Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Thursday, December 28, 2017

Mix Azkar





Bismilahirrahmanirrahim 

✦ Share karne se pahle ek baar jarur pura padhkar sawab hasil kar liiyega
-------------
✦ La ilaha illAllah
-------------
✦ Alhamdulillahi Rabbil Aalamin
-------------
✦ La Quwwata illa billah
-------------
✦ SubhanAllahi wa biHamdihi
✦ Subhan-Allahil-Azeem
-------------
✦ Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih
-------------
✦ Allahumma Salli Ala Muhammed Wa Aali Muhammed 
-------------

✦ Hadith 1 :  Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo bhi (ek baar)
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ 
 La ilaha illAllah kahega uske liye 20 nekiya likhi jayengi aur 20 gunah mita diye jayenge
Masnad Ahmed, 7813-Sahih
-------------
✦ Hadith 2 : Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya jo koi dil se 
الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ
Alhamdulillahi Rabbil Aalamin 
kahega (yani zuban ke saath dil se bhi iska yakeen ho ki Tamam tarife Allah ke liye hain aur wahi sare jahan ka palne wala hai) to uske liye 30 nekiya likhi 
jayegi aur 30 gunah mita diye jayenge
Masnad Ahmed, 7813-Sahih
-------------
✦ Hadith 3 : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya 
لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
La haula wa la Quwwata illa billah zyada padha karo kyunki ye Jannat ke khazano mein se ek khazana hai
Jamia Tirmizi,Jild 2, 1524-Sahih
-------------
✦ Hadith 4 : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya Do Kalme jo Zuban par halke hain aur Meezan (taraju) mein bahut bhari 
hain aur Rahmaan ko bahut aziz hai
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ 
سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
SubhanAllahi wa biHamdihi
Subhan-Allahil-Azeem
Sahih Bukhari, Jild 6, 6406
-------------
✦ Hadith 5 : Rasool-Allah Sal-Allahu Alaihi Wasallam ne farmaya jisne
أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ 
 Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih 
kaha to uske gunah maaf kar diye jayenge chahe wo Maidan e jung se bhag gaya ho

Tarjuma : Main ALLAH se apne gunaho ki maafi maangta hu jiske siwa koi ibadat ke layaq nahi , Jo zinda aur hamesha rahne wala hai aur 
main usee ki taraf tauba karta hu )
Sunan Abu Dawud,Jild 1,1504-Sahih
-------------
✦ Hadith 6 : Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya jo shaksh mujh par Ek martaba Durud bhejega 
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ 
to Allah subhanahu us par 
10 martaba rahmat bhejega aur uskey 10 gunaah maaf honge aur 10 darjaat buland hongey 
Sunan An Nasaii, Jild 1, 1300 -Sahih
------------
✦ Kindly Read Before share and get lot of sawab 
-------------
✦ La ilaha illAllah
-------------
✦ Alhamdulillahi Rabbil Aalamin
-------------
✦ La Quwwata illa billah
-------------
✦ SubhanAllahi wa biHamdihi
✦ Subhan-Allahil-Azeem
-------------
✦ Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih
-------------
✦ Allahumma Salli Ala Muhammed Wa Aali Muhammed 
-------------

✦ Hadith 1 : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said whoever says 
لاَ إِلَهَ إِلاَّ اللَّهُ 
La ilaha illAllah  twenty deeds will be recorded for him and 
twenty sins will be removed from him
Masnad Ahmed, 7813-Sahih
-------------
✦ Hadith 2 : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said whoever says 
الْحَمْدُ لِلَّهِ رَبِّ الْعَالَمِينَ
Alhamdulillahi Rabbil Alamin – All praise and thanks is for Allah 
alone, the Lord of all things, from his heart, 30 good deeds will be recorded for him and 30 sins will be erased from him.
Masnad Ahmed, 7813-Sahih
-------------
✦ Hadith 3 : The Messenger of Allah Sallallahu Alaihi wasallam said to me: Be frequent in saying:
لاَ حَوْلَ وَلاَ قُوَّةَ إِلاَّ بِاللَّهِ
La hawla wa la Quwwata illa billah 
For verily, it is a treasure from the treasures of Paradise.
Jamia Tirmizi, Book 46, 3601-Sahih
-----------
✦ Hadith 4 :  The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam  said, "There are two expressions which are very easy for the tongue to say, but 
they are very heavy in the balance and are very dear to The Beneficent (ALLAH), and they are, 
سُبْحَانَ اللّهِ وَ بِحَمْدِهِ ، سُبْحَانَ اللّهِ الْعَظِيمِ
Subhan ALLAH wa bihamdihi , Subhan ALLAH Al-Azim 
(Glory be to Allah, and Praise, Glory be to Allah, the Supreme) 
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 415
-----------
✦ Hadith 5 : The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: If anyone says:
أَسْتَغْفِرُ اللَّهَ الَّذِي لاَ إِلَهَ إِلاَّ هُوَ الْحَىُّ الْقَيُّومُ وَأَتُوبُ إِلَيْهِ 
Astagfirullah Al-lazi la ilaha illa Huwa Al-Hayyul-Qayyum wa atubu ilaih  
he will be pardoned, even if he has fled in time of battle.
Translation: I seek the forgiveness of Allah the Mighty, Whom there is none worthy of worship  except Him, The Living, The Eternal, 
and I repent unto Him
Sunan Abu Dawud, Book 8, 1512-Sahih
-----------
✦ Hadith 6 : The prophet peace be upon him Said whoever send Salah ( Durud) upon me Once,
اللَّهُمَّ صَلِّ عَلَى مُحَمَّدٍ، وَعَلَى آلِ مُحَمَّدٍ 
Allah will send him Salah upon him ten fold, and will erase ten sins from him and will raise him ten degrees in Status 
Sunan An Nasaii, Vol 2, 1298-Sahih

No comments:

Post a Comment