❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1349*❗
*Sawal 1 : Inmein se kaunse Azkar ko Kalma e Shukr kaha gaya hai ?*
*Sawal 2 : Inmein se kaunse Azkar ko Kalma e Ikhlas kaha gaya hai ?*
A. SubhanAllah
B. Alhamdulillah
C. Huwallahu Ahad
D. Allahu Akbar
E. SubhanAllahi wa biHamdihi
F. Astaghfirullah wa atubu ilaihi
G. Inmein se koi nahi
H. Rabbi Zidni ilma
(Eh Allah mere ilm mein barkat ata farma)
❗*Only-Quran-Hadith Quiz 1349*❗
Quiz 1 : Which Azkar is called Kalma e Shukr (The word of thanks) ?*
Quiz 1 : Which Azkar is called Kalma e ikhlas (The word of sincerity)?*
A. SubhanAllah
B. Alhamdulillah
C. Huwallahu Ahad
D. Allahu Akbar
E. SubhanAllahi wa biHamdihi
F. Astaghfirullah wa atubu ilaihi
G. None of the above
H. Rabbi Zidni ilma
(Oh Allah increase my Knowledge)
💐 *Sahih Jawab : BG* 💐
--------
.✦ Ibn Umar Radi Allahu Anhu se riwayat hai SubhanAllah Salatul Khalaeeq (صَلَاةُ الْخَلَائِقِ) hai yani makhluq ki ibadat hai, Alhamdulillah kalma e shukar hai Laa illaha IllAllah kalma e ikhlas hai aur Allah hu Akbar zameen aur asman ke khala ko bhar deta hai
Mishkat ul Masabeeh- 2322-Sahih
💐 *Answer : BG* 💐
--------
.✦ Narrated by Ibn Umar Radi Allahu Anhu that SubhanAllah is the Salatul Khalaeeq (صَلَاةُ الْخَلَائِقِ) it means its a worship of creations, and saying Alhamdulillah is the word of thanks and Laa illaha illAllah is the word of sincerity and Allahu Akabr fill the gap between earth
Mishkat ul Masabeeh- 2322-Sahih
No comments:
Post a Comment