Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, October 1, 2014

Hadith: in das dino mein zyada se zyada Tahleel (La ilaha illAllah) Takbeer ( Allahu AKbar) , aur tamheed (Alhamdulilah) padha karo


Bismillahirrahmanirrahim

Hadith: in das dino mein zyada se zyada Tahleel (La ilaha illAllah) Takbeer ( Allahu AKbar) , aur tamheed (Alhamdulilah) padha karo
---------------------------------------------
Ibn Abbas Radi allahu anhuma se rivayt ahi ki Rasoollallah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya in dino(Dhul Hijja ke shuru ke 10 din) ke amal se ziyada kisi bhi dino ke amal ki fazilat nahi. logon ne pucha aur jihad mein bhi nahi ? Aap sallallahu alaihi wasallam ne farmaya haan jihad mein bhi nahi siwa us shaksh ke jo apni jaan aur maal khatrey mein daal kar nikla aur wapas aaya to saath kuch bhi na laya. 

Sahih Bukhari, Vol 2, 969
---------------------------------------------
Hazrat Abdullah ibn umar Radi allahu anhuma se rivayat hai Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Allah subhanahu ke nazdeek koi amal itna mehboob aur ba-azmat nahi jitna wo amal hai jo in das dino ( yani Dhil Hija ke pahle 10 din ) mein kiya jaye , isliye tum in das dino mein zyada se zyada Tahleel (La ilaha illAllah) Takbeer ( Allahu AKbar) , aur tamheed (Alhamdulilah) padha karo
Masnad Ahmad, Vol 7 Hadith: 224 (Islam 360 Ref : 2882)
---------------------------------------------

✦ इब्न अब्बास रदी अल्लाहू अन्हुमा से रिवायत है की रसूल-अल्लाह सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया इन दिनों ज़ुल हिज़्जा के शुरू के 10 दिन) के अमल से ज़ियादा किसी भी दिनों के अमल की फ़ज़ीलत नही,

लोगों ने पूछा और जिहाद में भी नही ? आप सललल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया हां जिहाद में भी नही सिवा उस शख्स के जो अपनी जान और माल ख़तरे में डाल कर निकला और वापस आया तो साथ कुछ भी ना लाया. 
सही बुखारी, जिल्द 2, 969

-------------------------------------------

Narrated Ibn Abbas Radi allahu anhuma : The Prophet sallallahu alaihi wasallam said, No good deeds done on other days are superior to those done on these (first ten days of Dhul Hijja). Then some companions of the Prophet sallallahu alaihi wasallam said, Not even Jihad? He replied, Not even Jihad, except that of a man who does it by putting himself and his property in danger (for Allah's sake) and does not return with any of those things. 
Sahih Bukhari, Book 15, Hadith 86
---------------------------------------------
Abdullaah ibn Umar (may Allaah be pleased with him) that the Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) said: “There are no days that are greater before Allah or in which good deeds are more beloved to Him, than these ten days, so recite a great deal of Tahleel (La ilaha illAllah) Takbeer ( Allahu AKbar) , aur tamheed (Alhamdulilah) during them.” 
Masnad Ahmad, Vol 7 Hadith: 224




Bismilahirrahmanirrahim 
---------
*Ayyam e tashreeq  (11th, 12th and 13th of Dhu’l-Hijjah) ke dino ki fazilat *
--------------------
Ayyam e tashreeq  (13,14,15 Dhul Hijja) mein zyada se zyzda Allah subhanahu ka zikr karna mustahab hai , Umar radi Allahu anhu meena mein apne kheme ke andar takbirein kahte to log bhi sun kar takbirein kahte aur sara meena takbiron se gunj jata 

Allah subhanahu ka farman hai "Phir jab tum Manasik e Hajj ada kar lo to Allah subhanahu ka zikr karo jis tarah tum apne baap dada ka zikr kiya karte they bulki us se bhi zyada 
Al Quran Surah Baqara (2), 200

Rasool Allah Sallallahu alaihi wasallam ne ayyam tashreeq mein roze rakhne se mana farmaya aur kaha ki in dino mein roze na rakho isliye ki ye khane peene aur Allah subhanahu ke zikr karne ke din hain
Masnad  Ahmad, 10286-Sahih
--------------------
ایام تشریق ذی الحجہ کی گیارہ ، بارہ ، تیرہ ، ( 11-12-13 ) تاریخ کے دن ہیں 
ایام تشریق میں کثرت کے ساتھ اللہ تعالی کا ذکرمشروع ہے ، عمر رضي اللہ تعالی عنہ منی میں اپنے خیمہ کے اندر تکبیريں کہتے تولوگ بھی سن کرتکبیريں کہتے تومنی تکبروں سے گونج اٹھتا تھا ۔

اورپھر اللہ تعالی کا یہ بھی فرمان ہے :
 اورپھرجب تم منا سک حج ادا کرچکو تو اللہ تعالی کا ذکر کرو جس طرح تم اپنے آباء اجداد کا ذکرکیا کرتے تھے ، بلکہ اس سے بھی زیادہ ،
سورة البقرة (٢) آیت ٢٠٠ 

 رسول الله صلی اللہ علیہ وسلم نے ایام تشریق میں روزہ رکھنے سے منع کرتے ہوۓ فرمایا
 ان دنوں کے روزے نہ رکھو اس لیے کہ یہ کھانے پینے اوراللہ تعالی کا ذکرکرنے کے ایام ہیں  
مسند احمد حدیث نمبر١٠٢٨٦-صحیح
------------------
Takbir
---------
الله أكبر
الله أكبر
الله أكبر
لا إله الا الله
الله أكبر
الله أكبر
و لله الحمد
----------
Allahu Akbar
Allahu Akbar
Allahu Akbar
La ilaha illAllah
Allahu Akbar
Allahu Akbar

Wa lillahil hamd



---------
The Virtue of the days of Tashreeq (11th, 12th and 13th of Dhu’l-Hijjah.)
-----------------
It is mustahabb to make a lot of dhikr during the days of Tashreeq. ‘Umar Radi Allahu Anhu used to recite Takbeer in Mina in his tent, and when the people heard him they recited Takbeer too and Mina echoed with the sound of their Takbeer. 

The Prophet (peace and blessings of Allaah be upon him) forbade fasting on these days: “Do not fast on these days, for they are the days of eating, drinking and remembering Allaah.” 
Masnad  Ahmad, 10286-Sahih
-----------------

https://islamqa.info/en/36950


No comments:

Post a Comment