Search Hadith

Video of the week

Total Pageviews

Category

Search Hadith

Monday, February 29, 2016

✦ Islamic Quiz-7 ✦

 Islamic Quiz-7 

Sawal: Rasool-Allah sallallahu alaihi wasallam ye dua kis waqt padha karte they
الْحَمْدُ للهِ الَّذِي أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُورُ
Alhamdu lillahil-lazi 'ahyana baada ma amatana wailayhin-nushur



A. Ghar se nikalte waqt
B. Raat ko sote waqt
C. Subah ko bedar hote waqt
D. Khane se pahle

E. inmein se koi nahi

F. Sahi jawab ka intezar hai
----------------------------------

Quiz : At which time the Prophet sallallahu alaihi wasallam used to say this dua-
الْحَمْدُ للهِ الَّذِي أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُورُ
Alhamdu lillahil-lazi 'ahyana baada ma amatana wailayhin-nushur

A.  While going out from home
B.  While going to bed for sleeping
C.  After waking  up in the morning
D.  Before eating

E. None of the above
F. I want to know

Sahi jawab C:
Huzefa Radi Allahu Anhu se rivayat hai ki Rasool-Allah Sallallahu Alaihi Wasallam jab
jab bedar hote (yani Neend se jagte) to ye farmateالْحَمْدُ للهِ الَّذِي أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُورُ
Alhamdu lillahil-lazi 'ahyana baada ma amatana wailayhin-nushur
ALLAH ke liye hi tamam taarifien hain jisney humein zinda kiya, iskey baad ke isney maut taari kar di(de di) thi aur usi ki taraf lautna hai
Sahih Bukhari, Vol7,  6312

--------------------------
Narrated Hudhaifa Radi Allahu Anhu : When the Prophet Sallallahu Alaihi Wasallam  got up (in the morning) , he used to say,

الْحَمْدُ للهِ الَّذِي أَحْيَانَا بَعْدَ مَا أَمَاتَنَا وَإِلَيْهِ النُّشُورُ
Alhamdu lillahil-ladhi 'ahyana baada ma amatana wailayhin-nushur
Praise is to ALLAH Who gives us life after He has caused us to die and to Him is the return.
Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 326

No comments:

Post a Comment