Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, June 28, 2015

Hadith: Musafir aur Hamila ( pregnant) aur doodh peelaney wali aurat ko Rozey maaf farma diye hain



Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Musafir aur Hamila ( pregnant) aur doodh peelaney wali aurat ko Rozey maaf farma diye hain 

--------------------------------

Anas bin malik Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya Allah subhanahu ne Musafir ke liye aadhi namaz maaf farma di hai aur Musafir aur Hamila ( pregnant) aur doodh peelaney wali aurat ko Rozey maaf farma diye hain 
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1667 -Hasan
--------------------------------
انس بن ملک رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کی رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا 
اللہ نے مسافر كے لیے آدھی نماز معاف فرما دی ہے اور مسافر اور حاملہ ( پریگننٹ ) اور دودھ والی عورت کو روزے معاف فرما دیئے ہیں
سنن اِبْن ماجہ ، جلد ١ حدیث ١٦٦٧ - حسن 
--------------------------------
अनस बिन मालिक रदी-अल्लाहू-अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू-अलैही-वसल्लम ने फ़रमाया
अल्लाह सुबहानहु ने मुसाफिर के लिए आधी नमाज़ माफ़ फ़रमा दी है और मुसाफिर और हामिला ( प्रेग्नेंट) और दूध पिलाने वाली औरत को रोज़े माफ़ फरमा दिए हैं 
सुनन इब्न माजा , जिल्द 1 , # 1667- हसन 
--------------------------------
It was narrated from Anas bin Malik Radi-Allahu-Anhu that Prophet Peace be upon him be upon him said Allah has relieved the traveler of half of the prayer, and He has relieved the traveler, the pregnant, and the nursing mothers of the duty to fast
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 1667-Hasan


Note : Yaha Maafi se murad sirf usee waqt tak roze maaf hai jab tak wo us halat mein ho uske baad in rozo ki Qaza rakhna jaruri hai tafseel ke liye ye link check kijiye 

Urdu:
https://islamqa.info/ur/50005

English:

https://islamqa.info/en/50005

No comments:

Post a Comment