Bismillahirrahmanirrahim
✦ Share karne se pahle ek baar ye Azkar khud bhi padh lijiye- Jazakallahu khairan
-----------------
✦ Ashhadu Alla ilaha il-Allahu, Wa Ash-hadu Anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluh
✦ Alhamdulillahi Kathira
✦ SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
✦ Radaitu billahi Rabban wa bil-Islami dinan wa bi Muhammadin nabiyyan
✦ La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
-----------------
✦ Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jis nafs ko bhi is haal mein maut aaye ki wo is baat ki gawahi deta ho ki Allah ke siwa koi mabud nahi aur main (Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam) Allah ka rasool hu aur ye gawahi dil ke yakeen se ho to Allah subhanahu uski maghfirat farma denga
Sunan ibn Majah, Jild 1, 677-Hasan
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Ek shakhs ne kaha
Alhamdulillahi Kathira
(yani Allah ke liye bahut zyada tarifein hain) to farishte ko ye likhna bhari mehsus hua to usne us baare mein Allah Subhanahu se ruju kiya to us se kaha gaya ki usko (uske sawab ko) usee tarah likho jis tarah mere bande ne kaha kathira (yani bahut zyada)
Al Silsila As Sahiha, 2868-Sahih
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Do Kalme jo Zuban par halke hain aur Meezan (taraju) mein bahut bhari hain aur Rahmaan ko bahut aziz hai
SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
Sahih Bukhari, Jild 6, 6406
✦ Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya Jo bhi musalman ya insaan (ya banda) subah sham ye kalimat kahe
✦ Radaitu billahi Rabban wa bil-Islami dinan wa bi Muhammadin nabiyyan
To Allah subhanahu Qayamat ke din usko jarur khush farma denge .
Sunan Ibn Majah, Jild 3, 751-Hasan
Sahih Ibn Hibban , 870-Hasan
✦ Abdullah bin umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi wasallam ne farmaya zameen par koi bhi
La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La ḥawla wa La Quwwata illa Billah
kahta hai to uske gunah bakhsh diye jate hain chahe samundar ke jhaag ke barbar hi kyu na ho
Jamia Tirmizi, Jild 2, 1385-Hasan
--------------
✦ Read before Share - Jazakallahu khairan
------------
✦ Ashhadu Alla ilaha il-Allahu, Wa Ash-hadu Anna Muhammadan Abduhu Wa Rasuluh
✦ Alhamdulillahi Kathira
✦ SubhanAllahi wa biHamdihi, Subhan-Allahil-azeem
✦ Radaitu billahi Rabban wa bil-Islami dinan wa bi Muhammadin nabiyyan
✦ La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
-------------
✦ The Messenger of Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: "Any soul that died bearing witness that there is no god but Allah and I am the Messenger of Allah, from the heart with certainity, Allah will
forgive it."
Sunan ibn Majah,Book 33,3796-Hasan
✦The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said once a man said Alhamdulillahi Kathira (All Praise is due to Allah , Abundant), Angel felt heavy to write (its hasnat or rewards) so he went back to Allah regarding this matter , Allah said write (hasnat) for him as my slave said kathira (Abundant)
Al Silsila As Sahiha, 2868-Sahih
✦ The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "There are two expressions which are very easy for the tongue to say, but they are very heavy in the balance and are very dear to The Beneficent (ALLAH), and they are,
Subhan ALLAHi wa bihamdihi , Subhan Allahi Al-Azim
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 415
✦ The Prophet Sal-Allahu Alaihi wasallam said: "Any Muslim - or Any person, or Any slave (of Allah) - who says, in the morning and evening:
✦ Radaitu billahi Rabban wa bil-Islami dinan wa bi Muhammadin nabiyyan
He will have a promise from Allah to make him pleased on the Day of Resurrection."
Sunan Ibn Maja, Book 34, 3870-Hasan
Sahih Ibn Hibban , 870
✦ Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu narrated that : The Prophet (ﷺ) said: Anyone upon the earth says
La ilaha illAllahu, wa Allahu Akbar, wa La Hawla wa La Quwwata illa Billah
his sins will be pardoned, even if they were like the foam of the sea.
Jamia Tirmizi, Book 45, 3460-Hasan
No comments:
Post a Comment