Bismillahirrahmanirrahim
-------------
✦ Share karne se pahle ek baar jarur pura padhkar sawab hasil kar liiyega
-------------
✦ Allahu Akbaru kabira Wa Al-hamdu Lillahi kathira
wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
-------------
✦ Alhamdulillahi Rabbil Aalamin
-------------
✦ Subhan Allahi wa Bihamdihi
Subhan Allahi Al-Azim
-------------
✦ La hawla wa la Quwwata illa billah
-------------
✦ Allahumma Agfirli Wa tub Alayya
Innaka Antat-Tawwabul-Gafoor
-------------
✦ Hadith 1 : Ibn Umar Radi Allahu anhu se rivayat hai ki hum log Rasool-Allah ﷺ ke saath namaz mein mashgul they ki ek shaksh ne kaha
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
Allahu Akbar kabira Wa Al-hamdu Lillahi kathira, Wa Subhan-Allahi bukratan wa Asila
Rasool-Allah ﷺ ne sunkar farmaya ki kisne ye kalimat padhe us shaksh ne kaha ki maine, to Aap ﷺ ne farmaya is kalme ki wajah se aasman
ke darwaze khol diye gaye Ibn umar Radi allahu anhu ne farmaya us din ke baad se maine is
kalimat ko kabhi nahi chorha jis waqt se Rasool-Allah ﷺ ne ye irshad farmaya tha
Sunan Nasaii, Jild 1, 889-Sahih
-------------
✦ Hadith 2 : Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jo koi dil se
الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ
Alhamdulillahi Rabbil Aalamin
kahega (yani zuban ke saath dil se bhi iska yakeen ho ki Tamam tarife Allah ke liye hain aur wahi sare jahan ka palne wala hai) to
uske liye 30 nekiya likhi
jayegi aur 30 gunah mita diye jayenge
Masnad Ahmed, 7813-Sahih
-------------
✦ Hadith 3 :Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Do Kalme jo Zuban par halke hain aur Meezan (taraju) mein bahut bhari
hain aur Rahmaan ko bahut aziz hai
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
Sahih Bukhari, Jild 6, 6406
-------------
✦ Hadith 4 : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya
لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
La hawla wa la Quwwata illa billah zyada padha karo kyunki ye Jannat ke khazano mein se ek khazana hai
Jamia Tirmizi,Jild 2, 1524-Sahih
-------------
✦ Hadith 5 : Ek Ansari Sahabi se rivayat hai ki maine Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ko namaz ke aakhir mein 100 baar ye dua
padhte huye suna hai
اللهُمَّ اغْفِرْ لِي وَتُبْ عَلَيَّ إِنَّكَ أَنْتَ التَّوَّابُ الْغَفُورُ
Allahumma Agfirli Wa tub Alayya Innaka Antat-Tawwabul-Gafoor
Tarjuma : Eh Allah mujhe bakhsh de aur meri tauba Qubul farma yakeenan tu hi tauba Qubul karne wala aur bakhshne wala hai
Masnad Ahmed, 22546-Sahih
--------------
✦ Kindly Read Before share and get lot of rewards in Sha Allah
-------------
✦ Allahu Akbaru kabira Wa Al-hamdu Lillahi kathira
wa subhan-Allahi bukratan Wa Asila
-------------
✦ Alhamdulillahi Rabbil Aalamin
-------------
✦ Subhan Allahi wa Bihamdihi
Subhan Allahi Al-Azim
-------------
✦ La hawla wa la Quwwata illa billah
-------------
✦ Allahumma Agfirli Wa tub Alayya
Innaka Antat-Tawwabul-Gafoor
-------------
✦ Hadith 1 : It was narrated that Ibn Umar said: "While we were praying with the Messenger of Allah (ﷺ), a man among the people said:
اللَّهُ أَكْبَرُ كَبِيرًا وَالْحَمْدُ لِلَّهِ كَثِيرًا وَسُبْحَانَ اللَّهِ بُكْرَةً وَأَصِيلاً
'Allahu Akbaru kabira, wal-hamdu Lillahi kathira, wa subhan-Allahi bukratan was asila
(Allah is Most Great and much praise be to Allah and glorified be Allah at the beginning and end of the day).' The Messenger of Allah
(ﷺ) said: 'Who is the one who said such and such?' A man among the people said: 'I did, O Messenger of Allah.' He said: ' I like it,'
and he said words to the
effect that the gates of the Heavens had been opened for it." Ibn Umar said: "I never stopped saying it since I heard the Messenger of
Allah (ﷺ) say that."
Sunan Nasaii, Book 11, 887-Sahih
-------------
✦ Hadith 2 : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said whoever says
الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ
Alhamdulillahi Rabbil Alamin – All praise and thanks is for Allah alone, the Lord of all things, from his heart, 30 good deeds will be
recorded for him and 30 sins will be erased from him.
Masnad Ahmed, 7813-Sahih
-------------
✦ Hadith 3 : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said,
"There are two expressions which are very easy for the tongue to say, but
they are very heavy in the balance and are very dear to The Beneficent (ALLAH), and they are,
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
Subhan Allahi wa Bihamdihi , Subhan Allahi Al-Azim
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 415
-------------
✦ Hadith 4 : The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said to me: Be frequent in saying:
لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
La hawla wa la Quwwata illa billah
For verily, it is a treasure from the treasures of Paradise.
Jamia Tirmizi, Book 46, 3601-Sahih
-------------
✦ Hadith 5 : One of the Ansari Sahabi said that I heard The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam recited this dua 100 times after
prayer
اللهُمَّ اغْفِرْ لِي وَتُبْ عَلَيَّ إِنَّكَ أَنْتَ التَّوَّابُ الْغَفُورُ
Allahumma Agfirli Wa tub Alayya Innaka Antat-Tawwabul-Gafoor
Translation : O Allah forgive me and accept my repentance, for You are the Accepter of repentance, the Most Merciful.
Al Sil Sila As Sahiha, 2791-Sahih
Masnad Ahmed, 22546-Sahih
No comments:
Post a Comment