Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith : jiske saath Allah subhanahu bhalayee chahta hai usko deen ki samajh ata farma deta hai
-----------
✦ Ameer Muawiyah Radi Allahu anhu s erivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jiske saath Allah subhanahu bhalayee chahta hai usko deen ki samajh ata farma deta hai aur Allah hi dene wala hai aur main to taqseem karne wala hu aur ye ummat apne dushmano ke muqable mein hamesha galib rahegi yaha tak ki Allah ka hukm (Qayamat) aa jaye aur us waqt bhi ye galib hi hogi
Sahih Bukhari, Jild 4, 3116
-----------
صحیح بخاری جلد ۴ حدیث ۳۱۱۶
------------------
✦ हदीस: अमीर मुआविया रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया जिसके साथ अल्लाह सुबहानहु भलाई चाहता है उसको दीन की समझ अता फरमा देता है और अल्लाह ही देने वाला है और मैं तो तक़सीम करने वाला हूँ
और ये उम्मत अपने दुश्मनों के मुक़ाबले में हमेशा ग़ालिब रहेगी यहा तक की अल्लाह का हुक्म (क़यामत) आ जाए और उस वक़्त भी ये ग़ालिब ही होगी
सही बुखारी,जिल्द 4, 3116
----------
✦ Narrated by Muaawiyah Radi allahu anhu that The Prophet (ﷺ) said If Allah wants to do good for somebody, he makes him comprehend the Religion and Allah is the Giver and I am Al-Qasim ( the distributor), and this (Muslim) nation will remain victorious over their opponents, till Allah's Order comes and they will still be victorious
Sahih Bukhari, Book 53, 346
No comments:
Post a Comment