Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Sunday, September 13, 2015

Hadith: Juma ki namaz jamaat ke saath padhna aurton par wajib nahi





Bismillahirrahmanirrahim
Hadith: Juma ki namaz jamaat ke saath padhna aurton par wajib nahi
---------------
✦Tariq ibn Shihab Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne farmaya Jumaa ki namaz jamaat ke saath har musalman par wajib hai siwaye chaar ke , ek to ghulam par , dusra aurat par, teesra bachche par aur chotha beemar par ( juma ki namaz wajib nahi)
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 1055-Sahih


✦ Ibn Umar Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Apni aurton ko masjid mein jane se mat roko lekin unke ghar unkey liye ziyada behtar hain 
Sunan Abu Dawud, Vol1 , 565-Sahih
-----------------
✦तारिक इब्न शिहाब रदी अल्लाहु अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सलअल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया ज़ूमा की नमाज़ जमात के साथ हर मुसलमान पर वाजिब है सिवाए चार के , गुलाम पर , औरत पर, बच्चे पर और बीमार पर ( ज़ूमा की नमाज़ वाजिब नही)
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 1, 1055-सही
✦ इब्न उमर रदी अल्लाहू अन्हु से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया अपनी औरतों को मस्जिद में जाने से मत रोको लेकिन उनके घर उनके लिए ज़्यादा बेहतर हैं 
सुनन अबू दाऊद, जिल्द 1 , 565-सही
-----------------
✦Narrated Tariq ibn Shihab Radi allahu anhu The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said: The Friday prayer in congregation is a necessary duty for every Muslim, with four exceptions; a slave, a woman, a boy, and a sick person.
Sunan Abu Dawud, Book 3, Hadith 1062-Sahih
✦ Ibn Umar Radi-Allahu-Anhu reported the Messenger of Allah may peace be upon him as saying Do not prevent your women from visiting the mosque but their houses are better for them (for praying). 
Sunan Abu Dawud, Book 2, 567-Sahih

No comments:

Post a Comment