Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Friday, July 15, 2016

✦ Islamic Quiz-14 ✦


Islamic Quiz-14

Sawal: Wo kaunse Nabi hain jinki maa ki taraf Allah subhanahu ne wahi nazil farmayee thi ki agar tumhe apne bete ki jaan ka khauff ho to usko dariya mein daal dena aur koi khauff ya gam na karna beshak hum usko tumhare pass wapas pahucha denge, phir us nabee ki maa ne unko dariya mein daal diya aur phir Allah subhanahu ne us Nabi ki parwarish usee zalim baadshah ke ghar par ki jo us Nabee ko qatl karna chahta tha, wo kaunse Nabi hain?

A. Eesa alaihi salam
B. Musa Alaihi salam
C. Yusuf alaihi salam
D. Yunus Alaihi salam

E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------------
Quiz: What is the name of that prophet towards his mother , Allah sent wahi that if you fear for the life of your son , then cast him into the river and fear not, nor grieve. Verily, We shall bring him back to you and after that her mother cast him into the river  and later that prophet got looked after in the home of same ruler who wanted to kill him, what is the name of that prophet

A. Eesa alaihi salam
B. Musa Alaihi salam
C. Yusuf alaihi salam
D. Yunus Alaihi salam

E. None of the above

F. I want to know

Sahi jawab B
B. Musa Alaihi salam
وَأَوْحَيْنَا إِلَىٰ أُمِّ مُوسَىٰ أَنْ أَرْضِعِيهِ ۖ فَإِذَا خِفْتِ عَلَيْهِ فَأَلْقِيهِ فِي الْيَمِّ وَلَا تَخَافِي وَلَا تَحْزَنِي ۖ إِنَّا رَادُّوهُ إِلَيْكِ وَجَاعِلُوهُ مِنَ الْمُرْسَلِينَ

Al Quran : Aur humne Musa alaihi salam  ki maa taraf wahi nazil farmayee thi ki agar tumhe apne bete ki jaan ka khauff ho to usko dariya mein daal dena aur koi khauff ya gam mat  karna beshak hum usko tumhare pass wapas pahucha denge  aur (phir) usko Rasool bana denge
Al Quran , Al-Qasas (28) , Verse 7
--------------------
And We inspired the mother of Musa (Moses): (telling): "Suckle him [Musa (Moses)], but when you fear for him, then cast him into the river and fear not, nor grieve. Verily, We shall bring him back to you, and shall make him one of (Our) Messengers." 


Al Quran , Al-Qasas (28) , Verse 7

No comments:

Post a Comment