✦ Hadith: jisne Hasan aur Hussain radi Allahu anhuma se muhabbat rakhi usne mujhse Muhabbbat rakhi
----------
✦ Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam ne farmaya jisney Hasan aur Hussain Radi Allahu Anhuma se muhabbat rakhi usney mujhse Muhabbbat rakhi aur jisne unse bugz rakha usne mujhse bugz rakha
Sunan Ibn Majah, Vol 1 , # 143 - Hasan
----------
رسول اﷲ ﷺ نے فرمایا جس نے حسن اور حسین سے محبّت
رکھی اس نے مجھ
سے محبّت رکھی اور جس نے ان سے بغض رکھا اس نے
مجھ سے بغض رکھا
سنن ابن ماجہ ١٤٣ - حسن
----------
✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया जिसने हसन और हूसेन रदी अल्लाहू अन्हुमा से मुहब्बत रखी उसने मुझसे मुहब्ब्बत रखी और जिसने उनसे बुग्ज़ (नफरत) रखा उसने मुझसे बुगज़ रखा
सुनन इब्न माज़ा, जिल्द 1 , 143 - हसन
----------
✦ Rasoollallah Sallallhu-Alaihi-Wasallam said: Whoever loves Hasan and Husain (Radi Allahu Anhuma) loves me; and whoever hates them, hates me.'”
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya mere ashaab (sahabiyo) ko bura na kaho, mere ashab ko bura na kaho , kasam uski jiskey haath mein meri jaan hai agar koi tum mein se Uhad Pahad ke barabar sona kharch karey to unkey ek mudd (sair bhar) ya Aadhey mudd (kharch) ke barabar bhi nahi ho sakta.
Sahih Muslim , Vol 6, 6487
-------------
رسُول اللّه صلى اللّه عليه وسلم نے فرمایا میرے اصحاب (صحابیوں) کو برا نہ کہو
میرے اصحاب (صحابیوں) کو برا نہ کہو قسم اس کی جس کے ہاتھ میں میری جان ہے
اگر کوئی تم میں سے اُحد پھاڑ کے برابر سونا خرچ کرے تو بھی ان کے
ایک مد یا آدھے مد (خرچ) کے برابر بھی نہیں ہو سکتا
صحیح مسلم ٦٤٨٧
----------------
रसूलअल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया मेरे असहाब (सहाबियों) को बुरा ना कहो, मेरे असहाब (सहाबियों) को बुरा ना कहो , कसम उसकी जिसके हाथ में मेरी जान है अगर कोई तुम में से उहद पहाड़ के बराबर सोना खर्च करे तो उनके एक मद (सैर भर) या आधे मद (खर्च) के बराबर भी नही हो सकता. सही मुस्लिम , जिल्द 6, 6487 --------------------
The prophet Sallallahu Alaihi Wasallam said : Don’t Abuse my Companions, Do not revile (Don’t Abuse) my Companions. By Him in Whose Hand is my life, if one amongst you would have spent as much gold as Uhud it would not amount to as much as one mudd of one of them or half of it.-
*Dusre sawal mein jawab ek se zyada hai*
*Sawal 1 : Rawdatil-jannat (رَوْضَاتِ الْجَنَّات) kya hai ?*
A. Jannat ka mimbar
B. Jannat ki hoor
C. Jannat ke baag
D. Jannat mein ghar
E. Jannat ka khana
F. Jannat ki deewarein
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)
*Sawal 2 : Rawdatil-jannat ( رَوْضَاتِ الْجَنَّاتِ) hasil karne ki kaun kaun see sharte hain ?*
A. Allah ki raah mein jihad karna
B. Imaan lana
C. Allah ki kitab ka qanoon nafiz karna
D. Hijrat karna
E. Zameen par insaf qayam karna
F. Neik kaam karna
G. logo ko bhalayee ki taraf bulana aur burayee se rokna
H. Rabbi Zidni ilma
*Note : Jis Hadith ya aayat mein Rawdatil-jannat (رَوْضَاتِ الْجَنَّات) ka zikr hai jawab usee mein se dena hai*
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1204* ❗
*Second Quiz has more than one answer*
*Quiz 1 : Whats is Rawdatil-jannat (رَوْضَاتِ الْجَنَّات) ?*
A. The pulpit of paradise
B. The hoor of paradise
C. The garden of paradise
D. The house of paradise
E. The food of paradise
F. The Walls of paradise
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)
