✦ Islamic Quiz-16✦
Sawal: Ek baar Jinno ki ek jamaat Rasool-Allah Sallallhu Alaihi
Wasallam ke pass aaaye aur unse guzarish ki Aap apni ummat ko in cheezo se
istinja karne se mana farma dijiye kyuki ALLAH Subhanahu ne ismein hamari Rozi
rakhi hai , kya aapko malium hai wo kaunsi
cheezein hain jismein Jiinnato ki
rozi hoti hai ?
A. Jaanwaro ki khal mein
B. Darakht ke patto mein
C. Haddi, Leed (Gobar) aur koyle mein
D. Mitti aur paththar mein
E. inmein se koi nahiB. Darakht ke patto mein
C. Haddi, Leed (Gobar) aur koyle mein
D. Mitti aur paththar mein
F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------------
Islamic Quiz: Once the jinn came to the
Prophet peace_be_upon_him and said: O Muhammad Sallallahu Alaihi Wasallam,
forbid your community to cleans themselves with these things , for
in them Allah has provided sustenance for us. So the Prophet peace be upon
him forbade them to do so.
Do you know what those things was?
A. Animal Skins
B. Tree Leaves
C. Bones, dung or
charcoal
D. Dust and stones
E. None of the above
F. I want to know
F. I want to know
Sahi Jawab : C.
Haddi, Leed (Gobar) aur koyle
mein
Abdullah ibn Mas'ud Radi Alllahu Anhu se rivayat hai ki Jinno ki ek jamaat
Rasool-Allah Sallallhu Alaihi Wasallam ke khidmat mein hazir huyee unhoney arz
kiya ki Eh Muhammad SallAlllahu Alaihi Wasallam Aap apni ummat ko mana farma
dijiye Haddi (bones) , Leed ( Gobar) aur koyley se istinja karney se kyuki
ALLAH Subhanahu ne ismein hamari Rozi rakhi hai, iskey baad Rasool-Allah
Sallallhu Alaihi Wasallam ne aisa karney se mana farma diya
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 39 -Sahih
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 39 -Sahih
-------------------
Correct answer is C.
Correct answer is C.
Bones, dung or charcoal
Narrated Abdullah ibn Mas'ud Radi
Alllahu Anhu A deputation of the jinn
came to the Prophet peace_be_upon_him and said: O Muhammad SallAlllahu Alaihi
Wasallam , forbid your community to cleans themselves with a bone or dung or
charcoal, for in them ALLAH has provided sustenance for us. So the Prophet
peace be upon him forbade them to do so.
Sunan Abu Dawud, Book 1, 39 - Sahih
Sunan Abu Dawud, Book 1, 39 - Sahih
No comments:
Post a Comment