Search Hadith

Video of the week

Traffic

A visitor from Prayagraj viewed 'Kafiro aur zalimo ke zulm se ba' 2 hrs 5 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed 'Kafiro aur zalimo ke zulm se ba' 3 hrs 9 mins ago
A visitor from India viewed '❗Only-Quran-Hadith Quiz 1066❗' 3 hrs 36 mins ago
A visitor from Chandigarh viewed '❗ Only-Quran-Hadith Quiz 759❗' 3 hrs 38 mins ago
A visitor from Ahmedabad viewed 'Kafiro aur zalimo ke zulm se ba' 3 hrs 39 mins ago
A visitor from Omsk viewed 'January 2019' 3 hrs 49 mins ago
A visitor from St petersburg viewed 'Al Quran : Aaj maine tumhare li' 3 hrs 51 mins ago
A visitor from Hyderabad viewed 'Hadith : Yahudi Juma ke din par' 3 hrs 55 mins ago
A visitor from Delhi viewed 'Kafiro aur zalimo ke zulm se ba' 4 hrs 2 mins ago
A visitor from Visakhapatnam viewed 'Ramadhan (Ramazan)' 4 hrs 2 mins ago

Total Pageviews

4,424,879

Category

Search Hadith

Friday, September 23, 2022

❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1378 ❗

 ❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1378 ❗



Sawal  : Wo kaunse Sahabi jinko Rasool-Allah ﷺ ne dekha ki wo jannat mein farishto ke 

saath ud rahe hain (flying in paradise) ?


A. Hanzala Radi allahu anhu

B. Saad bin Muaaz radi allahu anhu

C. Hussain radi Allahu anhu

D. Jafar radi allahu anhu


-------------

Quiz : Who is that sahabi , to whom Prophet Sal-Allahu alaihi wasallam saw that he is flying in paradise with angeles ?


A. Abu bakr radi allahu anhu

B. Ali radi allahu anhu

C. Hussain radi Allahu anhu

D. Jafar radi allahu anhu



Sahi Jawab D Jafar radi allahu anhu

--------------------------------

Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ki maine jafar (Radi Allahu Anhu) ko jannat mein farishto ke saath udte huye dekha

Jamia Tirmizi  4130-Hasan


hazrat Abdullah bin umar Radi Allahu Anhuma jab bhi jafar Radi Allahu Anhu ke bete ko salam karte to unse ye kahte ki As salamu alaika Ya ibn Zu-l-Janahain yani eh do paro (pankh) wale buzurg ke sahebzade

Sahih Bukhari  3709


Note: Ulmao ka kahna hai ki jafar Radi Allahu Anhu ke ghazwa e muta mein islam ke liye ladte huye dono bazu kat gaye they aur unhe shaheed kar diya gaya tha isliye unko un bazu ki jagah do par ata kiye gaye hain aur isee wajah se unhe Jafar Al tayyar ka laqab mila (arbi mein tayyara yani udne wala) 


No comments:

Post a Comment