*Quiz 2 : What are the conditions to get the Rawdatil-jannat ( رَوْضَاتِ الْجَنَّاتِ) ?*
A. Fight in the way of Allah
B. Islamic Belief
C. Implementing the rule of the book of Allah
D. Migration
E. Making Justice on the earth
F. Doing righteous deeds
G. Calling people towards good and prohibit from evil
H. Rabbi Zidni ilma
*Note : Must give the answer from the exact verse or hadith in which the Rawdatil-jannat (رَوْضَاتِ الْجَنَّات) has bene mentioned*
Bismillahirrahmanirraheem
*💐✅ Sahih Jawab : CBF 💐✅*
-----
*وَالَّذِينَ آمَنُوا وَعَمِلُوا الصَّالِحَاتِ فِي رَوْضَاتِ الْجَنَّاتِ ۖ لَهُم مَّا يَشَاءُونَ عِندَ رَبِّهِمْ ۚ ذَٰلِكَ هُوَ الْفَضْلُ الْكَبِيرُ*
------
Aur Jo log imana laaye aur neik kaam kiye wo Rawdatil-jannat (jannat ke baagon) mein honge , wo jo chahnge unhe apne Rabb ke wahan se milega yahi wo bada fazal hai
------
Al Quran : Surah Ah-Shura 42 : 22
Bismillahirrahmanirraheem
*💐✅ Answer : CBF 💐✅*
-----
*وَالَّذِينَ آمَنُوا وَعَمِلُوا الصَّالِحَاتِ فِي رَوْضَاتِ الْجَنَّاتِ ۖ لَهُم مَّا يَشَاءُونَ عِندَ رَبِّهِمْ ۚ ذَٰلِكَ هُوَ الْفَضْلُ الْكَبِيرُ*
------
And those who have believed and done righteous deeds will be in lush regions of the gardens [in Paradise] having whatever they will in the presence of their Lord. That is what is the great bounty.
Al Quran : Surah Ah-Shura 42 : 22
*Sawal : Wo kya hai jiske liye hadith mein aaya hai ki agar wo sitare ke pass bhi hota / hoti to ajam ke log (Non Arab) waha tak bhi pahuch jaate?*
A. Maal
B. Jannat
C. Shafaat
D. Imaan
E. Deen
F. Sila rahmi
G. HIjrat
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1203* ❗
*Sawal : For which thing it was said if it were hanging on the distant star, the men from the non-Arab would reach it ?*
A. Wealth
B. Paradise
C. Intercession
D. Faith
E. Religion
F. Sila rahmi (being good with relatives)
G. Migration
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : D 💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya maine khwab mein Kali rang ki bahut zyada bakriya dekhein unmain badi tadad mai safeed rang ki bakriya dakhil ho gayee Sahaba Radi Allahu Anhuma ne aarz Kiya Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam aap ne iss khwab ki kya tabir ki Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya ajmi log tumare deen aur nasab mai sharik honge Unhone Kaha Ya Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ajmi ? ( Ye Aap keh rahe hain) Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya agar Imaan sarya sitare ke Sath latka hota toh ajmi ke Kuch log us tak bhi pahuch jaate ( Yaad rahe ke ) wo intehayee Khush bakht log honge
Al-Silsila Sahiha 3498
*💐✅ Answer : D 💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said, I saw in the dream that there is a group of black sheep and then a group of white sheep mixed with the black ones, The Companion asked what is the interpration of this dream ?he said Non Arab will enter in Islam and then share with you your genealogy and your wealth.
The companions became surprised by what he said. Then one said, The non-Arab will enter our land, Oh Messenger of Allah Sallallahu Alahih Wasallam? The Prophet Sallallahu Alahih Wasallam then said, Yes. By He Who Has my soul in His Hand, if the faith was hanging on the distant star, men from the non-Arab would reach it and remember that they will be very cheerful people.
