❗ Only-Quran-Hadith Quiz 1374 ❗
Sawal : Inmein se Wo kya hai jo
Allah Subhanhu Qubul nahi farmata ?
A. Bina Paki ki namaz
B. Dikha kar diya hua sadqa
C. Ghar par padhi jane wali Namaz
D. Ramzan ke baad di jane wali zakat
✅ *Sahih Jawab A* 💐
----------
Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam ne farmaya Allah Taala haraam Maal se diya hua Sadqa Qubul nahi farmatey aur na hi bina paki ke Namaz (Qubul farmate hain).
Sunan Abu Dawud 59- Sahih
Note : Sadqe ko Dikha kar bhi diya ja sakta hai ....
Al Quran : Agar tum sadqa (khairaat) zahir kar ke do to bhi achchi baat hai aur agar usko chupa kar do aur faqeeroon ko pahucha do to tumahre haq mein wo behtar hai
Surah Baqara 2: 271
------------
Rasoollallah Sallallhu Alaihi Wasallam said: ALLAH does not accept charity from goods acquired by embezzlement as He does not accept prayer without purification.
Sunan Abu Dawud -Hadith 59- Sahih
No comments:
Post a Comment