Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Wednesday, August 27, 2014

Mafhum e hadith: Sazde mein Imam se pahle sir na uthaya karo





Bismillahirrahmanirrahim

Mafhum e hadith: Sazde mein Imam se pahle sir na uthaya karo

Abu hurairah radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah sallallahu alaihi wasallam ne farmaya tum mein se jo shakhs imam se pahle sazde se sir uthaye kya wo is baat se nahi darta ki Allah subhanahu uska sir gadhe ke sir ki tarah kar de ya uski surat gadhe ke jaisee bana de
Sunan Abu Dawud, Vol 1, 620-Sahih
-------------------------------------------
Abu Hurairah reported the Prophet sallallahu alaihi wasallam said Does he who raises his head while the Imam is prostrating not fear that Allah may change his head into a donkey’s or his face into a donkey’s face.
Sunan Abu Dawud, Book 2, Hadith 623-Sahih

No comments:

Post a Comment