Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, August 29, 2016

✦ Islamic Quiz-23✦

 Islamic Quiz-23

Sawal: Insano mein se sabse pahla Qatil kaun hai, jisne insano mein Qatl ki shuruwat ki ?
Aur Rasool-Allah Sal-Allahu alaihi wasallam ne uske liye ye bhi farmaya ki jab bhi duniya kahi nahaq Qatl hota hai to uske gunah ka ek hissa us par bhi hota hai Wo kaun hai ?

A. Adam alaihi salam ka beta Qabil 
B.  Bani israeel ka dushman Firaun 
C.  Adam alaihi salam ka beta Habil 
D.  Nooh alaihi salam ka beta Yafid
E. inmein se koi nahi
F. Sahi jawab ka intezar hai

------------------------------------------

Quiz: who invented the tradition of killing (murdering) on the earth in human being? And about him the Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam said, "No human being is killed unjustly, but a part of responsibility for the crime is laid on him.

A. Qabil - The son of Adam alaihi Salam
B. Firaun - the enemy of bani israeel
C. Habil - The son of Adam alaihi Salam
D. Yafid- The son of Nooh alaihi Salam
E. None of the above
F. I want to know

Sahi Jawab A
Adam alaihi salam ka beta Qabil  
----------------
Tum  Ahle kitab ko Adam Alaihi Salam ke do beto (Habil aur Qabil)  ka Qissa sahi taur par padh kar suna do, jab in dono ne qurbani ki inmein se ek ki qurbani qubool ho gayi aur dusre ki na huyee to isne (Qabil ne) kaha : Mein tujhe maar dalu ga isne (Habil ne) jawab diya : Allah parhezgaro hi se qubool karta hai Agar tu mujhe qatl karne ke liye haath uthaye ga to mein tujhe qatl karne ke liye haath na uthao ga ,Main Allah Subhanahu se darta hun, Main chahta hoon ke mera aur apna gunah tu hi samet le aur dozakhi ban jaye aur zalimo ki yahi saza haiPhir ise iske nafs ne apne bhai ke khoon par razi kar liya phir isey maar dala pas woh nukhsaan uthane walo mein se hogaya
Al Quran : Surah Al Maida  27-30

✦: Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam ne farmaya Jo jaan na haq qatl ki jaye iske (Gunah ka) ek hissa Adam Alaihi Salam ke pahle bete (Qabil par) padhta hai.
Sahih al-Bukhari 6867


---------------
Narrated `Abdullah Radi allahu anhu :
The Prophet Sal-Allahu Alaihi Wasallam  said, "No human being is killed unjustly, but a part of responsibility for the crime is laid on the first son of Adam who invented the tradition of killing (murdering) on the earth. (It is said that he was Qabil).
Sahih Bukhari, Vol. 9, Book 83, Hadith 6

Al Quran: And (O Muhammad صلى الله عليه وسلم) recite to them (the Jews) the story of the two sons of Adam (Habil and Qabil) in truth; when each offered a sacrifice (to Allah), it was accepted from the one but not from the other. The latter said to the former: "I will surely kill you.” The former said: "Verily, Allah accepts only from those who are Al-Muttaqun."      
 
 "If you do stretch your hand against me to kill me, I shall never stretch my hand against you to kill you: for I fear Allah, the Lord of the 'Alamin (mankind, jinn, and all that exists)."     
 "Verily, I intend to let you draw my sin on yourself as well as yours, then you will be one of the dwellers of the Fire; and that is the recompense of the Zalimun (polytheists and wrong-doers)."        
 So the Nafs (self) of the other (latter one) encouraged him and made fair-seeming to him the murder of his brother; he murdered him and became one of the losers.

Surah Al Maida , Verse 27-30

No comments:

Post a Comment