Al-Silsila Sahiha 3498
*Sawal : Allah kabhi apne bandon par do khauff jama nahi karta wo do khauf kaunse hain ?*
A. Duniya mein Allah se khauf
B. Qabr ke Azab ka khauff
C. Jihad ke waqt maut ka khauf
D. Allah ki raah mein sab kuch lut jane ka khauff
E. Dozakh ke azab ka khauff
F. Hijrat ka kahuff
G. Qayamat wale din ka khauf
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1202* ❗
*Answers are more than one*
*Sawal : Allah will never let his slave suffer for two fears togehter, what are they?*
A. Allah's fear in this world
B. The fear of the punishment of the grave
C. The fear of death during Jihad
D. The fear of losing everything in the way of Allah
E. The fear of Hell
F. The fear of Migration
G. The fear of the day of Qayamah
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : AG 💐✅*
-----
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu farmata hai meri Ezzat ki qasam main apne bande par do khauff jama nahi karunga na uske liye do aman jama karunga,
Agar wo duniya mein mujh se Bekhauff hoga to qayamat ke din usay khauff mein mubtala karunga
aur Agar wo duniya mein mujhse darega to qayamat ke din usay aman dunga( yani say khauff mein mubtala nahi karunga )
Al-Silsila-tus-Sahiha- 3683
*💐✅ Answer : AG 💐✅*
-----
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam said Allah, may He be glorified and exalted, says: ‘By My might, I will not let My slave suffer from fear in two realms or feel safe in two realms. If he feels safe from Me in this world, I will make him feel fear on the Day of Resurrection, but if he fears Me in this world, I will make him feel safe on the Day of Resurrection.’
Al-Silsila tus Sahiha - 3683
✦ Mafhum-e-hadith : badan ke dard ko dur karne ki dua
--------------
✦ Uthman bin Abu Al-As Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki unhone Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam se us dard ka bayan kiya jo unke badan mein paida ho gaya tha jab wo musalmna huye they
Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya tum apna haath dard wali jagah par rakho aur
A'udhu billahi wa qudratihi min sharri ma ajidu wa uhaziru
( panah mein aata hu main Allah subhanahu ki aur uski kudrat ki us cheez ki burayee se jisko main apne andar mehsus karta hu aur jis se darta hu)
Sahih Muslim, Vol 5, 5737
--------------
سیدنا عثمان بن ابی العاص ثقفی رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ انہوں نے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم سے اپنے ایک درد کی شکایت کی ، جو ان کے بدن میں پیدا ہو گیا تھا جب سے وہ مسلمان ہوئے تھے ۔ آپ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا کہ تم اپنا ہاتھ درد کی جگہ پر رکھو اور
”میں اللہ تعالیٰ کی پناہ مانگتا ہوں اس چیز کی برائی سے جس کو پاتا ہوں اور جس سے ڈرتا ہوں“ ۔
صحیح مسلم جلد ۵ ۵۷۳۷
--------------------
✦ उसमान बिन अबू अल-आस रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसल्लम से उस दर्द का बयां किया जो उनके बदन में उस वक़्त पैदा हो गया था जब वो मुसलमान हुए थे , तो रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया तुम अपना हाथ दर्द वाली जगह पर रखो और
आउज़ुबिल्लाही वा क़ुदरतीही मिन शर्री मा अजिदु वा उहाज़िरू
( तर्जुमा : पनाह में आता हूँ मैं अल्लाह सुबहानहु की और उसकी क़ुदरत की , उस चीज़ की बुराई से जिसको मैं अपने अन्दर महसूस करता हूँ और जिस से डरता हूँ )
सही मुस्लिम, जिल्द 5, 5737
------------
✦ Uthman bin Abu Al-As Al-Thaqafi reported that he made a complaint of pain to Allah's Messenger Sallallahu Alaihi Wasallam that he felt in his body at the time he had become Muslim. Thereupon Allah's Messenger Sallallahu Alaihi Wasallam said:Place your hand at the place where you feel pain in your body and
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz - 1201* ❗
*Sawal : Wo kaunsa amal hai jiski wajah se insan ke upar faqeeri ka darwaza khol diya jata hai ?*
A. Sila rahmi na karna
B. Maal ki zakat ada na karna
