Bismillahirrahmanirraheem
✦: Quran ke baad chaar kalimat Afzal kalam hain - SubhanAllah wa Alhamdulillah wa lailaha illallah wa Allahu Akbar
---------
✦: RasoollAllah Sallallahu Alaihi wasallam ne farmaya Quran majid ke baad chaar kalimat Afzal kalam hain aur ye bhi Quran kareem se hi hain wo char kalimat ye hain
SubhanAllah wa Alhamdulillah wa lailaha illallah wa Allahu Akbar
(Allah ki zaat paak hai aur tamam tarifein Allah ke liye hai aur Allah ke siwa koi mabud nahi, aur Allah sabse bada hai)
Musnad Ahmed-5455-Sahih
---------
رسول اللہ صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم نے فرمایا قرآن مجید کے بعد چار کلمات افضل کلام ہیں اور یہ بھی قرآن کریم سے ہی ہیں وہ چار کلمات یہ ہیں
سُبْحَانَ اللهِ، وَالْحَمْدُ لِلهِ، وَلا إِلَهَ إِلا اللهُ، وَاللهُ أَكْبَرُ
مسند احمد - ٥٤٥٥-صحیح
---------
✦: रसूल-अल्लाह सल-अल्लाहू अलैही वसल्लम ने फरमाया कुरान मजिद के बाद चार कलिमात अफज़ल कलाम हैं और ये भी कुं करीम से ही हैं वो चार कलिमात ये हैं
सुबहानअल्लाह वा अल्हम्दुलिल्लाह वा ला ईलाहा इलअल्लाह वा अल्लाहू अकबर
अल्लाह की ज़ात पाक है और तमाम तारीफें अल्लाह के लिए हैं और अल्लाह के सिवा कोई माबूद नहीं और अल्लाह सबसे बड़ा है
मसनद अहमद 5455-सही
----------
✦: RasoollAllah Sallallahu Alaihi wasallam said after the Quran these four words are the best and these are from the Quran also,
SubhanAllah wa Alhamdulillah wa lailaha illallah wa Allahu Akbar , (Glory be to Allah and Praise be to Allah and there is no God Except Allah and Allah is Greatest)
Masnad Ahmed-5455-Sahih
No comments:
Post a Comment