Bismillahirrahmanirrahim
✦ Hadith: Jisne subah ki namaz jamaat se ada ki to wo aisa hai jaisa ki usne sari raat namaz padhi
✦ Uthman bin Affan Radhi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jisne Isha ki namaz jamaat se ada ki to wo aisa hai jaise ki aadhi raat tak namaz padhta raha aur jisne subah ki namaz jamaat se ada ki to wo aisa hai jaisa ki usne sari raat namaz padhi
Sahih Muslim, Vol 2,1491
✦ Samurah bin jundab Radi-Allahu-Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jo subah ki Namaz ada kar le wo Allah subhanahu ke zimme (panah) mein hai
Sunan Ibn Majah, Vol 3, 827-Sahih
--------------------------
✦ Narrated by Uthman bin Affan Radhi allahu anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said He who observed the Isha prayer in congregation, it was as if he prayed up to midnight, and he who prayed the morning prayer in congregation, it was as if he prayed the whole night.
Sahih Muslim, Book 4, Hadith 1379
✦ It was narrated from Samurah bin Jundab that the Prophet Peace be upon him said: Whoever offers the morning prayer, he is under the protection of Allah, the Mighty and Sublime
Sunan Ibn Majah, Vol 5 # 3946-Sahih
--------------------------
✦ रसूल अल्लाह सललल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया जिस ने ईशा की नमाज़ जमात से अदा की तो वो ऐसा है जैसे की आधी रात तक नमाज़ पढ़ता रहा और जिसने सुबह की नमाज़ जमात से अदा की तो वो ऐसा है जैसे की उसने सारी रात नमाज़ पढ़ी
सही मुस्लिम , जिल्द 2, हदीस 1491
✦ रसूल अल्लाह सललल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया जो सुबह की नमाज़ अदा कर ले वो अल्लाह सुबहानहू के ज़िम्मे (पनाह ) में है
सुनन इब्न माजा ,जिल्द 3, हदीस 827 - सही
No comments:
Post a Comment