C. Jarurat se zyada maal se kisi ki madad na karna
D. Logo se mangna shuru kar dena
E. Jihad ke liye gharo se na nikalna
F. Mazlum ki madad na karna
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz-1201* ❗
*Sawal : For which reason Allah opens the door of the poverty for the person ?*
A. Not doing good with his relatives
B. Not paying charity
C. Not helping people with his extra wealth
D. Begging to the people
E. Not going out for the Jihad
F. Not helping to the oppressed
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : D 💐✅*
-----
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Jo Insan khud par sawal ka darwaza khol deta hai (yani logon se managna shuru kar deta hai) to Allah Subhanahu us par faqeeri ka darwaza khol deta hai , is se behtar hai ki aadmi rassi lekar pahadon mein chala jaye aur apni kamar par lakdiyon ka gaththa lekar aaye (aur usko bech kar) khana khaye bajaye iske ki wo logon se sawal karta rahe aur phir usko diya jaye ya na diya jaye
Al Silsila Sahiha 1871
*💐✅ Answer : D 💐✅*
-----
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam said whenever a person start begging to the people Allah opens for him the door of poverty, its better for a person that he take a rope , go to the mountain and carry the bunch of wood on his back and eat (by selling it) rather than he start begging to the people and he may get something or not
Al Silsila Sahiha 1871
✦ Allahumma anta Rabbi la ilaha illa anta, Khalaqtani wa ana abduka, wa ana 'ala ahdika wa wa'dika mastata'tu, Awuzu bika min sharri ma sana'tu, abu'u Laka bini'matika 'alaiya, wa Abu'u Laka bizambi fagfirli fa innahu la Yagfiru-az-zunuba illa anta.
--------
✦ Tarjuma : Eh Allah tu hi mera RAB hai, tere siwa koi mabud nahi, tune hi mujhe paida kiya hai aur main tera hi Banda hu, main apni taqat ke mutabiq tujhse kiye huye Ahad aur wade par qayam hun, main tujhse us cheez ki burayee se panah maangta hu jisko maine kiya ,main tere samne teri naimaton ka iqrar karta hu jo tune mujhe ata farmayee, Aur main apne gunahon ka bhi iqrar karta hun, tu mujhe maaf kar de , beshak tere siwa gunahon ko koi maaf karne wala nahi
--------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا جو کوئی بھی شخص شام کے وقت سیّد الاستغفار پڑھےگا اس کے لئے جنت واجب ہو جائے گی۔
ترجمہ : اے اللہ ! تو میرا رب ہے ، تیرے سوا کوئی معبود نہیں ۔ تو نے ہی مجھے پیدا کیا اور میں تیرا ہی بندہ ہوں میں اپنی طاقت کے مطابق تجھ سے کئے ہوئے عہد اور وعدہ پرقائم ہوں ۔ ان بری حرکتوں کے عذاب سے جو میں نے کی ہیں تیری پناہ مانگتا ہوں مجھ پر نعمتیں تیری ہیں اس کااقرار کرتا ہوں ۔ میری مغفرت کر دے کہ تیرے سوا اور کوئی بھی گناہ نہیں معاف کرتا
----
✦ रसूल अल्लाह सल्लल्लाहु अलैहि वसल्लम ने फ़रमाया जो कोई भी सय्यद-अल-अस्तिगफार को शाम के वक़्त पढ़ेगा उसके लिए जन्नत वाजिब हो जाएगी
✦ अल्लहुम्मा अंता रब्बी ला ईलाहा इल्ला अंत, खलक़तनी वा अना अबदुक
वा अना 'आला अहदिका वा वाअदीका मसतताअतू, आवूज़ुबिका मीन शर्री मा सनाअतू
अबू'उ लका बिनीअमतिका अलय , वा अबू'उ लका बिज़म्बी
फगफ़ीरली , फ़इन्नहू ला याग्फीरूज़-ज़ुनूबा इल्ला अंत
✦ तर्जुमा : एह अल्लाह तू मेरा रब है तेरे सिवा कोई माबूद नहीं , तूने ही मुझे पैदा किया है और मैं तेरी ही बंदा हूँ , मैं अपने ताक़त के मुताबिक़ तुझसे किये हुए अहद और वादे पर क़ायम हूँ ,
मैं तुझसे उस चीज़ की बुराई से पनाह मांगता हूँ जिसको मैंने किया , मैं तेरे सामने तेरी नेअमतों का इकरार करता हूँ जो तूने मुझे अता फरमाई और मैं अपने गुनाहों का भी इकरार करता हूँ ,तू मुझे माफ़ कर दे , बेशक तेरे सिवा गुनाहों को कोई माफ़ करने वाला नहीं है
अल सिलसिला सहीहा-2786
-----
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said whoever will recite sayyadal Astigfar in the evening the paradise will be Obligatory for him
✦ Allahumma anta Rabbi la ilaha illa ant, Khalaqtani wa ana abduk, wa ana 'ala ahdika wa wa'dika mastata't,Awuzu bika min sharri ma sana't, abu'u Laka bini'matika 'alay, wa Abu'u Laka bizambi fagfirli fa innahu la Yagfiru-az-zunuba illa anta.
