Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, June 28, 2015

Mafhum-e-hadith: Maahwari (Menses) mein Aurton ke jo roze Qaza hote hain usey baad mein rakhne ka hukm hai





Bismillahirrahmanirrahim
Mafhum-e-hadith: Maahwari (Menses) mein Aurton ke jo roze Qaza hote hain usey baad mein rakhne ka hukm hai

------------------------------
Umm Aayesha radi-allahu-anha se rivayat hai ki Humein (Ramadan mein) Nabee Sallallhu-Alaihi-Wasallam ke zamane mein Maahwari (menses) aati to Aap Sallallahu alaihi wasallam humein(baad mein) Qaza Roze rakhne ka hukm dete 
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1670-Hasan
------------------------------

उम्म आएशा रदी-अल्लाहू-अन्हा से रिवायत है की हमें (रमजान में ) नबी सललल्लाहु अलैही वसल्लम के ज़माने में माहवारी आती तो आप सललल्लाहु अलैही वसल्लम हमें (बाद में) क़ज़ा रोज़ रखने का हुक्म देते 

सुनन इब्न माजा, जिल्द 1 , हदीस 1670-हसन
------------------------------
ام عائشہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کی ہمیں ( رمضان میں ) رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم كے زمانے میں ماہواری ( مینسز ) آتی تو آپ صلی اللہ علیہ وسلم ہمیں ( بعد میں ) قضا روزہ رکھنے کا حکم دیتے
سنن اِبْن ماجہ ، جلد ١ حدیث ١٦٧٠ حسن 
------------------------------
Narrated by Umm Aisha may ALLAH be pleased with her said: "We used to menstruate (in ramadan)at the time of the Prophet Peace be upon him and he would order us to make up for the missed (Qadha) fasts.
Sunan Ibn Majah, Vol 2 , # 1670-Hasana

No comments:

Post a Comment