Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Saturday, September 5, 2015

Al Quran : unhone yaqeenan maseeh ko qatl nahi kiya balki unko Allah subhanahu ne apni taraf utha liya



Bismillahirrahmanirrahim
✦ Al Quran : Aur unke (Ahle kitab ke) is kahne par ki humne maseeh Eesa maryam ke bete (Alaihi salam) ko Qatl kiya jo Allah ke Rasool they, halanki unhone unko na Qatl kiya aur na sooli par chadhya balki unko unke jaisee surat malum huyee , aur jo log unke baare mein ikhtilaf karte hain wo unke haal se shak mein padhe huye hain aur unke pass bhi is muamle mein koi yaqeen nahi hai , sirf guman hi ki pairwi hai , unhone yaqeenan maseeh ko qatl nahi kiya balki unko Allah subhanahu ne apni taraf utha liya aur Allah zabardast hikmat wala hai
Surah An-Nisa, Verse 157-158
------------------
✦ अल क़ुरान : और उनके इस कहने पर की हमने मसीह ईसा मरियम के बेटे (अलैही सलाम) को क़त्ल किया जो अल्लाह के रसूल थे, हालाँकि उन्होने उनको ना क़त्ल किया और ना सूली पर चढ़ाया बल्कि उनको उनके जैसी सूरत मालूम हुई , और जो लोग उनके बारे में इख्तिलाफ करते हैं वो उनके हाल से शक में पढ़े हुए हैं और उनके पास भी इस मुआमले में कोई यक़ीन नही है , सिर्फ़ गुमान ही की पैरवी है , 
उन्होने यक़ीनन मसीह को क़त्ल नही किया बल्कि उनको अल्लाह सुबहानहु ने अपनी तरफ उठा लिया और अल्लाह ज़बरदस्त हिकमत वाला है
सुराह अन-निसा, आयत 157-158
--------------------

✦ Al Quran : And because of their saying (in boast), "We killed Messiah Eesa (Jesus), son of Maryam (Mary), the Messenger of Allah," - but they killed him not, nor crucified him, but it appeared so to them [the resemblance of eesa (Jesus) was put over another man (and they killed that man)], and those who differ therein are full of doubts. They have no (certain) knowledge, they follow nothing but conjecture. For surely; they killed him not (eesa , son of Maryam )
But Allah raised him (with his body and soul) unto Himself . And Allah is Ever All-Powerful, All-Wise.
Surah An-Nisa, Verse 157-158

No comments:

Post a Comment