---------
Translation: O Allah, You are my Lord, none has the right to be
worshiped except You, You created me and I am Your servant and I Obey to Your covenant and promise as best as I can,
I take refuge in You from the evil of which I committed.
I acknowledge Your favor upon me and I acknowledge my sin,
so forgive me, indeed none can forgive sins except You.
अल्लाहुम्मा इन्नी असअलुका इल्मन नाफिया , वा रिज़क़न तय्यबा वा अमलन मुतक़ब्बला
एह अल्लाह मैं तुझसे ऩफा देने वाले इल्म और पाकीज़ा रिज़क़ और क़ुबूल होने वाले अमल का सवाल करता हूँ
सुनन इब्न माजा , जिल्द 1, 925-सही
--------
It was narrated from Umm Salamah radi allahu anha that when the RasoolAllah Sal-Allahu Alaihi Wasallam performed the morning prayer, after Salam, he would say:
Audhu bikalimati' llahi't-tammati min ghadabihi wa iqabihi wa sharri ibadihi, wa min hamazati' sh-shayatin wa an yahdurun
Main Panaah maangta hu Allah subhanahu ke kaamil kalmon ke zariye se, uske ghazab se, uske azab se aur uske bandon ki burayee se aur shiyateen ke waswaso se aur iss baat se ki wo hamare pass aaye
Sunan Abu Dawud 3893-Hasan
----------
حضرت عامر بن شعیب رضی الله عنہ سے روایت ہے رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: ”جب تم میں سے کوئی نیند میں ڈر جائے تو ( یہ دعا ) پڑھے:
میں پناہ مانگتا ہوں اللہ سبحانه کے کامل کلموں کے ذریعہ سے اس کے غضب سے ، اس کے عذاب سے اور اس کے بندوں کے برائی سے اور شیاطین کے وسوسوں سے اور اس بات سے کہ وہ ہمارے پاس آئیں
سنن ابی داؤد حدیث ٣٨٩٣ حسن
----------
✦ रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फ़रमाया जब तुम में से कोई नींद में डर जाए तो ये पढ़े
आऊजू बिकालिमातिल्लाहित ताम्माती मिन गज़बिही , वा ईक़ाबिही , वा शर्री ईबादिही वा मिन हमाज़ातिश-शियातीन वा अन याह्दुरून
✦ मैं पनाह माँगता हू अल्लाह सुबहानहु के कामिल कलमों के ज़रिये से, उसके गज़ब से ,उसके अजाब से और अल्लाह के बन्दों की बुराई से और शैयातीन के वसवसों से और इस बात से की वो हमारे पास आयें
सुनन अबू दाऊद, 3893-हसन
----------
✦ RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam said recite the following duaa when you become frightened while sleeping
Audhu bikalimati' llahi't-tammati min ghadabihi wa iqabihi wa sharri ibadihi, wa min hamazati' sh-shayatin wa an yahdurun
I seek refuge in Allah's perfect words from his anger, his punishment and the evil of his servants and the whispers of the Shayateen and of their presence.
