Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : Jo usmein ( Makka mein) dakhil ho jata hai wo aman wala ho jaata hai
-----------------------
✦ AL Quran : Beshak logon ke waste jo sabse pahla ghar muqarrar huwa wo yahi hai jo makka mein barkat wala hai aur sare jahan ke logon ke liye rahnuma hai Ismein Zahir nishaniyah hain , Muqam-e-Ibrahim hai, aur jo usmein dakhil ho jaye wo aman wala ho jaata hai aur logon par is ghar ka HAJJ karna Allah ka haq hai jo shaksh us tak pahunchne ki taqat rakhta ho, aur jo inkaar kare to phir Allah jahan walon se be parwah hai
Surah Aal-e-Imran(3) Verse: 96-97
---------------------------
✦ अल क़ुरान : बेशक लोगों के वास्ते जो सबसे पहला घर मुक़र्रर हुआ वो यही है जो मक्का में बरकत वाला है और सारे जहाँ के लोगों के लिए रहनुमा है इसमें ज़ाहिर निशानियां हैं , मुक़ाम-ए-इब्राहिम है, और जो उसमें दाखिल हो जाए वो अमन वाला हो जाता है और लोगों पर इस घर का हज करना अल्लाह का हक़ है जो शख्स उस तक पहुँचने की ताक़त रखता हो, और जो इनकार करे तो फिर अल्लाह जहाँ वालों से बेपरवाह है
सुरह आल-ए-इमरान(3), आयत : 96-97
-----------------------
سورة آل عمران (۳) آیت ۹۶-۹۷
___________________
✦ Al Quran : Verily, the first House (of worship) appointed for mankind was that at Bakkah (Makkah), full of blessing, and a guidance for Al-'Alamin (mankind and jinn). In it are manifest signs (for example), the Maqam (place) of Ibrahim (Abraham); whosoever enters it, he attains security. And Hajj (pilgrimage to Makkah) to the House (Ka'bah ) is a duty that mankind owes to Allah, those who can afford the expenses (for one's conveyance, provision and residence); and whoever disbelieves [i.e. denies Hajj (pilgrimage to Makkah), then he is a disbeliever of Allah], then Allah stands not in need of any of the 'Alamin (mankind, jinn and all that exists) .
Al Quran, Surah Aal-e-Imran(3) Verse: 96-97
No comments:
Post a Comment