Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Tuesday, February 27, 2018

Hadith : (Dajjal se) jung ke waqt musalmano Ghouta mein jama honge






Bismillahirrahmanirrahim

✦ Hadith : (Dajjal se) jung ke waqt musalmano Ghouta mein jama honge
---------------
✦ Abu Darda Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya (Dajjal se) jung ke waqt musalmano Ghouta mein jama honge , jo is shahar ke ek janib mein hai jisko damishk kaha jata hai , jo ki Mulk-e-sham (Syria) ke behatreen shahro mein se hai
Sunan Abu Dawud, Jild 3,893-Sahih
----------

✦ अबू दर्दा रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहु  अलैही वसल्लम  ने फरमाया (दज्जाल से) जंग के वक़्त मुसलमान गौता में जमा होंगे , जो इस शहर के एक जानिब में है जिसको दमिश्क कहा जाता है , जो की मुल्क-ए-शाम 
(सीरीया) के बेहतरीन शहरो में से है
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 3,893-सही
-----------
 رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا:   ( دجال سے )  جنگ کے روز مسلمان غوطہٰ میں جما ہونگے  جو اس شہر کے ایک جانب میں ہے جسے دمشق کہا جاتا ہے، جو شام کے بہترین شہروں میں سے ہے ۔
سنن ابو داوود جلد ٣، حدیث ٨٩٣-صحیح 
-----------
✦ Narrated Abu Darda Radi Allahu Anhu Rasool-Allah Sallallhu Alaihi Wasallam said: The place of assembly of the Muslims at the time of the war (With Dajjal) will be in Ghouta near a city called Damascus, one of the best cities in Syria.
Sunan Abu Dawud,Book 38, 4285-Sahih

3 comments:

  1. Assalamu Alaikum

    Janab

    Aap se Aadaban guzarish hai ke

    Dajjal Ke Mutaluq hadees Jild ,3 893 abdu dawood ki kithab mein nahi hai.
    ba raye meharbani aap isss hadees number ki daleel dijiye.

    Jazak Allah Khair
    s.ameenuddin786@gmail.com

    ReplyDelete
    Replies
    1. Walalaikum as salam bhai yaha se book download kar lo aur hadith number 893 moujud hai

      https://drive.google.com/open?id=0B8bVsobFeLXHak8zSFBtbDBrLUE

      Delete
    2. Here is the book and check please 893 hadith in this ..post is 100% correct
      http://download3.quranurdu.com/Ahadith/Sunan_Abu_Dawood/Sunan_Abu_Dawood_Vol3.pdf

      Delete