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1200* ❗
*Dono sawalo ke Jawab ek se zyada hai*
*Sawal 1 : Wo kaunse Azkar hain jinko Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne ruku mein padha ya padhne ka hukm diya ?*
*Sawal 2 : Wo kaunse Azkar hain jinko Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne sazde mein padha ya padhne ka hukm diya ?*
A. سُبْحَانَ رَبِّيَ الأَعْلَى
Subhan Rabbial-Aala
B. سُبْحَانَ رَبِّيَ الْعَظِيمِ
Subah Rabbi Al-Adheem
C. سَبِّحِ اسْمَ رَبِّكَ الأَعْلَى
Sabbeh Ismi Rabbik Al Aala
D. فَسَبِّحْ بِاسْمِ رَبِّكَ الْعَظِيمِ
Fasabbih Bismi Rabbikal Adheem
E. رَبَّنَا لَكَ الْحَمْدُ
Rabbana Lakal-hamd
F. اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي مَا أَسْرَرْتُ وَمَا أَعْلَنْتُ
Allahummaghfirli ma Asrartu wa ma Aalantu
G. سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ رَبَّنَا وَبِحَمْدِكَ، اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي
Subhanka Allahumma Rabbana wa bihamdika Allahummaghfirli
H. Sahi jawab ka intezar hai
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1200* ❗
*Both Quiz has more than one answers*
*Sawal 1 : What are those Azkars which Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam recited in Ruku or he ordered to recite in ruku ?*
*Sawal 2 : What are those Azkars which Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam recited in Sujud or he ordered to recite in Sujud ?*
A. سُبْحَانَ رَبِّيَ الأَعْلَى
Subhan Rabbial-Aala
B. سُبْحَانَ رَبِّيَ الْعَظِيمِ
Subah Rabbi Al-Adheem
C. فَسَبِّحْ بِاسْمِ رَبِّكَ الْعَظِيمِ
Fasabbih Bismi Rabbikal Adheem
D. سَبِّحِ اسْمَ رَبِّكَ الأَعْلَى
Sabbeh Ismi Rabbik Al Aala
E. رَبَّنَا لَكَ الْحَمْدُ
Rabbana Lakal-hamd
F. اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي مَا أَسْرَرْتُ وَمَا أَعْلَنْتُ
Allahummaghfirli ma Asrartu wa ma Aalantu
G. سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ رَبَّنَا وَبِحَمْدِكَ، اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي
Subhanka Allahumma Rabbana wa bihamdika Allahummaghfirli
H. I want to know
*💐✅ Sahih Jawab : BCG / ADFG 💐✅*
-----
✦ Hadith 1 : Huzaifa Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Maine ek rat Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ke saath naamz ada ki usmein Aap Sal-Allahu Alaihi wasallam ne labma ruku farmaya aur ruku mein ye padha
*Subhan Rabbial-Adheem* , Subhan Rabbial-Adheem, Subhan Rabbial-Adheem
Uske baad ruku se sir uthaya aur farmaya
Sami Allahu liman hamidah Rabbana lakal-hamd
Uske baad sajda farmaye aur sajde mein ye farmaya
*Subhan Rabbial-A'la* , Subhan Rabbial-A'la, Subhan Rabbial-A'la
Sunan Nasaii, Jild 1, 1136-Sahih
✦ Hadith 2 : Jab aayat *Fasabbih bismi Rabbikal Adheem (69:52)* nazil huye to Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne humse farmaya usay apne ruku mein kaha karo phir jab *Sabbeh ismi Rabbik Al Aala (87:1)* nazil huye to humse farmaya usay apne sajdon mein kaha karo
Sunan ibn Maja - 887
✦ Hadith 3 : Aisha radi allahu anha se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ek baar sajde ki halat mein they aur padh rahe they
اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي مَا أَسْرَرْتُ وَمَا أَعْلَنْتُ
*Allahummaghfirli ma Asrartu wa ma Aalantu*
Eh Allah mere gunah maaf kar de jo maine chup kar kiye aur jo maine elaniya kiye
Sunan Nisai - 1125-Sahih
✦ Hadith 4 :Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam apne ruku aur sajde mein kasrat se ye dua kiya karte they
سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ رَبَّنَا وَبِحَمْدِكَ، اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي
*Subhanka Allahumma Rabbana wa bihamdika Allahummaghfirli*
Paak hai teri zaat Eh Allah! Eh humare RABB aur tere hi liye tareef hai Eh Allah meri maghfirat farma de
Sahih Bhukari - 4968
*💐✅ Answer : BCG / ADFG 💐✅*
-----
Hadith 1: It was narrated that Hudhaifah said I prayed with the Messenger of Allah (ﷺ) one night
The Prophet ﷺ Said while bowing:
Subhan Rabbial-azim,Subhan Rabbial-azim,Subhan Rabbial-azim
Then he ﷺ raised his head and said:
Sami Allahu liman hamidah Rabbana lakal-hamd
Then he ﷺ prostrated and made his prostration lengthy, saying:
Subhan Rabbial-A'la, Subhan Rabbial-A'la, Subhan Rabbial-A'la
Sunan Nasaii, Book 12, 1134-Sahih
✦ Hadith 2: Uqbah bin ‘Amir Al-Juhani said: When the following was revealed:
فَسَبِّحْ بِاسْمِ رَبِّكَ الْعَظِيمِ
Fasabbih Bismi Rabbikal Adheem [69:52]
the Messenger of Allah (ﷺ) said to us: Say this in your Ruku.
