kahi jo pehle keh rahe they Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya tum log iss namaz ko der kar ke padho kyu ke *tumhein iss namaz ki wajah se dusri ummaton par fazilat di gayee hai* tumse pehle kisi ummat ne ye namaz nahi padhi 
Sunna Abu Dawud - 421-Sahih

Abu basra gaffari Radi Allahu Anhu se riwayat hai Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne hame mukhammas Maqam par *Namaz e Asar padhayee aur farmaya ye Namaz tumse pahle ummaton par farz ki gayee lekin unhone usay zaya kar diya* isliye jo bhi iss ki hifazat karega  usay dugna sawab milega aur Uske baad sitara tulu hone ( Yani suruj gurub hone) tak koi Namaz Nahi
Sahih Muslim , jiild 2, 1927


💐✅ *Answer: EC* 💐✅
-------
Narrated Mu'adh ibn Jabal: We waited for the Prophet (ﷺ) to offer the night prayer. He delayed until people thought that he would not come out and some of us said that he had offered the prayer. At the moment when we were in this condition the Prophet (ﷺ) came out. People said to him as they were already saying. He said: Observe this prayer when it is dark, for by it you have been made superior to all the peoples, no people having observed it before you.
Sunan Abu Dawud, Book 2, 421-Sahih

Abu Basra Ghifari reported The Messenger of Allah (ﷺ) led us in the 'Asr prayer at (the place known as) Mukhammas, and then said: This prayer was presented to those gone before you, but they lost it, and he who guards it has two rewards in store for him. And no prayer is valid after till the onlooker appears (by onlooker is meant the evening star).
Sahih Muslim,Book 4, Hadith 1809

No comments:

Post a Comment