Bismillahirrahmanirrahim
Al Quran : kah do Allah aasmano aur zameen ka banane wala hai kya uske siwa kisi aur ko apna wali (madadgar) banauu ? aur wo sabko khilata hai aur usko koi nahi khilata , kah do mujhe to hukm hua hai ki sabse pahle uska farmabardar ho jauu aur tum hargiz bhi mushriko mein shamil na ho
Al Quran, Al-Anaam (6) , Verse 14
-----------------------------------------
Hadith Qudsi: Abu Hurairah Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya ALLAH Subhanahu farmata hai main beparwah hun sharikon se , jisne koi aisa amal kiya jismein mere saath kisi gair ko sharik kiya to main usko aur uske shirk ke kaam ko (unkey haal par) chodh deta hun
Sahih Muslim, Vol 6 , 7475
**********************************
سورة الا انعام(۶) آیت (۱۴)
حضرت ابو ہریرہ رضی اللہ تعالیٰ عنہ سے روایت ہے کہا:رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: اللہ تعالیٰ نے ارشاد فرمایا کہ شریک بنائے جانے والوں میں سب سے زیادہ میں شراکت سے مستغنی ہوں۔جس شخص نے بھی کوئی عمل کیا اور اس میں میرے ساتھ کسی اور کوشریک کیا تو میں اسے اس کے شرک کے ساتھ اکیلاچھوڑدیتا ہوں۔
صحیح مسلم جلد۶ ۷۴۷۵
*******************************
Al Quran : Say Shall I take as a Wali (Helper, Protector, Lord or God) any other than Allah, the Creator of the heavens and the earth? And it is He Who feeds but is not fed. Say: Verily, I am commanded to be the first of those who submit themselves to Allah (as Muslims). And be not you of the polytheists ( idolaters)
-----------------------------------------
Hadith Qudsi: Abu Huraira Radi Allahu Anhu reported The Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam as stating that Allah the Most High and Exalted said: I am the One, One Who does not stand in need of a partner. If anyone does anything in which he associates anyone else with Me,I shall abandon him with one whom he associates with Allah.
Sahih Muslim, Book 42, 7114
No comments:
Post a Comment