And when the following was revealed: Sabbeh Ismi Rabbik Al Aala [87:1]
the Messenger of Allah (ﷺ) said to us: Say this in your prostrations.
Sunan Ibn maja Book 5, 887
✦ Hadith 3: 'Aishah Radi Allahu Anha said:"I noticed that the Messenger of Allah was prostrating and saying:
Allahummaghfirli ma asrartu wa ma a'lant
اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي مَا أَسْرَرْتُ وَمَا أَعْلَنْتُ
O Allah, forgive me for what (sin) I have concealed and what I have done openly
Sunan Nasaii,Book 12, 1125-Sahih
✦ Hadith 4 : Narrated Aisha: Allah's Messenger (ﷺ) used to say very often in bowing and prostration (during his prayers),
سُبْحَانَكَ اللَّهُمَّ رَبَّنَا وَبِحَمْدِكَ، اللَّهُمَّ اغْفِرْ لِي
Subhanka Allahumma Rabbana wa bihamdika; Allahumma ighfirli,"
Sahih Bukhari, Book 60, 492
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1199* ❗
*Sawal : Rasool Allah ﷺ ne ek baar kisi se Qarz liya tha aur us Qarz ko wapas lautate waqt qarz dene wale ko ek dua di thi wo dua kaunsi thi ?*
A. BarakAllah Laka fi Ahlika wa Malika
B. Allahumma Salli Alaihim
C. Allahumma Barik lana feeh wa zidna minhu
D. Allahummakfini Bihalalika
E. Barak Allah fik wa Yubashshiruka Biljnnah
F. Jazakumullahu Khairan Bil jannah
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1199* ❗
*Sawal : Once Rasool Allah ﷺ took loan from a sahabi and when he was returning it , He gave a dua to him , what was that dua ?*
A. BarakAllah Laka fi Ahlika wa Malika
B. Allahumma Salli Alaihim
C. Allahumma Barik lana feeh wa zidna minhu
D. Allahummakfini Bihalalika
E. Barak Allah fik wa Yubashshiruka Biljnnah
F. Jazakumullahu Khairan Bil jannah
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : A 💐✅*
-----
Isma'il bin Abi Rabi'ah Apne walid se aur wo apne dada se rivayat karte hain ki Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne ne ghzwa e hunain ke moqe par unse 30 ya 40 hazar Qarz liya phir jab hunain se wapas aaye to Qarz ada kiya aur us waqt Aap Sallallahu Alahih Wasallam ne unse farmaya
بَارَكَ اللَّهُ لَكَ فِي أَهْلِكَ وَمَالِكَ
BarakAllah Laka fi Ahlika wa Malika
Allah subhanahu aapke Ahl-o-Ayal aur Maal mein barkat ata farmaye
phir farmaya Qarz ka badla ye hai ki usko pura chuka diya jaye aur Qarz dene wale ka shukriya ada kiya jaye
Sunan Ibn Maja-2424-hasan
*💐✅ Answer : A 💐✅*
-----
Isma'il bin Abi Rabi'ah Al-Makhzumi narrated from his father, from his grandfather, that :
the Prophet (ﷺ) borrowed thirty or forty thousand from him, when he fought at Hunain. When he came back he paid the loan, then the Prophet (ﷺ) said to him
بَارَكَ اللَّهُ لَكَ فِي أَهْلِكَ وَمَالِكَ
BarakAllah Laka fi Ahlika wa Malika
May Allah Subhanahu bless your family and your wealth for you.
