*Bismillahhirrahmanirraheem*
*Hajj ya Umrah ke waqt Sir mundane walo ke liye teen baar aur Baal katwane walo ke liye ek baar Dua*
--------
*عَن أم الحصين سَمِعَتِ النَّبِيَّ ﷺ فِي حَجَّةِ الْوَدَاعِ دَعَا لِلْمُحَلِّقِينَ ثَلاَثًا وَلِلْمُقَصِّرِينَ مَرَّةً*
--------
✦ :Umme Hussain Radi Allahu Anha se rivayat hai ki Hajjatul Wida ke mauqe par Rasool Allah Sallallahu alaihi wasallam ne Sir mundane walo ke liye teen baar aur Baal katwane walo ke liye ek baar Dua ki
Sahih Muslim 3150-Sahih
*Note : is Hadith se Malum hua ki Umrah ke waqt agar koi chahe to Sir mundwa Sakta hai aur koi chahe to baal bhi katwa sakta hai magar sir mundwane ki fazilat zyada hai*
--------
ام حصین رضی اللہ عنہا سے روایت ہے کی حجۃ الوداع کے موقع پر رسول اللہ ﷺ نے سر منڈانے والوں کے لئے تین بار اور بال کٹوانے
والوں کے لئے ایک بار دعا کی
صحیح مسلم ۳۱۵۰-صحیح
۔--------
✦ : उम्मे हुस्सैन रदीयल्लाहु अन्हा से रिवायत है की हज्जतुल विदा के मौक़े पर रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने सिर मुँड़ाने वालों के लिए तीन बार और बाल कटवाने वालों के लिए एक बार दुआ की
सहीह मुस्लिम 3150-सहीह
--------
✦ : Narrated by Umm Hussain Radi Allahu Anha that Rasool Allah Sallallahu Alaihi Wasallam invoked Supplication on the occasion of the Farewell Pilgrimage three times for those who shave their heads and once for those who cut their hair.
Sahih Muslim 3150-Sahih
No comments:
Post a Comment