Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, June 10, 2020

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1151* ❗

❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1151* ❗

*Ek baar Rasool-Allah SallAllahu Alaihi wasallam ne ek misal dete huye farmaya ki agar aisa ho jaye to masjid mein jo hai wo sab jal jaye*

*Sawal 1 : Wo kya tha  jiske liye aisa farmaya gaya ?*

A. Agar koi Jahannami ismein saans le le
B. Agar koi kahe ki Allah ki Aulad hai 
C. Agar Allah apni tajalli is masjid par nazil farma de
D. Agar Jahannam ka darwaza khol diya jaye
E. Agar Jannat ki hoor is Masjid mein jhaank le
F. Agar Suraj is masjid se 100 meel ke fasle par aa jaye
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Ya Allah mere ilm mein barkat de) 

*Sawal 2 : Ek masjid aisee hai jiske liye ek Nabee ne dua farmayee thi ki jo bhi yaha namaz padhne ki niyyat se aaye to Ya Allah tu usko aise maaf farma de jaise ki wo Apni paidayeesh ke waqt tha (yani sare gunaho se paak) wo kaunsi masjid thi wo kaunsi masjid hai*

A. Masjid Al Haram
B. Masjid An Nabwi
C. Masjid Al Aqsa
D. Masjid Al Quba
E. Masjid Al Aisha
F. Masjid Al Bayan
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilmaa


*Note : Agar kisi ka Jawab G yani inmein se koi nahi ho to Sahi jawab jarur likhna*


❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1151* ❗

*Once Rasool-Allah SallAllahu Alaihi wasallam gave an example and said if it may happens,  whatever are in this masjid will be burned*

*Quiz 1 : What Could be the cause to be burned inside masjid ?*

A. If a person who belong to the Hell , breath inside this Masjid
B. If somebody said that Allah has child
C. If Allah put his glance on this masjid
D. If the door of the Hell be opened
E. If the Hoor of Paradise put his glance on this masjid
F. If sun come at the distance of 100 mile on this masjid
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa
(Oh Allah Increase my knowledge) 

*Quiz 2 : What is the name of that  Masjid for which A Prophet asked dua (supplication) that whoever will come here just to pray , he will be free of sin as he just born ?*

A. Masjid Al Haram
B. Masjid An Nabwi
C. Masjid Al Aqsa
D. Masjid Al Quba
E. Masjid Al Aisha
F. Masjid Al Bayan
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilmaa


*✅ Sahi Jawab AC💐*
--------
Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool Allah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya agar is masjid mein ek lakh ya is se bhi zyada aadmi ho aur ismein ek jahannami saans le aur uski saans un sab tak pahuche to masjid aur masjid mein mojud jo kuch bhi hai sab jal jaye
Al-Silsila As-Sahiha-1498

Abdullah bin umar radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool Allah SallAllahu Alaihi wasallam ne farmaya Hazrat Sulaiman bin dawud Alaihi Salam ne bait Al Muqaddas (Masjid Al Aqsa) ko jis waqt tameer farmaya to Allah subhanahu se teen dua maangi ek to ye ki Allah subhanahu unko apne jaisee hukumat ata farma de aur wo ata ki gayee (yani pani hawa aur jaanwaro ko unke zer e farman kar diya gaya), dusri ye ki unki jaisee hukumat phir kisi aur ko na di jaye aur ye dua bhi qubul kar di
gayee, teesra ye ki jab unhone masjid taamer kar li to Allah subhanahu se dua ki ke jo shaksh is masjid mein sirf namaz ki niyat se aaye to Allah subhanahu usko gunah se is tarah maaf farma de jis tarah wo us din tha jab uski maa ne usko paida kiya tha (yani gunaho se paak saaf)
Sunan Nasaii, Jild 1,696-Sahih


*✅ Answer AC💐*
--------
Narrated By Abu Hurairah Radi Allahu Anhu Once Rasool Allah SallAllahu Alaihi wasallam said if in this Masjid there were one hundred thousand (100,000) people or more and a person who belong to hell breathe inside this and its breath reach to all of them then this masjid and whatever in it will be burned
Al-Silsila As-Sahiha-1498

It was narrated from 'Abdullah bin 'Amr that the Messenger of Allah (ﷺ) said:"When Sulaiman bin Dawud finished building Bait Al-Maqdis (Masjid Al Aqsa) , he asked Allah for three things: Judgement that was in harmony with His judgement, and he was given that. And he asked Allah for a dominion that no one after him would have, and he was given that. And when he finished building the Masjid he asked Allah, the Mighty and Sublime, that no one should come to it, intending only to pray there, but he would emerge free of sin as the day his mother bore him."
Sunan Nasaii,Book 8, 694-Sahih

No comments:

Post a Comment