The reward for lending is repayment and words of praise
Sunan Ibn Maja#2424-Hasan
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1198* ❗
*Sawal : Wo kya hai jiski wajah se jannat ke darwaze tang ho jayenge ?*
A. Kuffar ke jannat ke kareeb aane ki wajh se
B. Jahannamiyo ke saans lene ki wajah se
C. Yahud o nasara ke jannat ke kareeb aane ki wajah se
D. Qayamat ke din beshumar farishte waha par khade honge
E. Ahl-e-jahannam jab jannat mein daale jayenge
F. Shaitan jab jannat ke kareeb aayega
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Mere RABB mere ilm mein barkat de)
❗ *Only-Quran-Hadith Quiz 1198* ❗
*Sawal : For which reason the door of the paradise will be narrow ?*
A. When the disbelievers will come closer to it
B. When the p[eople of this ummah will enter in the paradise
C. When the Jews and chirstians will come closer to it
D. The lot of Angels will be stand on the doors
E. When the people of the hell will return to paradise
F. when Iblis will come closer to paradise
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh My Lord increase my Knowledge)
*💐✅ Sahih Jawab : G 💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam ne farmaya tum ummaton ke sattar (70) ke adad ko pura karne wale ho unmein se tum sabse Aakhir aur Allah subhanahu ke yaha sabse muazziz aur mukarram ho, jannat ke darwazon ke lakdiyo ke beech ki jagah 40 saal ki musafat hai (yani darwazo ke ek janib ki lakdi se dusri janib ki lakdi ka fasla tay karne mein 40 saal lag jaye itna bada darwaza hai) lekin jannat ke darwaze iss qadr chodhey hone ke bawajud tumahare ek saath andar dakhil hone ki wajah se tang ho jayenge
(SubhanAllah yani itne zyada tadad mein ye ummat jannat mein dakhil hogi)
Musnad Ahmed - 12468-Sahih
*💐✅ Answer : G 💐✅*
-----
Rasool-Allah Sallallahu Alahih Wasallam said you will comeplete the number of Seventy of the nation it means you are the last nation but near Allah you are the most respectful nation among all other nations, the distance between the door wood of the paradise is forty year( it means to cover that distance a perosna has to walk for forty year) Although the door are such widen yet it will become narrow when you will enter in the paradise (because of your rush and large number)
Musnad Ahmed - 12468-Sahih
✦ *Hadith : Allah ki raza ke liye Namaz padhne se Gunah aise dur hote hain jaise darakht se pattey girte hain* ---- ✦
Rasool-Allah Sallallahu Alahih wasallam ne farmaya Beshak Muslman
banda jab namaz adaa karta hai jabke uska maqsad Allah subhanahu ka
chehra (yahi raza ho) ho to us se uske gunah iss tarha girte hai jaise
darakht se patte girte hain ---- رسول
اﷲ ﷺ نے فرمایا بیشک مسلمان بندہ جب نماز ادا کرتا ہے، جبکہ اس کا مقصد
اللہ تعالیٰ کا چہرہ (رضا) ہو تو اس سے اس کے گناہ اس طرح گرتے ہیں، جیسے
درخت سے پتےگرتے ہیں۔
مسند احمد ١٠١٢-صحیح ---- ✦ रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैहि
वसल्लम ने फरमाया बेशक मुस्लमान बंदा जब नमाज़ अदा करता है जबकि उसका मक़सद
सिर्फ अल्लाह सुबहानहु का चेहरा (रज़ा) हो तो उस से उसके गुनाह इस तरह गिरते
हैं जिस तरह दरख़्त से पत्ते गिरते हैं
मसनद अहमद - 1012 सही ---- ✦
Rasool-Allah Sallallahu Alahih wasallam said Indeed when a Muslim
servant performs prayer seeking the countenance of Allah, his sins will
fall away just as leaves fall from the tree Musnad Ahmed-1012-Sahih