✦ Islamic Quiz-15 ✦
Sawal: Surah Al-kauther(108) mein Allah subhanahu ne Rasool-Allah
sallallahu alaihi wasallam se farmaya
"Inna Aaataynaka Al-Kauther"
(Eh MUhammad sallallahu alaihi wasallam ) Beshak humne aapko kauther ata
farmayee , wo kauther kya hai ?
A. Jannat ka ek ghar
B. jannat ki hoor
C. Jannat ki ek nahar ( Hauz )
D. Jannat ki ek machli
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------------------------
B. jannat ki hoor
C. Jannat ki ek nahar ( Hauz )
D. Jannat ki ek machli
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai
--------------------------------
Quiz : In Surah AL-Kauther Allah subahanhu
said " Inna Aaataynaka Al-Kauther" (Oh Prophet MUhammad sallallahu
alaihi wasallam ) Verily, We have granted you AL-Kauther, What is
that Kauther ?
A. A house in paradise
B. A Hoor of paradise
C. A River of paradise
D. A fish of paradise
E. None of the above
F. I want to know
A. A house in paradise
B. A Hoor of paradise
C. A River of paradise
D. A fish of paradise
E. None of the above
F. I want to know
Sahi
Jawab : C. Jannat ki ek nahar (Hauz )
Al Quran
: Beshak humne Aapko (O Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam) Al-kauther Ata
farmayee, So Apne RAB ke liye namaz parha karo aur Qurbani kiya karo , Beshak
Aapka Dushman hi Be Naam-O-Nishan rahega
Surah
Al-Kauther (108)
Hadith:
Abdullah bin Amr Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu
Alaihi Wasallam ne farmaya mera hawz ( kauther) ek mahine ki musafat ( yani
usko cross karney ke liye ek mahina chalna parhta hai) barabar hoga, iska paani
doodh se ziyada safed aur iski khushbu Musk se ziyada achchi hogi aur iske
pyale (cups) aasman ke sitaro ki taadad ke barabar honge jo shaksh ismein se ek
baar jo peeyega wo kabhi bhi piyasa na hoga.
Sahih
Bukhari, vol 8, 6579
---------------
Correct
Answer is C.
A River of paradise
Al Quran
: Verily, We have granted you (O Muhammad Sal-Allahu Alaihi Wasallam)
Al-Kauthar Therefore
turn in prayer to your Lord and sacrifice (to Him only). For he who hates you, He will
be cut off
Surah
Al-Kauther (108)
Hadith:
Narrated 'Abdullah bin 'Amr Radi Allahu Anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi
Wasallam said, "My Lake-Fount is (so large that it takes) a month's
journey to cross it. Its water is whiter than milk, and its smell is nicer than
musk (a kind of Perfume), and its drinking cups are (as numerous) as the
(number of) stars of the sky; and whoever drinks from it, will never be
thirsty."
Sahih
Bukhari, Volume 8, Book 76, Number 581
No comments:
Post a Comment